FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from EK MAIN EK TUM

Read available EK MAIN EK TUM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dub Dub Tu Apani Dhadkano Ko

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Dub Dub Tu Apani Dhadkano Ko

Dub dub Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Kya mere jaisa tera dil bhi dhadakta hai Gaati hain jab hawayein, chhaati hain ghatayein Gaati hain jab hawayein, chhaati hain ghatayein Kya mere jaisa tera mann bhi machalta hai Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Dil banke meri jaan mein tu hi to dhadakta hai Jab manchali fizayein khushboo mein nahayein Jab manchali fizayein khushboo mein nahayein Haan tere jaisa mera mann bhi machalta hai Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Jaane yeh kaisa pyaar hai, pal pal dil beqeraar hai Saansein teri saanson mein ghuli Chhaane lagi mujhpe bekhudi Jaan-e-wafa itna bata, hai ishq mein kaisa nasha Kya mere jaisa tera mann bhi behekta hai Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Dil pe qaboo nahi mera, jabse yeh ho gaya tera Halka halka khumaar hai, jaanam kya yeh hi pyaar hai Kya ho gaya mujhe kya pata Tu hi zara chhoo kar bata Kya mere jaisa tera tann bhi sulaghta hai Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Tu apni dhadkano ko zara sunke yeh bata Mere dil ke paas aake khud sun le saathiya Posted By : Mastani Laila

Ishq Hai Behaya

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Ishq Hai Behaya

Kameena hai yeh kambakht ha Nikamma nigora babakht hai Mile ishq ko kya kya kitaab Magar ishq kya hai, ab humse suniye janaab Sau baar dil se nikala ise Kya kya nahi keh dala ise Besharm hai paas aata nahi Is kis bahaane se taala ise Phir bhi na dil se gaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Sau baar dil se nikala ise Kya kya nahi keh dala ise Besharm hai paas aata nahi Is kis bahaane se taala ise Phir bhi na dil se gaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Aankhon ke raste se saanson mein aata hai Phir dil pe qabza jamaata hai yeh Do chaar din mauj masti karaata hai Khwaabon ke duniya dekhaata hai yeh Aashiq ko haske petaata hai yeh Baazu ke gaane bichhaata hai yeh Shaavir shikaari hai phir pyaar se Milke hi mauka phasaata hai yeh Koyi perinda naya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Behaya, meetha zeher hai yeh Ang leher hai yeh Iske lapete mein aana na tu Aawara badal hai thoda sa pagal hai Isko kabhi mooh lagaana na tu Kadmein milne se yeh darta nahi Logon ki parwah karta nahi Bachpan se bighra huwa hai munna Kuch bhi kaho par sudharta nahi Arre aaye na isko haya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Sau baar dil se nikala ise Kya kya nahi keh dala ise Besharm hai paas aata nahi Is kis bahaane se taala ise Phir bhi na dil se gaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya, besharm behaya Ishq hai yeh behaya Posted By : Mastani Laila

Sau Chand Lage Jab

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Sau Chand Lage Jab

Sau chand lage jab rab ke haat Tera chehra ban gaya Kudrat se huwi yeh karamaat Tera chehra ban gaya Sau chand lage jab rab ke haath Tera chehra ban gaya Kudrat se huwi yeh karamaat Tera chehra ban gaya Yeh roshini yeh chaandni Ho ke na ho kuch gham nahi Taaron ka har kaam kya Har raat hogi ab chaand raat Tera chehra ban gaya Kudrat se huwi yeh karamaat Tera chehra ban gaya Yeh roshini yeh chaandni Ho ke na ho kuch gham nahi Taaron ka har kaam kya Sau chand lage jab rab ke haath Tera chehra ban gaya Subh ho ke shabnam shaam ki laali Kaliyon ki kamsin adaayein Husn ki shogi lehek phoolon ki Masoomiyat aur wafayein Dhoop ka aaina muskuraati heena Dhoop ka aaina muskuraati heena Saadgi aur sharm-o-haya Sab milke khile jab ek saath Tera chehra ban gaya Sau chand lage jab rab ke haath Tera chehra ban gaya Jab saawan ki pehli rimjhim Tera badan choomegi Noor kahan se chhalka itna Din raat so jaa karegi Khushbuon se hawa badalon se ghata Khushbuon se hawa badalon se ghata Poochti hai yeh jadoo hai kya Humne keh di has kar yeh baat Tera chehra ban gaya Kudrat se huwi yeh karamaat Tera chehra ban gaya Yeh roshini yeh chaandni Ho ke na ho kuch gham nahi Taaron ka har kaam kya Sau chand lage jab rab ke haath Tera chehra ban gaya Kudrat se huwi yeh karamaat Tera chehra ban gaya Posted By: Mastani Laila

Sunday Monday

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Sunday Monday

Na monday na tuesday na wednesday k Na thursday na friday na saturday ko Na na namonday na tuesday na wednesday ko Na thursday na friday na saturday ko Yeh gori gori pyaari pyaari soorat tumhaari Rab ne banaayi hogi sunday ko, haan haan haan sunday ko Na monday na tuesday na wednesday ko Na thursday na friday na saturday ko Yeh gori gori pyaari pyaari soorat tumhaari Rab ne banaayi hogi sunday ko, haan haan haan sunday ko Madhuri banaayi monday ko Kareena banaayi tuesday ko Kajol banaayi wednesday ko Rani ko banaaya thursday ko Ash ko banaaya friday ko Bipasha banaayi saturday ko Lekin rab ne tujhko overtime karke sunday ko banaaya re Na monday na tuesday na wednesday ko Na thursday na friday na saturday ko Yeh gori gori pyaari pyaari soorat tumhaari Rab ne banaayi hogi sunday ko, haan haan haan sunday ko Amitabh banaaya monday ko Sh sh shahrukh banaaya tuesday ko Aamir ko banaya wednesday ko Salman ko banaaya thursday ko Sanju baba banaaya friday ko Hrithik ko banaaya saturday ko Aur rab ne tujhko banaaya kis din ko, it doesn�t matter Na monday na tuesday na wednesday ko Na thursday na friday na saturday ko Na na na monday na tuesday na wednesday ko Na thursday na friday na saturday ko Yeh gori gori pyaari pyaari soorat tumhaari Rab ne banaayi hogi sunday ko, haan haan haan sunday ko Na monday na tuesday na wednesday ko Na thursday na friday na saturday ko Na na na monday na tuesday na wednesday ko Na thursday na friday na saturday ko Yeh gora gora pyaara pyaara chehra tumhaara Rab ne banaaya hoga sunday ko, haan haan haan sunday ko Posted By : Mastani Laila
Back to Film List

About EK MAIN EK TUM Songs and Lyrics

Explore the EK MAIN EK TUM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for EK MAIN EK TUM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics