FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DUPLICATE

Read available DUPLICATE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

kaththai aankhon waali

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of kaththai aankhon waali

kaththai aankhon waalee ek ladke ek hee baat par bigadtee hai tum muze kyo naheen mile pahale roj ye kah kar muz se ladtee hai kaththai aankhon waalee ek ladkee ek hee baat par bigadtee hai tum muze kyo naheen mile pahale roj ye kah kar muz se ladtee hai gusse kee wo tej hain lekin dil kee behad achchhee hai wo kaliyon se bhee naajook hai aur shahad se bhee meethi hai chehare par hain narma ujaale baalon mein kaalee raaten has de wo to motee barase foolon jaisee hain baaten mujh ko tum se pyaar naheen hai ruthhake muz se kahatee hai lekin har kaagaj par meraa naam wo likhatee rahatee hai mai bhee usakaa diwana hoon kaise us ko samazaaoo muz se milanaa chhod de wo to main yek din mein mar jaaoo

Wah Ji Wah

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Wah Ji Wah

Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah Dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi Iska maza chak to loon main zara Phir kahoonga main ke daal gal gayi Dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi Arre, iska maza chak to loon main zara Phir kahoonga main ke daal gal gayi Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - 2 Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, ha ha! Tum na the to yun thi zindagi yahan Benamak ho jaise theeki sabziyaan Ishq ka achaar bhi naa ban saka Husn jab na laaya tha yeh chatniyaan, hai Tum na the to yun thi zindagi yahan Benamak ho jaise theeki sabziyaan Ishq ka achaar bhi naa ban saka Husn jab na laaya tha yeh chatniyaan - 2 Hai hai, iska maza chak to loon main zara Iska maza chak to loon main zara Phir kahoonga main ke daal gal gayi Re dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi Iska maza chak to loon main zara Phir kahoonga main ke daal gal gayi Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - 2 Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, hoi! Aaj tak tum is liye akele the Kadwe the, kaseele the, karele the Aaj itne sweet aise nek ho Birthday ka jaise koi cake ho, hoi Ho, aaj tak tum is liye akele the Kadwe the, kaseele the, karele the Aaj itne sweet aise nek ho Birthday ka jaise koi cake ho - 2 Hai hai, iska maza chak to loon main zara Iska maza chak to loon main zara Phir kahoonga main ke daal gal gayi Re dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi Jitni masti do dilon mein thi ubal gayi Iska maza chak to loon main zara Phir kahoonga main ke daal gal gayi Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah - 2 Wah, wah ji wah, wah ji wah wah ji wah Wah ji wah, wah ji wah, wah ji wah wah wah, ha ha!
Back to Film List

About DUPLICATE Songs and Lyrics

Explore the DUPLICATE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DUPLICATE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics