FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from EHSAAS

Read available EHSAAS lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Kuch Kehna Hai

Singer: ADITYA NARAYAN, UDIT NARAYAN

Lyrics of Kuch Kehna Hai

Kuch Kehna Hai Meri Bhool Huv Meri Baat Suno O Papa Kuch Kehna Hai Meri Bhool Huvi Meri Baat Suno O Papa Naadaan Hu Main Tumhe Na Samjaa Mujhe Maaf Karo O Papa Mujhse Koi Bhool Hogi Na Kabhi Mujhse Koi Bhool Hogi Na Kabhi Aankhon Mein Ab Aansoon Na Laana Kuch Kehna Hai Meri Bhool Huvi Meri Baat Suno O Papa Maine Bas Tumhe Dukh Hi Dukh Diya Tumne Jo Chaaha Maine Na Kiya Mujhko Hai Manzoor Jo Bhi Do Sazaa Papa Tum Magar Hona Na Khafa Sapno Ka Mahal Pal Mein Gir Gaya Tune Kya Kiya Main Bikhar Gaya Main Bikhar Gaya Dekhen Jo Tumne Sach Honge Sapne Dekhen Jo Tumne Sach Honge Sapne Aankhon Mein Ab Aansoon Na Laana Kuch Kehna Hai Meri Bhool Huvi Meri Baat Suno O Papa Roothoge Jo Tum Dil Yeh Tootega Bolonge Na Tum Mera Kya Hoga Tumse Main Gale Na Milu Kabhi Dil To Papa Tum Chaon Ghar Ki Zindagi Mein Jo Aayi Bebasi Shayad Mujhme Hi Hai Koi Kami Hai Koi Kami Ab Main Doonga Sab Maanonga Har Baat Ab Main Doonga Sab Maanonga Har Baat Aankhon Mein Ab Aansoon Na Laana Kuch Kehna Hai Meri Bhool Huvi Meri Baat Suno O Papa Naadaan Hu Main Tumhe Na Samjaa Mujhe Maaf Karo O Papa Mujhse Koi Bhool Hogi Na Kabhi Mujhse Koi Bhool Hogi Na Kabhi Aankhon Mein Ab Aansoon Na Laana Kuch Kehna Hai Meri Bhool Huvi

Yeh Din Bachpan Ke

Singer: ADITYA NARAYAN

Lyrics of Yeh Din Bachpan Ke

Yeh Din Bachpan Ke Dhoom Machane K Sabko Satane Ke Shor Machane Ke Yeh Din Bachpan Ke Dhoom Machane Ke Sabko Satane Ke Shor Machane Ke Aur Dekhne Ke TV Pe Cartoon Yeh Din Bachpan Ke Dhoom Machane Ke Sabko Satane Ke Shor Machane Ke Yeh Din Bachpan Ke Dhoom Machane Ke Sabko Satane Ke Shor Machane Ke Aur Dekhne Ke TV Pe Cartoon Kabhi Kare Hum Masti Kabhi Lade Hum Kushti Jackie Chan Jaisi Paayi Hai Humne Chusti Kabhi Kare Hum Masti Kabhi Lade Hum Kushti Jackie Chan Jaisi Paayi Hai Humne Chusti Aur Bada Hokar Banna Hai Shaktimaan Dushman Se Karni Dha-Dha Dhishoom-Dhishoom Zippie Zippie Zippie Zippie Zip Zap Zoom Zippie Zippie Zip Zap Zoom Aao Chalo Halla Gulla Halla Gulla Kare Aao Chalo Halla Gulla Kare Zippie Zippie Zippie Zippie Zip Zap Zoom Zippie Zippie Zip Zap Zoom Aao Chalo Halla Gulla Halla Gulla Kare Aao Chalo Halla Gulla Kare Aake Disneyland Mickey Mouse Ke Hum Sab Fan Ho Jaaye Joy Ride Zoom....Bang Aake Disneyland Mickey Mouse Ke Hum Sab Fan Ho Jaaye Joy Ride Zoom Bang Hey! Come Let' s Dance Donald Duk Ke Sang Aur Masti Mein Gaaye Jhoom Jhoom...1..2..3..4 Yeh Din Bachpan Ke Dhoom Machane Ke Sabko Satane Ke Shor Machane Ke Yeh Din Bachpan Ke Dhoom Machane Ke Sabko Satane Ke Shor Machane Ke Aur Dekhne Ke TV Pe Cartoon

Yeh Kaisa Ehsaas Hai

Singer: SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Yeh Kaisa Ehsaas Hai

Mil Gayi Tujhse Nazar Ho Gaya Kuch Yun Asar Bekhudi Si Cha Gayi Ho Gaye Hum Bekhabar Dhadkan Ki Tarah Tu Dil Ke Pass Hai Milkar Bhi Tujhe Kyon Teri Aas Hai Yeh Kaisa Ehsaas Hai..Ehsaas Hai Ehsaas Hai Mil Gayi Tujhse Nazar Ho Gaya Kuch Yun Asar Bekhudi Si Cha Gayi Ho Gaye Hum Bekhabar Dhadkan Ki Tarah Tu Dil Ke Pass Hai Milkar Bhi Tujhe Kyon Teri Aas Hai Yeh Kaisa Ehsaas Hai..Ehsaas Hai Ehsaas Hai Dekh Kar Tujhe Sanam Jaage Armaan Jawan Chal Pada Silsila Tham Gaya Saman Chaahat Ki Tumhari Yun Mujhme Gar Gayi Hai Mujhko Lag Raha Hai Tu Meri Zindagi Hai Jo Dil Mein Hai Kehne Ko Dil Kar Raha Hai Magar Dil Hi Dil Mein Yeh Dil Darr Raha Hai Yeh Kaisa Ehsaas Hai..Ehsaas Hai Ehsaas Hai Mil Gaye Tum Mujhe Ek Nasha Ho Gaya Neend Bhi Ud Gayi Chain Bhi Kho Gaya Aankh Yeh Tumhari Bani Hai Meri Manzil Ek Pal Ye Bhanwar Hai To Ek Pal Hai Ye Saahil Tera Naam Hoton Pe Rehne Laga Hai Meri Hai Tu Mujhse Yeh Kehne Laga Yeh Kaisa Ehsaas Hai..Ehsaas Hai Ehsaas Hai Mil Gayi Mil Gayi Tujhse Nazar Tujhse Nazar Ho Gaya Ho Gaya Kuch Yun Asar Kuch Yun Asar Bekhudi Si Bekhudi Si Cha Gayi Cha Gayi Ho Gaye Ho Gaye Hum Bekhabar Hum Bekhabar Dhadkan Ki Tarah Tu Dil Ke Pass Hai Milkar Bhi Tujhe Kyon Teri Aas Hai Yeh Kaisa Ehsaas Hai..Ehsaas Hai
Back to Film List

About EHSAAS Songs and Lyrics

Explore the EHSAAS soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for EHSAAS.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics