FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HULCHUL

Read available HULCHUL lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dekho Zara Dekho

Singer: UDIT NARAYAN, KUNAL GANJAWALA

Lyrics of Dekho Zara Dekho

wapas aayi gaaon se gujariya miley na isse iske sawariya laaye nahi laali chunariya milega isse kaun sanwariya hey dekho zara dekho kya hai ladki puchho zara puchho kyon hai bhadki arey dekho zara dekho kya hai ladki ho ho dekho zara dekho kya hai ladki puchho zara puchho kyon hai bhadki dekho zara dekho kya hai ladki ho ho kitna akadti hai kyon sabse ladti hai lagti hai koi bala rampam ramba ramba ho - 3 dekho zara dekho kya hai ladki puchho zara puchho kyon hai bhadki arey dekho zara dekho kya hai ladki o o iski adaayen kaatilana iski nigaahen aashiqana dil pe mere bijli giren jab lehra ke chalti hain college mein sabko tarsaaye yeh na kisike haath aaye yeh hai koi jwalamukhi gusse mein aag ugalti hain rang gora gora ang mastana yeh toh huur hai chadhti jawani husn ke nashe mein yeh toh chuur hain yaaron zara keh do isse aaise na tewar yeh dikhlaye rampam ramba ramba ho - 3 dekho zara dekho kya hai ladki puchho zara puchho kyon hai bhadki haai dekho zara dekho kya hai ladki ho o iske khayalon ko sajaye koi shehzaada dhundh laaye gam ki hai yeh maari hui isko bana de koi dulhan rehti hai jaane kyu akeli lagti hai yeh toh ek paheli koi yaha jaaye nahi jaane hai iski kya uljhan ise samjhaao koi toh bataon yeh hai josh mein koi na milega akeli hi rahegi aaye hosh mein aaisa na ho saari umar yuhi kuwari yeh reh jaaye rampam ramba ramba ho - 3 dekho zara dekho kya hai ladki puchho zara puchho kyon hai bhadki arey dekho zara dekho kya hai ladki ho o kitna akadti hai kyobn sabse ladti hai lagti hai koi bala rampam ramba ramba ho - 2

Hum Dil Ke Panne Pe

Singer: SHAAN, SADHANA SARGAM

Lyrics of Hum Dil Ke Panne Pe

hum dil ke panne pe tera naam likhte hai chahat ke afasane subaho sham likhte hain lamha lamha karte rehte tera intezaar tujhko milke humne jana kya hota hain pyar humne jana kya hota hain pyar hum dil ke panne pe tera naam likhte hain seene mein dhadkan dhadkan mein chahat chahat yeh kehti hain ho o ehsaas banke teri mohabbat saanson mein rehti hain saanson ki har lay par teri hi sargam hain - 2 palkon mein neendon mein khwaabon mein yaadon mein humne toh tumho hi basaya hain hum dil ke panne pe tera naam likhte hain tode se bhi jo tuute na aaisa naata hamara hain ho bin tere apana duniya mein rehna humko ganwara hain jeevan bhar ab dilbar saath hamein rehna hain - 2 hum aaise mausam mein aake na jaayegne jasbaaton mein tujhko chhupaya hain hum dil ke panne pe tera naam likhte hain chahat ke afasane subaho sham likhte hain lamha lamha karte rehte tera intezaar tujhko milke humne jaana kya hota hain pyar humne jaana kya hota hain pyar hum dil ke panne pe tera naam likhte hain

Ishq Main Pyar Main

Singer: ALKA YAGNIK, SHAAN

Lyrics of Ishq Main Pyar Main

alk haan haaaaaaaan an ishq main pyaar main kya kya ho raha hain neend bhi chaain bhi hosh bhi kho raha hain is tarah chod ke door na jaa faasle keh rahe paas aja is tarah chodke door naa jaa paas mere paas aaja ui ui ishq main pyaar main kya kya ho raha hain neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain shaan ghoomati hain zameen jhoomta assman kaunsi hain jagah aagaye hum kahan alka ghoomati hain zameen jhoomta aasman kaunasi hain jagah aa gaye hum kahan shaan rut hain jawani ki tera mera saath hain masti fizaaon main alka kitni suhani si apni mulaqat hain aa meri baahon main shaan bekarariyaan kya khumaariyaan bekhudi main cha raha nasha alka ui ui shaan ishq main pyaar main kya kya ho raha hain alka ishq main pyaar main kya kya ho raha hain shaan neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain alka neend bhi chain bhi hosh bhi kho raha hain alka kya haseen hain sama kuch hawa sard hain dhadkane bekhabar dil main bhi dard hain shaan kya haseen hain sama kuch hawa sard hain dhadkane bekhabar dil main bhi dard hain alka teri tamanna hain tera hi khayal hain jaane tu jaane naa shaan kaise bataoon main kaisa mera haal hain mane tu maane naa alka beqaraar main bekhayal tu aa raha hain aaj to majah ui ui shaan ishq main pyaar main kya kya ho raha hain alka neend bhi chain bhi hosh bhi ko raha hain Posted By : Revati

Lee Humne Thi Kasam

Singer: HARIHARAN

Lyrics of Lee Humne Thi Kasam

lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum - (ek dusre pe hum lutaye apani zindagi aa milke baant le woh chaahe gam ho ya khushi) - 2 na chhoote umra bhar rang kabhi apane pyar ka lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum (ek suur mein ek lay mein ek tarana gaayenge ek dil mein ek jaan mein ek duje ko paayenge o o o) - 2 sabki palkon tale ek sapana pale ek hi sabka hai aashiyaan lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum na akele jee sakenge tanha tanha royenge yaad karte gujri baaten jaagenge na soyenge na lagaye nazar koi iss pyar par muskurata rahe yeh jahaan lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum ek dusre pe hum lutaye apani zindagi aa milke baant le woh chaahe gam ho ya khushi na chhoote umra bhar rang kabhi apane pyar ka lee hamne thi kasam na kabhi phir juda honge hum

Rafta Rafta Hole Hole

Singer: UDIT NARAYAN, SUJATHA

Lyrics of Rafta Rafta Hole Hole

Rafta Rafta hole hole dil ko churaya tumne dil ko to pata bhi na chala chori chori chupke chupke jadoo jagaya tumne dil ko to pata bhi chala kabhi ha kabhi naa hum karte rahe chupke aahe bhi bharte rahe dekhate dekhate ye kya ho gaya rafta rafta hole hole dil ko churaya tumne dil ko to pata bhi na chala Raaton main ab tera sapna mujhko aata hai ek angdai ek bechaini deke jaata hai teri aankhon ka main deeawana hoon tere hothon ka main paimana hu tu ye jaane na rafta rafta hole hole dil ko churaya tumnee dil ko to pata bhi na chala Iss pehlu main iss daaman main mujhko rehna hai dard judaai ka ek pal bhi ab na sehna hai meri yaadon main jaane ja tu hai meri saanson main teri khusboo hai tu hai meri jaan rafta rafta hole hole dil ko churaya tumne dil ko to pata bhi na chala chori chori chupke chupke jaadu chalaya tumne dil koto pata bhi na chala
Back to Film List

About HULCHUL Songs and Lyrics

Explore the HULCHUL soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HULCHUL.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics