FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HUMNASHEEN

Read available HUMNASHEEN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Hansta chehra

Singer: PANKAJ UDHAS

Lyrics of Hansta chehra

Hansta chehra gulaab ho jay Hansta chehra gulaab ho jaye Tu meri hi kitaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye Choo ke tere haseen hothon ko Choo ke tere haseen hothon ko Sada paani sharaab ho jaye Sada paani sharaab ho jaye Tu meri hi kitaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye Umar bhar ka khumaar mil jaye Umar bhar ka khumaar mil jaye Palkon se jo adaab ho jaye Palkon se jo adaab ho jaye Tu meri hi kitaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye Chod di maine soch kar duniya Chod di maine soch kar duniya Saath tera janaab ho jaye Saath tera janaab ho jaye Tu meri hi kitaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye Hansta chehra gulaab ho jaye

Sach bolta hoon main

Singer: PANKAJ UDHAS

Lyrics of Sach bolta hoon main

Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon mai Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main Ye cheez lajwaab hai, ye cheez lajwaab hai, sach bolta hoon main Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main Gin kar piyoon main jaam to hota nahin nasha Gin kar piyoon main jaam to hota nahin nasha Mera alag hisaab hai, mera alag hisaab hai, sach bolta hoon main Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main Hun hun hun hun.... Saqi yakeen na aaye to, gardan jhuka ke dekh Saqi yakeen na aaye to, gardan jhuka ke dekh Sheeshe mein maahtaab hai, sheeshe mein maahtaab hai, sach bolta hoon main Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main Haathon mein ek jaam hai, honthon pe ek ghazal Haathon mein ek jaam hai, honthon pe ek ghazal Baaki khayal-o-khwab hai, baaki khayal-o-khwab hai, sach bolta hoon main Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main
Back to Film List

About HUMNASHEEN Songs and Lyrics

Explore the HUMNASHEEN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HUMNASHEEN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics