FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HASEENA MAAN JAAYEGI

Read available HASEENA MAAN JAAYEGI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bekhudi Mein Sanam

Singer: LATA MANGESHKAR AND MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Bekhudi Mein Sanam

--FEMALE- Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam Aa gaye, aa gaye Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum --MALE-- Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam - 2 Aa gaye, aa gaye Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum --FEMALE-- (Oh oh oh) Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam Aa gaye, aa gaye Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum --MALE-- Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam --FEMALE-- Aag yeh kaisi mann mein lagi hai Mann se badhi to tan mein lagi hai --MALE-- Aag nahin yeh dil ki lagi hai Jitni bujhaayi, utni jali hai --FEMALE-- Dil ki lagi na ho to kya zindagi hai Saath hum jo chale mit gaye faasle --MALE-- Aa gaye, aa gaye Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum --BOTH-- Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam --MALE-- Khoyi nazar thi, soye nazaare Dekha tumhe to jaage yeh saare --FEMALE-- Dil ne kiye jo dil ko ishaare Milke chale hum saath tumhaare --MALE-- Aaj khushi se mera dil yeh pukaare Tera daaman mila, pyaar mera khila --FEMALE-- Aa gaye, aa gaye Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum --BOTH-- Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam --FEMALE-- Dil ki kahaani pahonche zubaan tak Kisko khabar ab pahonche kahan tak --MALE-- Pyaar ke raahi aaye yahan tak Jaayenge dil ki had hai jahan tak --FEMALE-- Tum paas jo to chale hum aasmaan tak Dil mein armaan liye laakh toofaan liye --BOTH-- Aa gaye, aa gaye Aa gaye paas hum, aa gaye paas hum Bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam - 3

Dilbar Dilbar Kehte Kehte

Singer: MOHD RAFI, LATA MANGESHKAR, ANAND BAKSHI

Lyrics of Dilbar Dilbar Kehte Kehte

Rafi: dilbar dilbar kehte kehte hua deewaan aankh mein meri jhaakh ke dekho jaanejaana kaun tumhaara apna hai aur kaun begaana oh meri jaan zara pehchaan (2) Lata: dilbar dilbar sunte sunte hui deewaani haaye re kiss manzil pe aa ke ruki kahaani bol mere dil kisse hai ab preet nibhaani phansi hai jaan (4) Rafi: ab husn ishq ka sangam ho jaane de aagosh mein apni jaanam kho jaane de yeh mel hai dil se dil ka koyi khel nahin do dil na agar mil jaaye woh mel nahin Lata: ho mar gayi mar gayi ab kya karoon main haaye re mohabbat jee ya maroon main usse miloon ya isse miloon main ho phansi hai jaan (4) Rafi: yeh zulf teri aawara haay kya kehna mujhe loot liya dildara haay kya kehna jo pyaar kare yeh uss ka andaaz nahin parvaane ke jalne mein aawaaz nahin Lata: ho kaisi mushkil aan padi hai do raahe pe preet khadi hai iss zaalim se aakh ladi hai ho phansi hai jaan (4) Rafi: teri aankhen hai ya zaalim paimaane hai teri ek baat mein laakhon afsaane hai tu dekh gaur se mujhko tera apna hoon har raat ko tu jo dekhe woh sapna hoon Lata: ho ek hai dil aur do deewane ek shamma aur do parvaane kya hoga yeh koi na jaane ho phansi hai jaan (4) Rafi: dilbar dilbar kehte kehte hua deewaana arre aankh mein meri jhaakh ke dekho jaanejaana kaun tumhaara apna hai aur kaun begaana oh meri jaan zara pehchaan (2) Lata: phansi hai jaan (2) Rafi: oh meri jaan zara pehchaan (2) Lata: phansi hai jaan (2)
Back to Film List

About HASEENA MAAN JAAYEGI Songs and Lyrics

Explore the HASEENA MAAN JAAYEGI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HASEENA MAAN JAAYEGI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics