FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HEERA PANNA

Read available HEERA PANNA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bahut Door Mujhe Chali Jaana

Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Bahut Door Mujhe Chali Jaana

Lata: (Bahot Door Mujhe Chale Jaana Hai Bahot Nazdeek Mujhe Aana Hai Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai) (2) Kishore: Kissi Ko Iss Jagah Pe Nahin Aana Hai Kissi Ko Iss Jagah Se Nahin Jaana Hai Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai Jaane Mile Ya Na Mile Phir Aisi Tanhaayi Dil Ki Lagi Le Ne Lagi Seene Mein Angdaayi Lata: Ho Mujhko Chhupa Le Dil Mein Basaa Le Dekh Bura Yeh Zamana Hai Kishore: Kissi Ko Iss Jagah Pe Nahin Aana Hai Kissi Ko Iss Jagah Se Nahin Jaana Hai Lata: Ho Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai Kishore: Kya Zindagi Kat Jaayegi Bas Teri Yaadon Mein Yeh Raat Bhi Dhal Jaayegi Kya Yoon Hi Waado Mein Lata: Ho Armaan Nikle Ya Jaan Nikle Pyaar Mera Deewana Hai Hmm Kishore: Kissi Ko Iss Jagah Pe Nahin Aana Hai Kissi Ko Iss Jagah Se Nahin Jaana Hai Lata: Ho Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai Mere Badan Mein Oh Sajan Jaagi Ek Chingaari Toot Jaayegi Jal Jaayegi Iss Mein Duniya Saari Kishore: Iss Ko Bujha De Shola Banaa De Kehta Yeh Parwana Hai Hmm Lata: Bahot Door Mujhe Chale Jaana Hai Bahot Nazdeek Mujhe Aana Hai Both: Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Hm Teri Baahon Mein Mujhe Aaj Mar Jaana Hai

Ek Paheli Hai Tu

Singer: KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE

Lyrics of Ek Paheli Hai Tu

Kishore: ek paheli hai tu Asha speaks: haa Kishore: naar naveli hai tu Asha speaks: huN, kuchh kahaa Kishore: haa, jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye Asha speaks: sach? Kishore: ek paheli hai tu, naar naveli hai tu jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye Asha speaks: ssssss, aah, yahaaN aao na Kishore: ek paheli hai tu, naar naveli hai tu jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye Asha speaks: o ho deevaane... Kishore: deevaanaa hone lagaa hooN Asha: tara ra ram Kishore: main in mein khone lagaa hooN Asha: tara rara ram Kishore: he deevaanaa hone lagaa hooN Asha: tara ra ram Kishore: main in mein khone lagaa hooN Asha: tara rara ram Kishore: o.. nainaa tere aise jaise bhool bhulaNiyaa.. baDi albeli hai tu Asha: *Laughs* Kishore: naar naveli hai tu jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye Asha speaks: o ho, kab tak pichhaa karoge.. Kishore: ye premi aaNkhoN ko meeche Asha: ey hey ra ram Kishore: chaltaa jaaye tere pichhe Asha: la la la la la Kishore: ey ye premi aaNkhoN ko meeche Asha: ey hey ra ram Kishore: chaltaa jaaye tere pichhe Asha: la la la la la Kishore: ey.. khinchaa chalaa jaaye kachche dhaage se saNiyaa khel vo kheli hai tu Asha speaks: jaa Kishore: naar naveli hai tu jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye Asha: pa pa, pa pa, pa pa pa pa pa, pa pa Kishore: jaadoo koi hai ke dhokhaa Asha: tara ra ram Kishore: qadmoN ko jaaye na rokaa Asha: tara rara ram Kishore: ey jaadoo koi hai ke dhokhaa Asha: tara ra ram Kishore: qadmoN ko jaaye na rokaa Asha: tara rara ram Kishore: jaane kahaaN leke chali, thaam ke baNiyaa Asha speaks: ab to jaaiye Kishore: aaj akeli hai tu, naar naveli hai tu jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye ek paheli hai tu

Mein Tasveer Uttar Tha Hun

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Mein Tasveer Uttar Tha Hun

Main Tasveer Utarta Hoo Bigdhi Huyi Haseeno Ki Zulfen Sanvaarta Hoon Phir Zulfon Ke Saaye Mein Main Raatein Guzaarta Hoon Koi Haseena Kitni Bhi Magroor Ho Husn Ki Duniya Mein Kitni Mashhoor Ho Paas Ho Ke Door Ho Masti Mein Choor Ho Paas Ho Ke Door Ho Masti Mein Choor Ho Daudi Chali Aati Hain Main Jisko Pukarta Hoon Main Tasveer Utarta Hoon Chaand Ki Bhi Na Padi Jinpe Kiran Maine Dekhe Unn Haseeno Ke Badan Mera Aisa Hai Chalan Jaaneja O Jaaneman Tod Ke Saare Parde Main Sabko Niharta Hoon Hai Main Tasveer Utarta Hoon Thak Ke Saahil Pe Samundar So Gaya Yaad Teri Aa Gayee Main Kho Gaya Yeh Gaya Main Woh Gaya Arre Yeh Mujhe Kya Ho Gaya Yeh Gaya Main Woh Gaya Yeh Mujhe Kya Ho Gaya Naam Tera Leta Hoon Main Jisko Pukarta Hoon

Panna Ki Tamanna Hai

Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Panna Ki Tamanna Hai

Lata: Heera Heera Kishore: Panna Panna Lata: Heera Aaona Lata: Panna Ki Tamanna Hai Ke Heera Mujhe Mil Jaaye Chaahe Meri Jaan Jaaye Chahe Mera Dil Jaaye Ho Panna Ki Tamanna Hai Ke Heera Mujhe Mil Jaaye Chaahe Meri Jaan Jaaye Chahe Mera Dil Jaaye Haaye Ooo Ta Ra Ra Ru (2) Aaa Aaa Panna Ki Tamanna Hai Ke Heera Mujhe Mil Jaaye Chaahe Meri Jaan Jaaye Chahe Mera Dil Jaaye Kishore: Heera To Pehle Hi Kissi Aur Ka Ho Chuka (2) Kissi Ki Madbhari Aankhon Mein Kho Chuka Yaadon Ki Dastoor Ban Chuka Dil Ka Phool Lata: Seene Pe Main Rakh Doon Haath Phir Khil Jaaye Chaahe Meri Jaan Jaaye Chahe Mera Dil Jaaye Ho Panna Ki Tamanna Hai Ke Heera Mujhe Mil Jaaye Chaahe Meri Jaan Jaaye Chahe Mera Dil Jaaye Dil To Dete Hai Lete Hai Log Kayi Baar (2) Hua Kya Kissi Se Kiya Tha Tumne Pyaar Yaadon Ko Chhod De Waado Ko Tod De Kishore: Apni Jagah Se Kaise Parbat Hil Jaaye Chaahe Meri Jaan Jaaye Chahe Mera Dil Jaaye Lata: La La La La La La La La La La La Kishore: Hmm Hmm Hmm La La La La La La La Bhoola Na Mere Dil Ko Kabhi Jiss Ka Khayaal (2) Ho Sake To Usse Mere Dil Se Tu Nikaal Lata: Na Karoon Main Yeh Kaam To Nahin Mera Naam (2) Kishore: Baaton Se Yeh Zakhm-E-Jigar Kaise Sil Jaaye Chaahe Meri Jaan Jaaye Chahe Mera Dil Jaaye Lata: Ho Panna Ki Tamanna Hai Ke Heera Mujhe Mil Jaaye Chaahe Meri Jaan Jaaye Chahe Mera Dil Jaaye Kishore: Ho Eee Lo, Ta Ra Ra Ru (2) La La La La La La La Lata: Heera Heera Heera La La La La La La
Back to Film List

About HEERA PANNA Songs and Lyrics

Explore the HEERA PANNA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HEERA PANNA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics