FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from FAMILY

Read available FAMILY lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Janam Janam Janam Janam Hindi

Singer: MADHUSHREE, SOUMYA RAOH, ARNAB CHAKRABORTY, SHAILENDRA, SUHAIL KAUL

Lyrics of Janam Janam Janam Janam Hindi

janam janam janam janam rahenge sang sang rahenge ham kadam kadam kadam kadam chalenge sang sang chalenge ham todenge na apni kasmein chodenge na apni rasmein bole bole chudiya bole bole kangana kabhi chute kabhi chute ab sang na janam janam janam ... kal ki yaha khabar kaha jo hai abhi yahi pal hai is pal ko jee le chalo saanson mein yeh halchal hai jo saamne hai palko ke sach mere yaar hai jo reh jaaye duniya mein woh sirf pyar hai preet ke rang mere rangeele chadhe koi duja rang na janam janam janam ... sang agar ho dilbar har mausam saawan hai aah saawan hain sang agar ho dilbar har mausam saawan hai jismein tera chehra basa aankh nahi darpan hai jo barse hai adro se amrit ki dhaar hai jo aati hai aanchal se sachhi bahaar hai sapne sajaaungi mein jag ko bhulaaungi mein chodungi na kabhi tera angnaa janam janam janam ... todenge na apni kasmein chodenge na apni rasmein bole bole chudiya bole bole kangana kabhi chute kabhi chute ab sang na (janam janam janam ...) - 3

Jeene Do Jeene Do

Singer: SUHAIL KAUL

Lyrics of Jeene Do Jeene Do

jeene do - hamein yeh message dene do jeene do - 2 hamein yeh message dene do life badi hi serious hai life ko lightly lene freedom jeene do freedom freedom ham panchi aazad hain ham na chahe bandishe kadmon ke neehce rakhe duniya bharki ranjishe ham jo chahaen woh kare logo se na ham dare koi maane ya na maane jeene do - 2 hamein yeh message dene do life badi hi serious hai life ko lightly lene freedom jeene do freedom freedom just jeene do kehti hain apni dagar mastiyan hain yeh safar jo hain bas woh aaj hain kal ki hain kisko fikar sabse badi hain dosti ispe lutade har khushi mar ke bhi isko na tode jeene do - 2 hamein yeh message dene do life badi hi serious hai life ko lightly lene do (freedom jeene do freedom) - 2 freedom jeene do jeene do freedom jeene do - 2

Jeene Do Jeene Do Hindi

Singer: SUHAIL KAUL

Lyrics of Jeene Do Jeene Do Hindi

jeene do - 3 hamein yeh message dene do jeene do - 2 hamein yeh message dene do life badi hi serious hai life ko lightly lene freedom jeene do freedom freedom ham panchi aazad hain ham na chahe bandishe kadmon ke neehce rakhe duniya bharki ranjishe ham jo chahaen woh kare logo se na ham dare koi maane ya na maane jeene do - 2 hamein yeh message dene do life badi hi serious hai life ko lightly lene freedom jeene do freedom freedom just jeene do kehti hain apni dagar mastiyan hain yeh safar jo hain bas woh aaj hain kal ki hain kisko fikar sabse badi hain dosti ispe lutade har khushi mar ke bhi isko na tode jeene do - 2 hamein yeh message dene do life badi hi serious hai life ko lightly lene do (freedom jeene do freedom) - 2 freedom jeene do jeene do freedom jeene do - 2

Lor Lori Lori

Singer: SONA MOHAPTRA

Lyrics of Lor Lori Lori

lor lori lori lal lor lor - chandan ka paalna resham ki dor chandaa ki chaandi laayi achur neendiya tora rasta rahe aankhiyan agor lor lori lori lal lor lor bhanvwaran ke huthwan pe kaliyan ki baat bela ki khushbu se mehki hai raat dheeme dheeme purwaiya maaren hilor lor lori lori lal lor lor - 2 chandan ka paalna resham ki dor palakan hindole pe nenediya jo le mamta ki bahiyan mein bachpan phoolen dheem dheeme raat kate ho jaaye bhor lor lori lori lal lor lor - 2 chandan ka paalna resham ki dor

Pyar Bina Zindagi Bekaar Hain

Singer: SUHAIL KAUL, ERNIE

Lyrics of Pyar Bina Zindagi Bekaar Hain

(pyar bina zindagi bekaar hain yaar bina zindagi bekaar hain) - 2 jawaniyon ke char pal ah ha piyo piyo ha na jaaye nikal oh ho piyo piyo bechainiyon ki chaahatein pehchaan meri haan sun baat meri maan kehna maan kehna maan (pyar bina zindagi bekaar hain yaar bina zindagi bekaar hain) - 2 aaisa haseen mauka nahi milta hai rozana tujhko kasam hain jaan mujhko chod tadpana teri ada pe main hua qurbaan meri jaan sun baat meri maan kehna maan kehna maan pyar bina zindagi bekaar hain yaar bina zindagi bekaar hain gore badan ko chum lu baahon mein bhar lu main bechainiya kehti hai tujhse ishq kar lu main jaga hain jo saanson mein hai dard beimaan sun baat meri maan kehna maan kehna maan pyar bina zindagi bekaar hain yaar bina zindagi bekaar hain jawaniyon ke char pal ah ha piyo piyo ha na jaaye nikal oh ho piyo piyo bechainiyon ki chaahatein pehchaan meri haan sun baat meri maan kehna maan kehna maan (pyar bina zindagi bekaar hain yaar bina zindagi bekaar hain) - 2

Qatra Qatra Jeeyenge Qatra

Singer: ARNAB CHAKRABORTY, SOUMYA RAO

Lyrics of Qatra Qatra Jeeyenge Qatra

masti mein doobe doobe chahat ke mausam ko tere bheege bheege in hothon ki shabnam madhoshi mein hosh gawa ke kehta dil deewana qatra qatra jeeyenge qatra qatra qatra qatra peeyenge qatra qatra sirf tumko dekhti hain ab hamari aankhein bas tumhari naam leti aati jaati saansein tumne jitna chaha hai koi aur nahi chahega tumse alag ho ke dil chain kaha paayega ek lamha bhi durr nazar se mushkil hain reh paana qatra qatra jeeyenge qatra qatra qatra qatra peeyenge qatra qatra machali si hain tamanana hain sama aawara aarzu mein jal raha hain ishq ka angara raqs kare meri har dhadkan sun ke teri baatein na jaane kab din gujre kab kat jaaye meri raatein pal pal jo hamein ched raha hain dard hain kutch anjaana (qatra qatra jeeyenge qatra qatra qatra qatra peeyenge qatra qatra) - 2
Back to Film List

About FAMILY Songs and Lyrics

Explore the FAMILY soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for FAMILY.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics