FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from EK AUR EK GYARAH

Read available EK AUR EK GYARAH lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Beimaan Mohabbat

Singer: KK, SHANKAR MAHADEVAN AND GAYATRI

Lyrics of Beimaan Mohabbat

Jo Majnu The Woh Chale Gay Jo Ranjha The Woh Chale Gaye Jo Majnu The Woh Chale Gaye Jo Ranjha The Woh Chale Gaye Woh Ishq Hai Na Pyaar Hai Woh Dil Hai Na Dildar Hai Tu Dost Hai Na Yaar Hai Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat Jo Majnu The Woh Chale Gaye Jo Ranjha The Woh Chale Gaye Un Deewano Ka Naam Na Lo Un Parwano Ka Naam Na Lo Woh Ishq Hai Na Pyaar Hai Woh Dil Hai Na Dildar Hai Woh Ishq Hai Na Pyaar Hai Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat Ab Kahan Sharmo Haya Ab Kahan Bholi Ada Sar Se Parda Hata Sab Hua Bemaza Na Woh Rasmein Rahin Na Woh Kasmein Rahin Aane Wali Hai Ab Qayamat Jo Laila Thi Woh Chali Gayi Jo Heer Thi Woh Chali Gayi Arre Ramkali Ka Naam Na Lo Arnakali Ka Naam Na Lo Woh Ishq Hai Na Pyaar Hai Woh Dil Hai Na Dildar Hai Woh Ishq Hai Na Pyaar Hai Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat What To Say What To Say What To Say How To Say Majnoo Ko Laao O Laila Ko Bulaw Romeo Ko Lao Juliet Ko Bulaw Soni Ko Lao Mahiwal Ko Bulaw Paro Ko Lao Devdas Ko Bulaw Lao Bulaw Kis Kis Ko Lao Hai Mohabbat Aashiqui Bas Naam Ki Yeh Khushi Kis Kaam Ki Koi Dil Tod De Ya Hame Chod De Ek Bharosa Kare Dooja Dhoka Kare Ab Laakhon Mein Hai Jhooti Chahat Jo Devdas The Chale Gaye Jo Log Khaas The Chale Gaye Ab Gulneshah Ka Naam Na Lo Arre Rasta Ka Bhi Kaam Na Lo Woh Ishq Hai Na Pyaar Hai Woh Dil Hai Na Dildar Hai Woh Ishq Hai Na Pyaar Hai Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat Mohabbat Beimaan Mohabbat Mohabbat Beimaan Mohabbat

Ek Aur Ek Gyarah

Singer: SONU NIGAM AND SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Ek Aur Ek Gyarah

One Plus One One Plus On Ek Ek Ek Ek Ek Ek Aur Ek Ek Ek Ek Ek Aur Ek Gyarah Mere Yaara Ek Aur Ek Gyarah Mere Yaara Ek Aur Ek Ek Aur Ek Gyarah Mere Yaara Ek Aur Ek Do Hote Nahi Hasne Wale Rote Nahin Jaagne Wale Sote Nahin Apni Hasti Khote Nahin Jahan Dushman Mila Dushman Jahan Dushman Mile To De Mara Mere Yaara Ek Aur Ek Gyarah Mere Yaara Ek Aur Ek Ek Aur Ek Gyarah Mere Yaara Aise Dekhayenge Jalwe Dekhega Sara Jahan Hum To Hai Sab Se Nirale Hum Sa Aajoba Kahan Koi Humsa Na Aaya Na Aaye Ga Ab To Dobara Mere Yaara Ek Do Teen Char Paanch Che Saat Aanth Naw Das Aur Ek Gyarah Mere Yaara Husn Ki Lauh Mein Jal Jaate Hai Maum Ke Jaise Pigal Jaate Hai Woh Deewane Hai Machal Jaate Hai Girte Hai Phir Sambhal Jaate Hai Koi Hum Sa Na Hum Sa Koi Hum Sa Na Hum Sa Dildara Mere Yaara Ek Aur Ek Gyarah Mere Yaara Ek Aur Ek Ek Aur Ek Ek Aur Ek Ek Aur Ek Ek Aur Ek Ek Aur Ek Gyarah Mere Yaara Ek Aur Ek Ek Aur Ek Gyarah Mere Yaara Ek Aur Ek Do Hote Nahin Hasne Wale Rote Nahin Jaagne Wale Sote Nahin Apni Hasti Khote Nahi Jahan Dushman Mila Dushman Jahan Dushman Mile To De Mara Mere Yaara Ek Aur Ek Gyarah Mere Yaara Ek Do Teen Char Paanch Che Saat Aanth Naw Das Aur Ek One Plus One One Plus One

Main Jogiya

Singer: UDIT NARAYAN, SNEHA PANT AND SHANKAR

Lyrics of Main Jogiya

Mere Haniya Mere Ranjhna Mere Saajn Main Jogiya Jogiya Main Jogiya Jogiya Main Ne Dil Tujhko De Diya Main Jogiya Jogiya Main Ne Dil Tujhko De Diya Meri Jogan Muhjko De De Meri Jogan Muhjko De De Raab Ke Aage Sab Ke Aage Ho Rab Ke Aage Sab Ke Aage Rab Ke Aage Roliya Roliya Main Roliya Tu Jogiya Mein Ne Dil Tujhko De Diya Tu Jogiya Joogiya Mein Ne Dil Tujhko De Diya Mera Jogi Muhjko De De Mera Jogi Muhjko De De Rab Ke Aage Sab Ke Aage Ho Rab Ke Aage Sab Ke Aage Rab Ke Aage Roliya Main Jogiya Jogiya Main Ne Dil Tujhko De Diya Woh Kahan Hai Main Na Janu Raat Din Uski Mala Japu Woh Mile To Woh Kahen To Dhoop Kya Chao Mein Bhi Tapu Main Ne Khwaabon Mein Use Dekha Hai Meri Haaton Ki Woh Rekha Hai O Main Ne Khwaabon Mein Use Dekha Hai Meri Haaton Ki Woh Rekha Hai Woh Basi Hain Mann Ke Andar Woh Basi Hain Mann Ke Andar Saamne Jo Aaye Mere Oh Saamne Jo Aaye Mere Kehdon Ab Le Lo Jiya Le Lo Jiya Le Lo Jiya Tu Jogiya Jogiya Mein Ne Dil Tujhko De Diya Dhoondhta Hoon Dilruba Ko Pyaar Ke Har Haseen Mod Pe Ek Din Woh Mere Ghar Mein Aayegi Apna Sab Chod Ke Meri Saason Mein Tu Samaya Hai Meri Yaadon Mein Tu Hi Chaya Hai Ho Meri Saason Mein Samaya Hai Yaadon Mein Chaya Hai Dil Usi Ka Hai Deewana Dil Usi Ka Hai Deewana Woh Mile To Hass Ke Bolu Woh Mile To Hass Ke Bolu Main Tu Hoon Tera Piya Tera Piya Tera Piya Tu Jogiya Jogiya Mein Ne Dil Tujhko De Diya Mera Jogi Muhjko De De Mere Haniya Mere Ranjhna Mere Saajna

Thoda Sone Ka

Singer: SNEHA PANT AND UDIT NARAYAN

Lyrics of Thoda Sone Ka

Thoda Thoda Sone Ka Ran Thodi Thodi Chandi Ki Chamak Thoda Thoda Sone Ka Raang Thodi Thodi Chandi Ki Chamak Thoda Kaliyon Ka Ras Jab Milaya Gaya Tab Yeh Mera Badan Jaaneman Banaya Gaya Banaya Gaya Thoda Thoda Sone Ka Rang Thodi Thodi Chandi Ki Chamak Koi Mujhsa Yahan Khoobusrat Nahin Mujhe Gehno Ki Koi Zaroorat Nahin Ho Chand Ki Chandni Bhi Madhyam Lage Koi Bhi Ho Mere Saamne Kam Lage Thoda Thoda Mehka Gulab Thodi Thodi Chalki Sharab Thoda Kaliyon Ka Ras Jaab Milaya Gaya Tab Yeh Mera Badan Jaaneman Banaya Gaya Jo Mujhe Dekhle Dekhta Hi Rahe Mere Baare Mein Woh Sochta Hi Rahe Ho Ab Mujhe Apni Baahon Mein Bharle Sanam Pyaar Tu Mujhse Jee Bhar Ke Karle Sanam Thoda Thoda Thoda Hijaab Thodi Thodi Masti Shabab Thoda Kaliyon Ka Ras Jaab Milaya Gaya Tab Yeh Tra Badan Jaaneman Banaya Gaya Banaya Gaya Thoda Thoda Sone Ka Rang Thodi Thodi Chandi Ki Chamak Thoda Thoda Sone Ka Rang Thodi Thodi Chandi Ki Chamak Thoda Thoda Sone Ka Rang Thodi Thodi Thoda Thoda
Back to Film List

About EK AUR EK GYARAH Songs and Lyrics

Explore the EK AUR EK GYARAH soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for EK AUR EK GYARAH.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics