FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from GHOONGHAT

Read available GHOONGHAT lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ghoonghat Mein Chehra

Singer: HARIHARAN

Lyrics of Ghoonghat Mein Chehra

(Ghoonghat mein chehra aap k Kuch is tarah se kho gaya) - 2 Jhagda hi jaise chaand ka Baadalon se ho gaya Ghoonghat mein chehra aap ka Kuch is tarah se kho gaya Jhagda hi jaise chaand ka Baadalon se ho gaya Ghoonghat mein chehra aap ka Kuch is tarah se kho gaya (Nazrein meri nazar se meri jaan zara milaao Koi geet main bana loon, dhun aisi gun gunaao) - 2 Suno, leke tumhe apni baahon mein Ghoonghat main khol doon Dil keh raha hai kisi bhi tarah Tera chehra main dekh loon Jaadu Jaadu sa dil pe aap ki Ek hi nazar mein ho gaya Jhagda hi jaise chaand ka Baadalon se ho gaya Ghoonghat mein chehra aap ka Kuch is tarah se kho gaya (Kayi baar maine socha, aur sochkar yeh jaana Bin dekhe hi tujhe kyoon main ho gaya deewana) - 2 Hello, aise khafa si kyoon baithi ho Ghoonghat ko odhke Tumko milega kya itna bataao To dil mera todke Ghoonghat, haan aah Ghoonghat nahin yeh aap ka Dushman yeh mera ho gaya Jhagda hi jaise chaand ka Baadalon se ho gaya Ghoonghat mein chehra aap ka Kuch is tarah se kho gaya Jhagda hi jaise chaand ka Baadalon se ho gaya Ghoonghat mein chehra aap ka Kuch is tarah se kho gaya

Gore Gore Paaon

Singer: ASHA BHOSLE AND S.P. BALASUBRAHMANYAM

Lyrics of Gore Gore Paaon

--FEMALE- Mm hm hm hm hm mm hm --MALE-- Arre, yeh tum gaa rahi thi? --FEMALE-- Mm hm hm --MALE-- Huh? --FEMALE-- Haan haan haan --MALE-- Hm, gore gore paaon mein chaandi ki paayal --FEMALE-- Chham chham chham, chham chham chham --MALE-- Kar na de goriya dil kahin ghaayal --FEMALE-- Chham chham chham, chham chham chham --MALE-- Gore gore paaon mein chaandi ki paayal Kar na de goriya dil kahin ghaayal Chamki jo maathe ki bindiya - 2 --FEMALE-- Haai Rama Haai Rama teri uda degi nindiya --MALE-- Gore gore paaon mein chaandi ki paayal Kar na de goriya dil kahin ghaayal --FEMALE-- La la la la, la la la la la La aa aa aa aa aa aa aa Ga re sa re sa re re re sa sa --MALE-- Teri sargam ne dil ko chhoo liya --FEMALE-- La la la la la la la --MALE-- Teri sargam ne dil ko chhoo liya --FEMALE-- Mm hm hm hm hm hm hm, ha ha ha --MALE-- Maine suna nahin tumne kya kaha --FEMALE-- Main to chup hi hoon, maine kya kaha --MALE-- O ho ho Kar na de mujhe kahin paagal - 2 --FEMALE-- Haai Rama --MALE-- Lage to nahin chot tujhko o goriya Dhak dhak karta hai dil mera paagal, haan --FEMALE-- Dhad dhak dhak, dhak dhak dhak --MALE-- Arre dhak dhak karta hai dil mera paagal --FEMALE-- Dhad dhak dhak, dhak dhak dhak --MALE-- Hey, gore gore paaon mein chaandi ki paayal Kar na de goriya dil kahin ghaayal --FEMALE-- Arre, yahin to tha, kahan gaya? --MALE-- Mm hm hm hm hm hm, mm hm hm hm --CHORUS-- Gore gore paaon mein chaandi ki paayal Chham chham chham, chham chham chham --MALE-- Kaise chhedoon tujhe main baazaar mein
Back to Film List

About GHOONGHAT Songs and Lyrics

Explore the GHOONGHAT soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for GHOONGHAT.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics