FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HOME DELIVERY

Read available HOME DELIVERY lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Home Delivery

Singer: BOMAN IRANI

Lyrics of Home Delivery

aao suno ek taza kahan baatein nayi na raja na rani masti hain yaari hain kutch bekarari hain thodi hasi hain jara samajhdaari hain khushiyan hain gham bhi hain tum bhi ho ham bhi hain yeh gana hi nahi poora atom bomb bhi hain (hello bolo kya chahiye jo chahiye mil jaayega banda khana kya aapko ghar tak bhi pahunchayega) - 2 home delivery de de de de de de delivery - 2 pehle hamara number le lo 2 2 3 3 4 5 6 7 8 9 phir boliye boliye aapka order kya hain jee bas bees minute mein aapke ghar pe ya sab kutch free home delivery de de de de de de delivery - 2 de de de de de de delivery de de de delivery - 2 atak jaao tum kahi toh mujhe fauran bula lena bhatak raah se jo toh yeh number ghuma dena karna nahi koi fikar tum main aa gaya tumko main pal mein kar dunga home delivery nam nam nam nam nah nah na nam nam nah nah - 2 home delivery - 3

Jhoomein Re Aandhi

Singer: SUNJAY DUTT

Lyrics of Jhoomein Re Aandhi

(jhoomein re aandh jhoomein yeh toofan masti mein uski jhoomein yeh jahaan) - 2 hmm hmm mm hmmmm... hmm hmm mm hmmmm... (hoomein re aandhi jhoomein yeh toofan masti mein uski jhoomein yeh jahaan) - 2 hmm hmm mm hmmmm... zehar hain zehar hai toofani lehar hai hmm hmm mm hmmmm... zehar hain zehar hai toofani lehar hai dhundhala gaya hain yeh jahaan yeh kaisi maya hain maya hain - 2 dhundhala gaya hain yeh samaa yeh kaisi maya hain maya hain - 2 kitni baatein un aankhon mein baaton mein jaane kitne raaz chupe uspe ki chaal mein sau lehrein lehro mein jaane kitne saans bhare woh aaye aur aahe lene lag jaaye jahaan na koi bach paaye jaaye toh jaaye kahaan ek jhalak kaafi hain ek adaa kaafi hain ek nazar woh lehar (ke jiski baaho mein duube yeh jahaan masti mein uski jhoomey yeh jahaan) - 2 hmm hmm mm hmmmm... zehar hain zehar hai toofani lehar hai maya hmm hmm mm hmmmm... zehar hain zehar hai toofani lehar hai maya hmm hmm mm hmmmm... zehar hain zehar hai toofani lehar hai maya

Kaash - Har Kisika Koi Hota

Singer: SHAAN

Lyrics of Kaash - Har Kisika Koi Hota

har kisika koi hota sahar har dil ka koi dil hota pyara har raat ki ek subah hoti phoolo sa khilta jahaan kaash aaisa hota kaash koi na rota kaash pass aakar kaash koi na khota kaash ke yu daal par phool murjhate naheen kaash hota rang se hi saja sara jaha ashq aur dard ke labj hote hi naheen toot te na pyar ke khwab phir yahaan tootne hi the agar kaash sapne hi jara kam hote har kisika koi hota sahara har dil ka koi dil hota pyara har raat ki ek subah hoti phoolo sa khilta jahaan kaash aaisa hota kaash koi na rota kaash pass aakar kaash koi na khota apni saari manzilein kash mil jaati hamein bhul humse na koi ek bhi hoti kaash hota saathi zindagi bhar ke liye chhoota na haath phir haath se kabhi jo raha na saath toh kaash armaan bhi jara kam hote har kisika koi hota sahara har dil ka koi dil hota pyara har raat ki ek subah hoti phoolo sa khilta jahaan kaash aaisa hota kaash koi na rota kaash pass aakar
Back to Film List

About HOME DELIVERY Songs and Lyrics

Explore the HOME DELIVERY soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HOME DELIVERY.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics