FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HUM SAATH SAATH HAIN

Read available HUM SAATH SAATH HAIN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

ABCDEFGHI - I love you

Singer: HARIHARAN, HEMA SARDESAI, SHANKAR MAHADEVAN, UDIT NARAYAN & SAIF ALI KHAN

Lyrics of ABCDEFGHI - I love you

ABCDEFGHI - JKLM - NOPQRSTUVWX - Y I Love You. Chhutiyon Ke Yeh Din Hain Suhane, Saathi Tera Yuh Saath Rahe, Bachchon Ke Sang Bachche Phir Ban Jayen, Mauj Mein Jhoome Zara, Masti Karen, Ban Ke Badal, Ban Ke Panchhi, Udte Rahen. Kya Baat Hai Jijaji. ABCDEFGHI - JKLM - NOPQRSTUVWX - YZ I Love You. Apne Gaon Ki Galiyon Mein Chale Hum, Bachpan Ki Yaadon Mein Khoya Hai Man, Bahen Thaame Teen Bhaiyon Ki, Thumkegi Phir Se Unki Behen, Sawan Ke Jhoolon Se, Babul Ke Aangan Se, Hoga Milan. Jiji - How Emotional. ABCDEFGHI - JKLM - NOPQRSTUVWX - YZ I Love You. Thandi Thandi Yeh Hawaen Humko, Chupke Chupke Kya Kehti Suno, Manzil Hai Kareeb Ab Hamare, Bolen Ghatayen, Khushiyan Chuno, Nazaren Chura Ke, Dil Mein Chhupa Ke, Sapne Buno. Vinod - How Romantic. ABCDEFGHI - JKLM - NOPQRSTUVWX - YZ I Love You..

Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya

Singer: KAVITA KRISHNAMURTI, UDIT NARAYAN & KUMAR SANU

Lyrics of Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya

Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya Aaj Banenge Kise Ke Saiyan, Dhol Nagade Baje Shehnaiyan, Jhoom Ke Aai Mangal Ghadiyan... Bhabhi Ke Sung Holi Mein, Rang Gulaal Udayenge, Aayegi Jab Jab Diwali, Milkar Deep Jalayenge, Chunri Ki Kar Degi Chhaiyan, Aayegi Banke Purwaiyan, Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya, Aaj Banenge Kise Ke Saiyan... Jhilmil Ho Gayi Hain Ankhiyan, Yaad Aayi Bachpan Ki Ghadiyan, Naye Safar Mein Lag Jayegi, Pyar Ki Inko Hathkadiyan, Jachte Hain Dekho Kaise Bade Bhaiya, Ramji Bihane Chale Sita Maiya, Chhote Chhote Bhaiyon Ke Bade Bhaiya, Aaj Banenge Kise Ke Saiyan...

Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya

Singer: KAVITA KRISHNAMOORTHY, ALKA YAGNIK & ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya

Maiyya yashoda ye tera kanhaiyy Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan Tang mujhe karta hai sang mere ladta Hay Raamji ki kripa se main bachi Raamji ki kripa se main bachi Raamji ki kripa se Maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan Tang mujhe karta hai sang mere ladta Hay Raamji ki kripa se main bachi Raamji ki kripa se main bachi Raamji ki kripa se Gokul ki galiyon mein jamuna kinaare Vo to hai kankaniya chhup chhupke maare Natkhat adayein soorat hai bholi Holi mein meri bhigaaye vo choli Baiyyaan na chhode Kalaiyyaan marode Baiyyaan na chhode kalaiyyaan marode Paiyyaan padoon phir bhi peechha na chhode Meethi meethi baaton mein mujhko phasaaye Hay Raamji ki kripa se main bachi Raamji ki kripa se main bachi Raamji ki kripa se Jab jab bajaaye mohan muraliya Chhan chhan chhanakti hai meri paayaliya Neinon se jab vo kare chhedkhaani Dil thaame reh jaaye prem deewani Sadh budh gawaayi Neendein udaayi Sadh budh gawaayi neendein udaayi Jo karne baithi thi vo kar na paayi Badi mushkil se dil ko sambhaala Hay Raamji ki kripa se main bachi Raamji ki kripa se main bachi Raamji ki kripa se Gokul ka kaanah re dil mein samaaya Main bhaagyashaali inhein maine paaya Maana ki sabke hain ye kanhaiyya Kehlayenge bas tumhaare hi maiyya Pyaara piya hai Tumne diya hai Pyaara piya hai tumne diya hai Mamta ke aanchal mein humko liya hai Charnon mein tere o maa humko rehna hai Raamji ki kripa se haan ji haan Raamji ki kripa se haan ji haan Raamji ki kripa se

Mhare Hiwda Mein

Singer: KAVITA KRISHNAMURTI, HARIHARAN, ANURADHA PAUDWAL, KUMAR SANU, ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN

Lyrics of Mhare Hiwda Mein

Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya Bhavre Ne Machaya Shor, Khili Dil Ki Kaliyan, Badla Mausam, Badle Nazare, Ya Badla Hai Nazariya, Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya... Tu Nai Naveli Dulhan Hai, Tera Roop Pyar Ka Darpan Hai, Teri Mehendi Se, Tere Gajre Se, Mehka Mehka Mera Jeevan Hai, Mere Sawalon Ka Jawaab Banke Tu Aai Sajaniya, Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya, Aisi Bandhi Pyar Ki Dor, Hui Main Bavariya, Badla Mausam, Badle Nazare, Ya Badla Hai Nazariya, Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya... Yah Pyar Ka Sawan Aaya Hai, Sang Preet Ka Mausam Laaya Hai, Jo Dil Mein Chhupa Ke Rakha Tha, Woh Raaz Labon Par Aaya Hai, Dil Mein Basake, Apna Banake, Le Chalun Prem Nagariya, Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya, Chahe Le Jao Jis Ore, Sang Chalungi Saiyan, Badla Mausam, Badle Nazare, Ya Badla Hai Nazariya, Mhare Hiwda Mein Nache Mor, Tak Thaiya Thaiya... Yeh Chand Sitaron Ki Baaraat, Layee Hai Ghadi Suhani, Kya Baat Hai, Mere Saath Hai, Mere Sapnon Ki Rani, Barson Sataya Tune, Chain Churaya, Main Aaj Na Chhodoon Baiyan...

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai

Singer: HARIHARAN

Lyrics of Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai

Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai Hai Magar Phir Bhi Anjaan Hai, Dharti Pe Roop Maa Baap Ka, Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai... Janmdaata Hai Jo, Naam Jinse Mila, Thamkar Jinki Ungli Hai Bachpan Chala, Kaandhe Par Baithke, Jinke Dekha Jahaan, Gyan Jinse Mila, Kya Bura Kya Bhala, Itne Upkaar Hain Kya Kahen, Yeh Bataana Na Aasaan Hai, Dharti Pe Roop Maa Baap Ka, Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai... Janam Deti Hai Jo, Maa Jise Jag Kahe, Apni Santaan Mein, Pran Jiske Rahe, Loriyan Hothon Par, Sapne Bunti Nazar, Neend Jo Vaar De, Hanske Har Dukh Sahe, Mamta Ke Roop Mein Hai Prabhu, Aapse Paaya Vardaan Hai, Dharti Pe Roop Maa Baap Ka, Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai... Aapke Khwab Hum, Aaj Hokar Jawaan, Us Param Shakti Se Karte Hain Prarthna, Unki Chhaya Rahe, Rehti Duniya Talak, Ek Pal Reh Sake Hum Na Jinke Bina, Aap Dono Salaamat Rahe, Sabke Dil Mein Yeh Armaan Hai, Dharti Pe Roop Maa Baap Ka, Us Vidhaata Ki Pehchaan Hai, Yeh To Sach Hai Ki Bhagwan Hai...
Back to Film List

About HUM SAATH SAATH HAIN Songs and Lyrics

Explore the HUM SAATH SAATH HAIN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HUM SAATH SAATH HAIN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics