FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HUMRAAZ

Read available HUMRAAZ lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bardaasht -remix

Singer: SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Bardaasht -remix

Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Di Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din Tere Bin Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din Tere Bin Yeh Ishq Wishq To Yaar Bada Hai Kamaal Yeh Paida Karta Hai Laakho Sawal Yeh Ishq Wishq To Yaar Bada Hai Kamaal Yeh Paida Karta Hai Laakho Sawal Kahin Khwaab Yeh Dikhaata Hai Kahi Dard Yeh Jagaata Hai Yeh Mushkile Badata Hai Jannat Bhi Yeh Dikhaata Hai Jannat Se Door Jaaye Kahan Jaaye Kahan Jaaye Kahan Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din Tere Bin Jo Na Ho Aarzo To Aashqui Hai Kya Jo Sanam Na Mile To Zindagi Hai Kya Jo Na Ho Aarzo To Aashqui Hai Kya Jo Sanam Na Mile To Zindagi Hai Kya Yeh Aashqui Lubhaati Hai Lekin Bada Sataati Hai Nazdikiyaan Laati Hai Kabhi Dooriyan Badati Hai Mit Jaane Do Yeh Dooriyan Yeh Dooriyan Yeh Dooriyan Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din Bardaasht Nahin Kar Sakta Ab Door Nahin Reh Sakta Ek Din Tere Bin

Dil Ne Kar Liya

Singer: UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Dil Ne Kar Liya

--MALE- Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar (Jab se mile ho mujhe o jaane jaana Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana) - 2 Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar - 2 Jab se mile ho mujhe o jaane jaana Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana --FEMALE-- Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar - 2 Jab se mile ho mujhe o jaane jaana Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana --MALE-- Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar --FEMALE-- La la la la, la la la la La la la, la la la, la la la la --MALE-- Mauka dil ne diya hi nahin Pyaar hua kab pata nahin Banke muqaddar tum aaye Kahin nazar na lag jaaye --FEMALE-- Jab se mile ho mujhe o jaane jaana Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana --MALE-- Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar --FEMALE-- Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar Le jaa dil pardesi, le jaa dil pardesi Chain ho tum aaraam ho tum Is dil ka armaan ho tum Meri subh-o-shaam ho tum Jaan meri pehchaan ho tum --MALE-- Jab se mile ho mujhe o jaane jaana Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana --FEMALE-- Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar --MALE-- Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar --FEMALE-- Jab se mile ho mujhe o jaane jaana Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana --MALE-- Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar --FEMALE-- Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

Pyaar kar, ikraar kar

Singer: UDIT NARAYAN, KAVITA KRISHNAMURTHY, AND SHAAN

Lyrics of Pyaar kar, ikraar kar

--MALE 1- Pyaar kar, ikraar kar Izhaar kar, inkaar kar Chaahe jo bhi de saza Tujhe apna dil dene ka hai maza --CHORUS-- Pyaar kar, ikraar kar Izhaar kar, inkaar kar --MALE 1-- (Pyaar kar, ikraar kar Izhaar kar, inkaar kar Chaahe jo bhi de saza Tujhe apna dil dene ka hai maza O tujhe apna dil dene ka hai maza) - 2 Jab koi lagta hai dil-o-jaan se pyaara Uska nazrein churaana nahin hota hai gawaara Majboor karta hai pyaar, yeh dil ka sauda hai yaar - 2 --FEMALE-- Yeh dil ka khel ajeeb hai yaar Jeet mein bhi kabhi hoti hai haar --MALE 1-- Jeet ho ya haar ho Aar ho ya paar ho Chaahe jo bhi ho saza Tujhe apna dil dene ka hai maza Ho tujhe apna dil dene ka hai maza --MALE 2-- Hey hey hey hey, hey hey hey hey La la la, la la la, la la la la Aitbaar hua hai, mujhe pyaar hua hai Koi lage apna sa, pehli baar hua hai Paana hai ab to usse, chaaha hai dil ne jisse - 2 --FEMALE-- Paayega kaun, khoyega kaun Kiska naseeb kya jaanega kaun --MALE 2-- Jo bhi ho naseeb mein Mehboob ho kareeb mein Chaahe jo ho rab ki raza Tujhe apna dil dene ka hai maza Ho tujhe apna dil dene ka hai maza Pyaar kar, ikraar kar Izhaar kar, inkaar kar Chaahe jo bhi de saza Tujhe apna dil dene ka hai maza --MALE 1-- Tujhe apna dil dene ka hai maza

Sanam Mere Humraaz

Singer: ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU

Lyrics of Sanam Mere Humraaz

--FEMALE- Tum ho tum ho tum hi ho Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz --MALE-- Hey hey aa ha ha ha ha Eh hey aa ha ha ha ha, la la la la la la (Bhool na jaana, door na jaana O jaane jaana, pyaar nibhaana) - 2 Tum ho tum ho tum hi ho, tum ho tum ho tum hi ho Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz --FEMALE-- Bhool na jaana, door na jaana O jaane jaana, pyaar nibhaana Tum ho tum ho tum hi ho Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz --CHORUS-- Tu hi aarzoo hai, tu hi justjoo, tu hai junoon --FEMALE-- Dil ki gali yeh bada tadpaati hai Ehd-e-vafa mein daga de jaati hai O, dil ki gali yeh bada tadpaati hai Ehd-e-vafa mein daga de jaati hai Daga nahin dena, saza nahin dena Saahil pe laake dooba nahin dena Tum ho tum ho tum hi ho Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz --MALE-- (Hai kachche dhaage se naazook mohabbat Yeh toot jaaye na karna hifaazat) - 2 Do raahein pe laake chhod nahin dena Vada yeh vafa ka tod nahin dena Tum ho tum ho tum hi ho Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz --FEMALE-- Bhool na jaana, door na jaana O jaane jaana, pyaar nibhaana Tum ho tum ho tum hi ho Sanam mere humraaz, sanam mere humraaz --MALE-- Sanam mere humraaz --FEMALE-- Sanam mere humraaz

Tune Zindagi Mein - sad

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Tune Zindagi Mein - sad

Tum Se Seekhe Koyi Pyaar Hota Hai Kya Rasme Hoti Hai Kya Rishte Hote Hai Kya Hum Ko Bhi Aye Sanam Hai Tumhari Kasam Chaahe Jo Ho Saja Hum Nibhaayenge Wafa Ehsaas Yun Dilake Ehsaas Yun Dilake Zindagi Ho Zindagi Badal Di Tune Zindagi Mein Aake Zindagi Ho Zindagi Badal Di Zindagi Badal Di Zindagi Badal Di Zindagi Badal Di
Back to Film List

About HUMRAAZ Songs and Lyrics

Explore the HUMRAAZ soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HUMRAAZ.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics