FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HUM SE HAI MUQABLA

Read available HUM SE HAI MUQABLA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Phoolon Jaisi Pyaari Pyaari

Singer: S. P. BALSUBHRAMANYAM

Lyrics of Phoolon Jaisi Pyaari Pyaari

(phooloN jaisi pyaari pyaari, mahloN ki raani t jhoole mein jhoolaauN, so jaa nindiyaa ki god mein) -2 neele neele baaloN vaali, gore gore gaaloN vaali mere liye raaj dulaari chhoDi tune duniyaa saari sapnoN mein aane vaali, nindiyaa churaane vaali meeThe meeThe sapnoN mein so jaa pyaari raaj kumaari phooloN jaisi pyaari pyaari, mahloN ki raani tu jhoole mein jhoolaauN, so jaa nindiyaa ki god mein uN uN uN uN uN uN, uN uN uN uN uN uN huN huN huN huN huN huN huN, huN huN huN huN huN

Sagar Se Milne

Singer: SUNANDA, MIMINI

Lyrics of Sagar Se Milne

both: saagar se milne ke liye, jo pyaasi nadiyaa chal preetam se milne ke liye, vaise hi priyaa chali man mandir ke is aaNgan mein, jeevan ki jot jali ulfat ki roshan galiyoN mein ik chandrprabhaa nikli do nazroN mein do badnoN mein hai chaahat ki agni man mandir ke is aaNgan mein, jeevan ki jot jali

Sun Ri Sakhi Meri

Singer: HARIHARAN

Lyrics of Sun Ri Sakhi Meri

chorus: (huN huN huN huN huN huN huN huN, huN huN huN) - (huN huN huN) -3 ha: sun ri sakhi, meri pyaari sakhi, ye dil kahin khoyaa hai meraa jaane kahaaN ise bhool gayaa, nahin kuchh bhi hai mujhko pataa teri paayal mein maine DhooNDh liyaa, tere qadmoN tale sajni pyaar kiyaa to jaan gayaa, ye mushkil hai kitni meri saaNsoN mein teraa pyaar basaa, aaNkhoN mein tumhi sajni sun ri sakhi, meri pyaari sakhi, ye dil kahin khoyaa hai meraa chorus: (huN huN huN) -2 ha: kaise tujhe izhaar karooN main haalat is dil ki tan mein man mein is dhaDkan mein ho rahi halchal si dekhe binaa tujhe lagti hai, ik yug si ek ghaDi sab nazren jo dekh rahi, mere dil mein dahshat si ye svarg hai yaa nark hai, mujhko hosh nahin meri zindagi aur maut hai, ab haath mein tere hi.. sun ri sakhi, meri pyaari sakhi, ye dil kahin khoyaa hai meraa chorus: (huN huN huN huN huN huN, huN) -3 ha: koyaliyaa tu kah de to tujhe geet sunaaooN main naagmaNi teri naagin si zulfoN ko sanvaarooN main chandramukhi tujhe neend nahin to lori sunaaooN main ThanDi havaa nahin lag jaaye, tujhe chunaDi oDaaooN main mere pyaar ki jo baat hai, kaanoN mein bataaooN main tere qadmoN ke jo nishaan hai, yaadoN mein basaaooN main sun ri sakhi, meri pyaari...
Back to Film List

About HUM SE HAI MUQABLA Songs and Lyrics

Explore the HUM SE HAI MUQABLA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HUM SE HAI MUQABLA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics