FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from GARV

Read available GARV lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dum Mast Mast

Singer: SUKHWINDER SINGH AND SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Dum Mast Mast

Ho.. Jis Dil Ko Mohhobat Ho jaye Woh Dil To Kafir Ho jaye Phir Rab Ruthe Ya Jhag chhoote Phir Dum Bhi Akhir kho jaaye Dum Mast ... (Jab Ishq Ka Jaadu Chadta Hai Har Cheez Beegani Lagti Hai) -2 Aashiq To Deewane Hote Hai Duniya Bhi Deewani Lagti Hai Aankhon Mein Nasha Chaajaye Jeene Ka Maaza Ajaaye Dil Behka Behka Jaaye Dum Mast Mast ... Ek Ishq Ka Daariya Seene Mein -2 Tu Paar Lagane Ajaa -3 Dil Dooba Dooba Jaaye Tu Usko Bachane Ajaa -3 Dil Haath Se Nikla Jaaye Dil Dhadka Dhadka Jaaye Dil Behka Behka Jaaye Dum Mast Mast ... Ek Cheez Mohhobat Hoti Hai Woh Jaan Ki Afat Hoti Hai Yeh Jaan Ka Sauda Kar Dale Yeh Aisi Qayamat Hoti Hai Dum Mast ... Yeh Ishq Ka Dariya Gahra Hai -2 Joh Doob Gaya So Paar Gaya -3 Yeh Pyaar Ka Sagaar Jaisa Hai Joh Tair Gaya So Haar Gaya -3 Yeh Rog Jise Lag Jaye Woh Kaise Bhala Bach Paaye Dil Behka Behka Jaaye Dum Mast Mast ... [Submitted by Chooriya]

Fariyad

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Fariyad

(Fariyaad Kya Karain Hum Kise Dastan Sunayein)-2 Hum Dil Se Jise Chahein Use Kaise Bhool Jaayein Charo Taraf Andhera Khushiya Na raas Aayein Hum Dil Se Jise Chahein Use Kaise Bhool Jaayein Do Dil Mein Doori Ho gayi Khushiya Adhoori Ho gayi Kaisi Majboori Ho gayi Sun Le Mere Saathiya -2 Dhaga Ho To Main Todoon Dariya Ho To Main Modun Chahat Na Todi Jaaye Sun Le Mere Saathiya -2 Waqt Tham Se Gaaye Door Hum Ho Gaye Kya Khata Ho Gayi Khamosh Lab Hai Aankhon Se Par Kaashk Chalak Jaaye Hum Dil Se Jise Chahein Use Kaise Bhool Jaayein ho... Kismat Mein Likhi Judaai Milo Milo Tanhaai Chahat Bhi Raas Na Aayi Sun Le Mere Saathiya -2 Aashko Ki Daara Jhoole Dardo Hoon Paas Bhoole Darr Hai Ki Maut Na Chhoole Sun Le Mere Saathiya -2 Tukde Tukde Huye Khwaab Dil Ke Mere Manzilein Kho Gayi Chahat Badi Ajeeb Hai Haste Huye Rulaye Hum Dil Se Jise Chahein Use Kaise Bhool Jaayein [Submmited by Chooriya]

Hum Tumko Nigahon Mein

Singer: UDIT NARAYAN AND SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Hum Tumko Nigahon Mein

Hooo hooo hoo hoo hoooo Hum tumko nigahon mein iss tarah chupalenge Hum tumko nigahon mein iss tarah chupalenge Tum chahe bacho jitna, hum tumko churalenge hoo Teri aashiqui mein jaana, Tere aashiqui mein jaana duniya bhula denge, Tum chahe bacho jitna hum tumko churalenge hoo *music* Mathe ke bindiya bole Haathon ka kangana bole Pairon ki payal bole Sunle mere yaara, Sunle mere yaara Hoo taaron se maang sajadu Daaman mein bhichadu Dulhan mein tujko baanalu Sunle mere yaara, Sunle mere yaara Zindagi milgayi, har kushi milgayi Hoo aashiqui milgayi Hum dilko mohabbat ka Hoo Hum dilko mohabbat ka aaina banalenge Tum chahe bacho jitna hum tumko churalenge hoo Hehehehehehhehehehehehehehe lalalaaaaaa *music* Hoo ankhon se dilmein uthar ke Teri saason mein bikharke Dhadkunga dil baanke Sunle mere yaara, sunle mere yaara Saason mein kushboo banke, tere chahat mein sambhar ke Rooh mein utar jaungi Sunle mere yaara, sunle mere yaara Dillagi mein sanam, bekhudi milgayi Hoo roshni milgayi Deewangee mein jaana, Hoo deewangee mein jaana Kudh ko bhuladenge Tum chahe bacho jitna hum tumko churalenge hoo Hum tumko nigahon mein iss tarah chupalenge Tum chahe bacho jitna hum tumko churalenge hoo Teri aashiqui mein jaana, duniya bhula denge, Tum chahe bacho jitna hum tumko churalenge hoo

Soniye To Soni

Singer: SUKHWINDER SINGH, SHREYA

Lyrics of Soniye To Soni

soniye to soni meri jaan lagdi jaan lagdi jaan lagd haai soniye to soni meri jaan lagdi heeriye to soni meri jaan lagdi aankh jith khole dil khaye hichakole dil khaye hichakole bole bole deewani meri jaan lagdi - 2 soniye to soni meri heeriye to soni meri soniye to soni meri jaan lagdi aankh jith khole dil khaye hichakole dil khaye hichakole bole bole deewani meri jaan lagdi - 2 bindiya teri bindiya kangana kya sajta hai jhumka tera jhumka mukhada jo dekhe chaand sharmaaye dil taaron ka tuut tuut jaaye soniye to soni meri heeriye to soni meri soniye to soni meri jaan lagdi aankh jith khole dil khaye hichakole dil khaye hichakole bole bole deewani meri jaan lagdi - 2 sapana tera sapana rakhana saja rakhana makhana kya lagta hai sajana haai tera sajana ho doli mangaa le tune doli chadh jaaungi ghar se toh jaana hoga dil se na jaaungi soniye to soni meri heeriye to soni meri soniye to soni meri jaan lagdi aankh jith khole dil khaye hichakole dil khaye hichakole bole bole deewani meri jaan lagdi - 2 soniya to sona mera yaar lagda yaar lagda yaar lagda ho soniya to sona mera yaar lagda ranjhiya to sona mera yaar lagda aankh jith khole dil khaye hichakole dil khaye hichakole bole bole deewana mera yaar lagda - 2 aankh jith khole dil khaye hichakole dil khaye hichakole bole bole deewana mera yaar lagda ke ranjha mera yaar lagda - 2

Tera Hi Deewana Hoon

Singer: KUMAR SANU AND ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Tera Hi Deewana Hoon

(Tera Hi Deewana Hoon Sun Sajn Tere Bina Bhi Kya Jeena) -2 Dheere Dheere Naina Ko Kehne De Hota Hai Pyaar To Hone De Bole Meri Dhadkan Pyaar Se Tum Na Badalna Sanam Oh Tujhe Pyaar Hone Laga Hai Piya Haan Mujhe Pyaar Hone Laga Hai Piya Tera Hi Deewana Hoon Sun Sajna Tere Bina Bhi Kya Jeena Dhadkan Mein Dil Ki Tadpan Bechain Rehti Hai Sajna Tere Liye Aankhein Yeh Meri Aankhein Sajti Sajate Hai Sajna Tere Liye Pyaar Ki Hai Yeh Bebasi Dil Ka Machalna Sanam Mera Dil Dhadakne Laga Hai Piya Haan Tujhe Pyaar Hone Laga Hai Piya Tera Hi Deewana Hoon Sun Sajna Tere Bina Bhi Kya Jeena Dil Par Ab Mere Dilbar Chayi Khayalon Ki Teri Hai Bekhudi Haan Chaahat Hai Ye Teri Chaahat Teri Kasam Ab Tu Meri Hai Zindagi Ankhon Mein Teri Saj Gaya Mera Savarna Sanam Ho Mera Dil Behekne Laga Hai Piya Haan Tujhe Pyaar Hone Laga Hai Piya Are Tera Hi Deewana Hoon Sun Sajna Tere Bina Bhi Kya Jeena Dheere Dheere Naina Ko Kehne De Hota Hai Pyaar To Hone De Bole Meri Dhadkan Pyaar Se Tum Na Badalna Sanam Oh Tujhe Pyaar Hone Laga Hai Piya Haan Mujhe Pyaar Hone Laga Hai Piya [Submitted by Chooriya]
Back to Film List

About GARV Songs and Lyrics

Explore the GARV soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for GARV.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics