FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HERA PHERI (1976)

Read available HERA PHERI (1976) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aapka Sarkar Kya Kutch Kho Gaya

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Aapka Sarkar Kya Kutch Kho Gaya

aapka sarkar kya kuch kho gaya hai ye achanak aapko kya ho gaya hai kuch kahiye chup na rahiye khoye-khoye se ho kisliye aapka sarkar ... lo gaya vo gaya ab use bhuliye zulf se haan kheliye haan baanhon mein jhooliye ( dekhe na ) - 3 koi aankhon mein aa aa jaaiye jaane na jaane koi dil mein sama jaaiye aapka sarkar ... aapko dekhkar dil par bijli giri is kadar berukhi ye berukhi chodkar aaisa milega na dil dusra dil na mera todiye aapka sarkar ...

Dushman Na Kare

Singer: KISHOR KUMAR

Lyrics of Dushman Na Kare

dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai ki dosti ke naam ko badnaam kiya hai barso purana ye yarana ek pal mein kyon toota yaar mere tu aaise rootha ( jaise mera rab rootha ) -2 barson purana ... tera jahaan bhi gira paseena maine khoon bahaya tera lahu bana kyon paani yeh kaisa din aaya vo teri dosti thi meri zindagi banke pujari pyaar mein tune pyaar ka mandir loota jaise mera rab rootha barson purana ... laharon par jyon gire lakiren tooti kasmein saari ret ki ik deewar thi mere yaar ki jhoothi yaari ye sitam kya hua kya lagi baddua jism se jaise jaan juda ho saath tera yu choota jaise mera rab rootha barson purana ...

Tun Tunak Tun

Singer: RICHA SHARMA, CHORUS

Lyrics of Tun Tunak Tun

are chora are pyaar vaar karat ho are ja re chora tun tunak tun tun tunak tun tun tunak tun tun tunak tun tun tan tun tunak tun tun tunak tun tun tunak tun tun tunak tun tun kya kehti hain meri aankhen deewane mere sun hoy na hai koi mere jaisa mere aashiq mujhko chun hoy meri chaal pe mere husn pe hain saare pagal dekh zara mujhko ik nazar kar doongi ghayal kya ho gaya dil kho gaya haay mar gayi main kya dard hai kya haal hai aiyo dar gayi main aye tune aaisa jaadu jaane kya kar daala bechaini hai chai jhoome man matwala mere dil mein bajne lagi hai ab chahat wali dhun doob ja meri aashiqui mein tu mere sapne bun haay kya kehti hain meri aankhein na hai koi mere jaisa deewane mere sun hoy mere aashiq mujhko chun oye k k kya kehti hain meri aankhein d d deewane mere sun hoy
Back to Film List

About HERA PHERI (1976) Songs and Lyrics

Explore the HERA PHERI (1976) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HERA PHERI (1976).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics