FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HASTE ZAKHM

Read available HASTE ZAKHM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Haan Yeh Maine Mana Meri Jaan

Singer: MOH RAFI, BUBIR

Lyrics of Haan Yeh Maine Mana Meri Jaan

hai re tauba-2 yeh jawani yeh jawani ka garoo ishq ke samne phir bhi sar jhukana hi pada kaisa kahete the na aayenge x2 magar dil ne is tarah pukara tumhe aana hi pada haan yeh mana meri jaan mohabat saza hai x2 maza isme itana magar kisliye hai x2 vo ek bekarari jo abtak idahar thi vo hi bekarari udhar kis liye hai chorus-(abhi tak to idhar thi udhar kisliye hai kisliye hai haan kisliye hai) haan yeh mana meri jaan ......... bahelna na jane badalna na jane tamana machal ke sambhalna najane x2 (chorus(bahelna na jane badalna na jane) tamana machal ke sambhalna najane) x2 tamana machal ke sambhalna najane karib aur aao kadam to badhao juka du na mein sar to sar kis liye x2 haan yeh mana meri jaan ......... nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe kai khoobsurat sahare bhi dekhe x2 chorus(nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe kai khoobsurat) sahare bhi dekhe naam kya chiz hai izzat kya hai sone chandi ki haqeekat kya hai lakh bahalaye koi daulat se pyar ke samne daulat kya hai chorus (nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe) kai khoobsurat sahare bhi dekhe x2 jo maikhene jake mein sagar uthao to phir yeh nasili nazar kisliye hai x2 haan yeh mana meri jaan .......... tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya mere sune dil ko tumhi ne basaaya x2 chorus(tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya mere sune dil ko tumhi ne basaaya) jis chaman se bhi tum gujar jao har kali par nikhar aajaye ruth jo to ruth jai khuda aur jo has do to bahaar aa jaye chorus(tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya) mere sune dil ko tumhi ne basaya x2 tomhare kadam se hai ghar mein ujaala agar tum nahin to yeh ghar kis liye hai x2 haan yeh mana meri jaan ............ Posted By : thakerpiyush

Tum jo mil gaye ho to yeh lagta hai

Singer: MOHAMMED RAFI

Lyrics of Tum jo mil gaye ho to yeh lagta hai

Tum jo mil gaye h To yeh lagta hai Ke jahan mil gaya Ke jahan mil gaya Ek bhatke huye rahi ko Caravan mil gaya Tum jo mil gaye ho To yeh lagta hai Ke jahan mil gaya Ke jahan mil gaya Baitho na door humse Dekho khafa na ho Baitho na door humse Dekho khafa na ho Kismat se mil gaye ho Milke jooda na ho Kismat se mil gaye ho Milke jooda na ho Meri kya khata hai Hota hai yeh bhi Ke zamee se bhi kabhi Aasama mil gaya Ke jahan mil gaya Tum kya jaano tum kya ho Ek soorila nagma ho Bheegi raaton me masti Tapte din me saaya ho Tum kya jaano tum kya ho Aab jo aa gaye ho Jaane na doonga Ke mujhe ek hasin Mehrabaan mil gaya Ke jahan mil gaya Tum jo mil gaye ho To yeh lagta hai Ke jahan mil gaya Ke jahan mil gaya Tum bhi the khoye khoye Mein bhi boojha boojha Tum bhi the khoye khoye Mein bhi boojha boojha Tha ajnabi zamana Apna koi na tha Tha ajnabi zamana Apna koi na tha Dil ko jo mil gaya hai tera sahara Ek nayi zindagi ka nishan mil gaya Tum jo mil gaye ho To yeh lagta hai Ke jahan mil gaya Ek bhatke huye rahi ko Caravan mil gaya Tum jo mil gaye ho To yeh lagta hai Ke jahan mil gaya Ke jahan mil gaya
Back to Film List

About HASTE ZAKHM Songs and Lyrics

Explore the HASTE ZAKHM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HASTE ZAKHM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics