FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HUNGAMA

Read available HUNGAMA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili

Singer: SHAAN AND SADHANA SARGAM

Lyrics of Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili

Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mil Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili O Ho Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili Manao To Ise Main Kaise Yeh Dil Deewana Hai Na Mane Batao To Main Kaise Yeh Ishq Kya Hai Yeh Na Jane Shedayi Main Tera Hua Tujhko Nahi Hai Yeh Pata Jaam Aapko Mila Mujhe To Berukhi Mili O Ho Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili Koi Kisi Pe Jaan De De Koi Kare Hai Bewafai Yeh Faaslo Ka Dard Kya Hai Yeh Jaanti Hai Bas Judai Tujhse Mili Jabse Nazar Deewani Main Ho Gayi Neend Aap Ko Mili Mujhe To Bebasi Mili Ha Ha Ha Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili Phir Bhi Pyaar Aapse Hi Karat Hai Dil Chain Aap Ko Mila Mujhe Deewangee Mili Ha Ha Ha Hosh Aap Ko Mila Mujhe To Bekhudi Mili

Hum Nahin Tere Dushmano Mein

Singer: ABHIJEET, ALKA YAGNIK AND SONU NIGAM

Lyrics of Hum Nahin Tere Dushmano Mein

Hum Nahin Tere Dushmano Mei Hum Nahin Tere Dushmano Mein Kyon Humko Deewana Banaya Banaya Kyon Humko Deewana Banaya Hum To Hai Tere Doston Mein Hum To Hai Tere Doston Mein Kyon Tune Mera Dil Churaya Churaya Kyon Tune Mera Dil Churaya Hum Kahin Ek Din Yuh Ek Bahek Milgaye The Ishq Ke Pyaar Ke Mastane Dil Kho Gaye The Faasle Mitgaye Nazdeek Aane Lage Hum Bekhudi Yuh Badi Saason Pe Chane Lage Hum Hum Nahin Tere Qatilon Mein Hum Nahin Tere Qatilon Mein Kyon Zulfon Mein Hum Ko Fasaya Fasaya Kyon Zulfon Mein Hum Ko Fasaya Haan Hum To Hai Tere Doston Mein Hum To Hai Tere Doston Mein Kyon Tune Mera Dil Churaya Churaya Kyon Tune Mera Dil Churaya Yeh Mera Dil Gaya Bas Dillagi Dillagi Mein Bhool Ke Yeh Jahan Dooba Teri Aashiqi Mein Sochta Hoon Sanam Ikraar Kaise Karoon Mein Pyaar Ke Dard Ka Izhaar Kaise Karoon Mein Hum To Hai Teri Dhadkano Mein Hum To Hai Teri Dhadkano Mein Kyon Dard-e-Jigar Ko Badaya Badaya Kyon Dard-e-Jigar Ko Badaya Hum Nahin Tere Dushmano Mein Hum Nahin Tere Dushmano Mein Kyon Humko Deewana Banaya Banaya Kyon Humko Deewana Banaya Chaahate Sab Jise Main Woh Haseen Chandni Hoon Yeh Bas Jaanlo Kiske Liye Main Bani Hoon Aarzoo Kya Kahen Samjho Zara Tum Ishare Pyaar Ke Khel Mein Jeete Koi Koi Hare Hum To Hai Teri Baazon Mein Hum To Hai Teri Baazon Mein Kyon Ilzaam Hum Pe Lagaya Lagaya Kyon Ilzaam Hum Pe Lagaya Hum Nahin Tere Dushmano Mein Hum To Hai Tere Doston Mein Kyon Humko Deewana Banaya Banaya Kyon Humko Deewana Banaya Kyon Tune Mera Dil Churaya Churaya Kyon Tune Mera Dil Churaya

Hungama Hungama Hungama Hungama

Singer: SHAAN

Lyrics of Hungama Hungama Hungama Hungama

Hungama Hungama Hungama Hungam Hungama O O O Hungama O O O Hungama Hungama Hungama Much Gaya Much Gaya Hungama Hungama Hungama Hungama Much Gaya Much Gaya Hungama Pyaar Hai Ya Koi Jung Hai Andekha Sa Rang Hai Yeh Kuch Bhi Samaj Mein Aaye Na Hai Rama Hungama O O O Har Koi Uljha Uljha Hai Re Jaane Kaisi Uljhan Hai Aapas Mein Milte Jhulte Hai Phir Bhi Dekho Unbandh Hai Har Koi Uljha Uljha Hai Re Jane Kaisi Uljhan Hai Aapas Mein Milte Jhulte Hai Phir Bhi Dekho Unbandh Hai Phir Bhi Dekho Unbandh Hai Samjhan Samjhan Samjhana Mushkil Bada Hai Inko Samjhana Chote Se Is Rang Manch Pe Dekho To Kya Kya Actor Hai Achcha Khaasa Sab Karte Hai Drama Hungama O O O Hungama Hungama Hungama Much Gaya Much Gaya Hungama Hungama Hungama Hungama Much Gaya Much Gaya Hungama

Ishq Jab Ek Taraf Ho (Male)

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Ishq Jab Ek Taraf Ho (Male)

Ishq Jab Ek Taraf Ho To Saza Deta Ha Ishq Jab Ek Taraf Ho To Saza Deta Hai Ishq Jab Dono Taraf Ho To Maza Deta Hai Ishq Jab Ek Taraf Ho To Saza Deta Hai Ishq Jab Dono Taraf Ho To Maza Deta Hai Ishq Jab Ek Taraf Ho Aankh Milti Hai Jaha Pal Mein Tadap Jata Hai Dil To Deewana Hai Yeh Dhak Se Dhadak Jata Hai Ishq Karte Hai Sabhi Fark Sirf Itna Hai Koi Khamosh Rahe Koi Bata Deta Hai Koi Khamosh Rahe Koi Bata Deta Hai Ishq Jab Dono Taraf Ho To Maza Deta Hai Ishq Jab Ek Taraf Ho To Saza Deta Hai Ishq Jab Dono Taraf Ho To Maza Deta Hai Ishq Jab Ek Taraf Ho Ishq Ke Roop Kai Ishq Ke Hai Rang Bade Teer Nazron Se Chale Aake Kaleje Mein Gade Ishq Hai Khel Yahan Yaar Bas Naseebon Ka Koi Karta Hai Wafa Koi Daga Deta Hai Koi Karta Hai Wafa Koi Daga Deta Hai Ishq Jab Dono Taraf Ho To Maza Deta Hai Ishq Jab Ek Taraf Ho To Saza Deta Hai Ishq Jab Dono Taraf Ho To Maza Deta Hai Ishq Jab Ek Taraf Ho

Tera Dil Mere Paas Rehne De

Singer: UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Tera Dil Mere Paas Rehne De

Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne D Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De Tera Dil Mere Paas Rehne De Tera Dil Mere Paas Rehne De Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De Mera Dil Mere Paas Rehne De Mera Dil Mere Paas Rehne De Meri Aankhen Tera Chehra Chehre Pe Dil Thehra Meri Dhadkan Pe Har Dum Teri Yaadon Ka Pehra Betaabi Tadpaye Dil Mera Ghabraaye Teri Baaton Ka Jadoo Mujhpe Na Chal Jaaye Yeh Dard-e-Mohabbat Sehne De Yeh Dard-e-Mohabbat Sehne De Tera Dil Mere Paas Rehne De Tera Dil Mere Paas Rehne De Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De Mera Dil Mere Paas Rehne De Mera Dil Mere Paas Rehne De Tere Hoto Se Khelo Teri Zulfein Suljhao Tujhe Baahon Mein Leke Tera Tan Mann Mehkao Mastana Aalam Hai Mausam Hai Sindoori Darr Lagta Hai Mujko Rehne De Kuch Doori Muhje Rag Rag Mein Teri Behne De Muhje Rag Rag Mein Teri Behne De Tera Dil Mere Paas Rehne De Tera Dil Mere Paas Rehne De Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De Aaj Tujhse Jo Kehna Hai Kehne De Mera Dil Mere Paas Rehne De Mera Dil Mere Paas Rehne De
Back to Film List

About HUNGAMA Songs and Lyrics

Explore the HUNGAMA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HUNGAMA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics