FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from GUNAAH

Read available GUNAAH lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Ne Kaha

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Dil Ne Kaha

Dil ne kah (Kaun hai voh sanam jispe fida hue Pehli nazar mein hum, dil ne kaha) - 2 Uski talaash mein badhne lage kadam, dil ne kaha Uljha hua hoon main jiske sawaalon mein Rehti hai chupke voh mere khayaalon mein, dil ne kaha Kaun hai voh sanam jispe fida hue Pehli nazar mein hum, dil ne kaha Aankhon ki sharaarat se, saanson ki haraarat se Mujhko jalaati hai voh, ho ho Jab main so jaata hoon, paagal ho jaata hoon Khwaabon mein aati hai voh Uljha hua hoon main jiske sawaalon mein Rehti hai chupke voh mere khayaalon mein, dil ne kaha Kaun hai voh sanam jispe fida hue Pehli nazar mein hum, dil ne kaha Voh jiski adaaon ne, voh jiski nigaahon ne Jeena sikhaaya mujhe, ho ho Jab koi aahat ho, to aisa lagta hai Usne bulaaya mujhe Uljha hua hoon main jiske sawaalon mein Rehti hai chupke voh mere khayaalon mein, dil ne kaha Kaun hai voh sanam jispe fida hue Pehli nazar mein hum, dil ne kaha Dil ne kaha

Humne tumko dil yeh de diya

Singer: ALKA YAGNIK AND BABUL SUPRIYO

Lyrics of Humne tumko dil yeh de diya

(Humne tumko dil yeh de diy Yeh bhi na poochha kaun ho tum) - 2 Yeh faisla jo dil ne kiya - 2 Yeh faisla jo dil ne kiya to Yeh bhi na socha kaun ho tum --MALE-- Humne tumko dil yeh de diya Yeh bhi na poochha kaun ho tum Dil hai ke maanta nahin Is dil pe kiska zor hai Teri or kheencha jaa raha hoon Jaane yeh kaisi dor hai --FEMALE-- Tumko hai kuch ho gaya Aahon pe aahein bharte ho Deewaane ho, tum deewaane Deewaani baat karte ho --MALE-- Hum to chalo Hum to chalo deewaane sahi par Apni bataao, kaun ho tum --FEMALE-- Arre humne tumko dil yeh de diya Yeh bhi na poochha kaun ho tum --MALE-- Yeh faisla jo dil ne kiya - 2 Yeh faisla jo dil ne kiya tab Yeh bhi na socha kaun ho tum --FEMALE-- Aa aa aa, aa aa aa Tumpe yakeen aa gaya Yeh kaisa aitbaar hai Kya hai yeh dil ki bebasi Ya naam iska pyaar hai --MALE-- Yunhi nahin bechain hoon Yunhi nahin betaab hoon Tumne dekha tha jo kal Maano vahi main khwaab hoon --FEMALE-- Aankhon ne Aankhon ne aankhon mein dekhkar Yeh pehchaana kaun ho tum --MALE-- Humne tumko dil yeh de diya Yeh bhi na poochha kaun ho tum Yeh faisla jo dil ne kiya - 2 Yeh faisla jo dil ne kiya tab Yeh bhi na socha kaun ho tum Arre humne tumko dil yeh de diya Yeh bhi na poochha kaun ho tum

Jab Dil Churaaye

Singer: BABUL SUPRIYO AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Jab Dil Churaaye

--MALE- (Jab dil churaaye koi, apna banaaye koi Sapne dikhaaye aur ho jaaye phir judaa) - 2 Chaahat ke sab afsaane, dil jinko sach hi maane Banke voh reh jaate hai ek ansuni sada Ho, kyoon dekhe humne chaahat ke sapne Dil sochta hai aur rota hai zaar zaar --FEMALE-- Jab dil churaaye koi, apna banaaye koi Sapne dikhaaye aur ho jaaye phir judaa --MALE-- Yeh dooriyaan dil ki, majbooriyaan dil ki Sach hai magar phir bhi maane na dil mera --FEMALE-- Bheegi si aankhon mein, sooni si raahon mein Hum le chale hain kitni yaadon ka caaravaan --MALE-- Ho, ab mann hi mann mein, deewaanepan mein Dil sochta hai aur rota hai zaar zaar --FEMALE-- Jab dil churaaye koi, apna banaaye koi Sapne dikhaaye aur ho jaaye phir judaa --MALE-- Jab dil churaaye koi Hey, haan haan haan haan --FEMALE-- Aah, aah, aah --MALE-- Dil mein tamanna hai, dil mein iraade hain Khwaabon ke mele lekar jaaye bhi to kahan --FEMALE-- Kuch tum na keh sake, kuch hum na keh sake Jaane kyoon ho jaati hai khaamosh yeh zubaan --MALE-- Ho, kya dil ko ho gaya, kya dil ka kho gaya Dil sochta hai aur --FEMALE-- Rota hai zaar zaar Jab dil churaaye koi, apna banaaye koi Sapne dikhaaye aur ho jaaye phir judaa --MALE-- Chaahat ke sab afsaane, dil jinko sach hi maane --FEMALE-- (Mm hm, aa ha) --MALE-- Banke voh reh jaate hai ek ansuni sada

Mere Dil Pe Kisi Ne

Singer: SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Mere Dil Pe Kisi Ne

--MALE- Mm hm, mm hm hm mm hm, eh hey hey hey hey, la la la la la Mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai Hm, mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai --FEMALE-- Tumne yeh sach kaha hai, mujhko bhi aisa kuch lag raha hai --MALE-- Yeh kya hua, kaise hua, yeh kab hua, ho Mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai --FEMALE-- Tumne yeh sach kaha hai, mujhko bhi aisa kuch lag raha hai Anjaane do musaafir hum jaane pehchaane se lag rahe hain --MALE-- Pal bhar mein ek duje ke kaise deewaane se lag rahe hain --FEMALE-- Hum tum na milte to yeh kitna achchha hota --MALE-- Mil to gaye ab socho hum kaise honge judaa --FEMALE-- Yeh kya hua, kaise hua, yeh kab hua, ho --MALE-- Mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai Ab aage hai kahan jaana, apni manzil hamein mil gayi hai --FEMALE-- Tanha the, hum akele the, ab to mehfil hamein mil gayi hai --MALE-- Dil chaahe chhup jaaye, chup se pyaar ki baahon mein --FEMALE-- Ab jeena, ab marna yaar ki baahon mein --MALE-- Yeh kya hua, kaise hua, yeh kab hua, ho --FEMALE-- Mere dil pe kisi ne poochhe bina hi kuch likh diya hai --MALE-- Tumne yeh sach kaha hai, mujhko bhi aisa kuch lag raha hai --BOTH-- Yeh kya hua, kaise hua, yeh kab hua, ho
Back to Film List

About GUNAAH Songs and Lyrics

Explore the GUNAAH soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for GUNAAH.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics