FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from EIGHT DAYS

Read available EIGHT DAYS lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Kisi Se Meri Preet Lagi

Singer: MEENA KAPOOR

Lyrics of Kisi Se Meri Preet Lagi

haay kisi se meri preet lagi ab kya karuun -2 ab kya karuun re ab kya karuun kisi se meri preet lagi ab kya karuun paas-pados mein paas-pados mein baaja baje re dulha ke sang nayi dulhan saje re main to badi-badi main badi-badi aankhon waali dekha karuun kisi se meri preet lagi ab kya karuun ab kya karuun re ab kya karuun kisi se meri preet lagi ab kya karuun haay kisi se meri preet lagi ab kya karuun solah baras ki main to khushbu hoon kas ki main to baanki-matawaali main to pyaali hoon desi ki chadhati umar nahi baat mere bas ki jawaani mere bas ki nahi ji mere bas ki haay more raama akeli yahaan padi-padi aahen bharuun kisi se meri preet lagi ab kya karuun ab kya karuun re ab kya karoon kisi se meri preet lagi ab kya karuun ab na rukuungi kisi ke roke peehar chalungi main piya ki ho ke doliya hile-dole doliya hile-dole main to baithi rahuun kisi se meri preet lagi ab kya karuun ab kya karuun re ab kya karuun kisi se meri preet lagi ab kya karuun

Umeed Bhara Panchhi

Singer: ASHHOK KUMAR

Lyrics of Umeed Bhara Panchhi

(ummeed bhara panchhee,tha khoj raha sajani kahata tha yahi panchhee,haay dekho re gayi sajani haay dekho re gayi sajani)-2 taaron bhari rajani, aanchal ko fasa re -2 pooch rahi hansake,tu kisko pukaare tu kisko pukaare nainan mein neer bhare,dard sambhaale ummeed bhara panchhi... (rajanee,mohe na sataa,dil na jalaa,itana bata kahaan gai sajanee,o kahaan gai sajani)-2 aansu hain mere nainon ke,na ho saki boonde -2 dil mein lagi aag lagaa,mann mein milan ke ho mann mein milan ke haalat mere,tujhe taras na aaye ummeed bhara panchhi ...
Back to Film List

About EIGHT DAYS Songs and Lyrics

Explore the EIGHT DAYS soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for EIGHT DAYS.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics