FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from EK BECHARA

Read available EK BECHARA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Humare Desh Main

Singer: MUKESH

Lyrics of Humare Desh Main

hamare desh mein kehte the har ladki hindustan ya radha hai ya sita hai ya jhaansi ki rani rama ho rama - 3 humne gaanv ke panghat pe bhai humne gaanv ke panghat pe dekhi thi panihariyan chakkar kha gaye hum to re bhaiya dekh shahar ki naariyan ho ho yaha sadke hain vaha galiya thi yaha kaante hain vaha kaliya thi vaha taanga tha yahaan tamtam hai vaha gori thi yahaa madam hai vaha paayal thi yahaa sandal hai vaha jhumar tha yahaa pandel hai vaha ghuunghat tha yahaa jalva hai vaha shanti thi yahaa balva hai baat - baat pe karti hain ye ladane ki taiyaariyaa chakkar kha gaye hum ... koi bulbul hai koi titali koi shola hai koi bijali hai koi M.A. hai koi B.A. hai koi-koi to P.A. hai bas naam hi to ek asali hai baaqi jo hai sab naqali hai kaisi doli kya barati kud chun le ye jeevan-saathi ( shaadii se pahale karatii hain ) - 2 aksar prem kuvaanriyaa chakkar kha gaye hum ...

Naach Haseena Naach

Singer: MUKESH, RANO MUKHERJI

Lyrics of Naach Haseena Naach

naach haseena naach ki duniya dekh thumak-thumak ke naach ki duniyaa dekhe tere ishaaro pe naache zamana tu mere ishaaro pe naach ki duniya dekhe naach haseena naach ... inkaar ki gunjaaish nahin -2 takraar ki gunjaaish nahin ab maan jaa bas jaan jaa meri nazarein pehchaan jaa jhoom hasina jhoom ki duniya dekhe naach haseena naach ... la la laa masti mein tu madhosh hai -2 par kisaliye tu Khamosh hai lahara ke balakha ke ghabara ke sharama ke bol haseena bol ki duniyaa dekhe naach haseena naach ...

Naina Tere Naina Ho Baat

Singer: MUKESH, LATA

Lyrics of Naina Tere Naina Ho Baat

ho naina tere naina ho baat bataate hai raat bhar tu kisi ke saath jaagi hai ho raat jaagi hai ho naina tere naina ho baat bataate hain aag jaise jiyaa mein tere lagi hai ho lagi hai ho naina tere naina ho baat bataate hain ... thoda paas to aane do nigaahon mein bas jaane do hai bechain apna dil dil ko bahalane do aankhe to milaane do ruutho aur manaane do ho tauba meri tauba ho nikala re premi tu main samjhi thi tu koi bairaagi hai ai bairaagi hai ab tum aise na dekho ki hamse dekha jaae naa hamko laaj aaye re tumko laaj aaye naa bairi baaj aaye naa chhodo chhedo haay naa o gori tera aanchal ho baat batata hai haath sainya se chhudaa ke raat bhaagi hai ho raat bhaagi hai ho naina tere naina ho baat bataate hain ...
Back to Film List

About EK BECHARA Songs and Lyrics

Explore the EK BECHARA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for EK BECHARA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics