FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from FARZ (1967)

Read available FARZ (1967) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ham Toh Tere Aashiq Hain

Singer: MUKESH, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Ham Toh Tere Aashiq Hain

ham to tere aashiq hain sadiyon puraane chaahe tu maane chaahe na maane ham bhi zamaane se hain tere deewane chaahe tu maane chaahe na maane aayi hain yu pyaar se jawaaniyaa ramaan dil mein hai dil mushkil mein hai jaan-e-tamanna tere isi pyaar ki kahaaniya har mehfil mein hain sabke dil mein hain jaan-e-tamanna chhedate hain sab mujhko apne begaane chaahe tu maane ... socho mohabbat mein kabhi haath se daaman chhoote to do dil roothe to to phir kya ho aaisa na ho kaash kabhi pyaar mein vaade toote to do dil roothe to to phir kya ho ham to chale aaye sanam tujhko manaane chaahe tu maane ... mast nigaahon se is dil ko mast banaaye ja aur pilaaye ja pyaar ke saagar dil pe bade shauk se sitamagar thes lagaaye ja teer chalaaye ja yaad rahe par teer kabhi ban jaate hain khud nishaane chaahe tu maane ...

Happy Birthday To You

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Happy Birthday To You

Happy Birthday to you - Happy Birthday to you, Sunita, Happy Birthday to you Baar baar din ye aaye, baar baar dil ye gaaye Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo Happy Birthday to you - 2 Happy Birthday to you, Sunita, Happy Birthday to you Beqaraar hoke daaman, thaam lun main kiska - 2 Kya misaal dun main teri, naam lun main kiska Nahin, nahin, aisa haseen, koyi nahin hai Jis pe ye nazar ruk jaaye, be-misaal jo keh laaye Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo Happy Birthday to you - 2 Happy Birthday to you, Sunita, Happy Birthday to you auron ki tarha kuchh main bhi, tohfa leke aata Main teri haseen mehfil mein, phool leke aata Jinhe kaha usse chaaha, phoolo ki zaroorat Jo pahar khud keh laaye, har kali ka dil dhadhkaaye Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo Happy Birthday to you - 2 Happy Birthday to you, Sunita, Happy Birthday to you

Mast Baharon Kaa Mein

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Mast Baharon Kaa Mein

Mast Baharon Ka Mein Ashi Mein jo chahay yaar karoo Chahay gulloo kay saaye say khailoon, chahay kalli say pyar karoo Sara jahan hay meray liye, meray liye. Mast Baharon Ka Mein Ashiq Mein jo chahay yaar karoo Chahay gulloo kay saaye say khailoon, chahay kalli say pyar karoo Sara jahan hay meray liye, meray liye. Mein hoon wo dewaana, jis kay sab dewane ha� Mein hoon wo dewaana, jis kay sab dewane ha� Kis ko hay zaroorat teri aye zamanay ha� Mera apna rasta, duniya say kya wasta, Meray dil may tamana-o ki duniya jawan hay, meray liye, Meray liye, Mast Baharon Ka Mein Ashiq Mein jo chahay yaar karoo Chahay gulloo kay saaye say khailoon, chahay kalli say pyar karoo Sara jahan hay meray liye, meray liye. Meri aankhon say zara, aankhein to mila day ha� Meri aankhon say zara, aankhein to mila day ha� Meri rahay rok lay, nazarain to bicha day ha� Teray sarr ki hay kasam, may jo chala gaya sanam, To Yeh rutt bhi challi jaye gi, Yeh to yahan hay meray liye, meray liye Mast Baharon Ka Mein Ashiq Mein jo chahay yaar karoo Chahay gulloo kay saaye say khailoon, chahay kalli say pyar karoo Sara jahan hay meray liye, meray liye. Sabb ko yeh bata do, kah do harr nazar say ha� Sabb ko yeh bata do, kah do harr nazar say ha� Koi bhi meray siwa, guzray na idher say ha� Batla do iss jahan ko, samjha do khiza ko, Aaye jaaye yahan na koi, yeh gulsitan hay Meray liye, meray Liye Mast Baharon Ka Mein Ashiq Mein jo chahay yaar karoo Chahay gulloo kay saaye say khailoon, chahay kalli say pyar karoo Sara jahan hay meray liye, meray liye.

Tumse O Haseena

Singer: RAFI, SUMAN

Lyrics of Tumse O Haseena

tumse o haseena kabhi mohabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya tumse o haseena kabhi mohabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya aag sulag gayi nas nas mein neend rahi na raha chain bas mein todi jaaye na ab mujhse pyaar ki ye rasmein kasmein a gayi bulbul kafas mein tauba meri tauba ye haalat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe ... log ye mujhko hain samjhaate beet rahi thi hanste gaate maine tumhein kisaliye chheda raahon mein aate jaate mujhe sab hain sataate tauba meri tauba ye sharaarat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe ... shaam savere dil ghabraaye raaz-e-dil na khul jaaye raat hamaare sapanon mein chhup ke roz koi aaye jaaye kaahe neha lagaaye tauba meri tauba ye qayaamat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe ...
Back to Film List

About FARZ (1967) Songs and Lyrics

Explore the FARZ (1967) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for FARZ (1967).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics