FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from I SEE YOU

Read available I SEE YOU lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Halo Halo

Singer: SUKHWINDER SINGH, SUNIDHI CHAHUHAN, VISHAL DADLANI

Lyrics of Halo Halo

halo halo lo lo lo.. aaj raat aaj raat ek saath ek saath halo halo lo lo lo... - 2 aaj raat aaj raat halo halo ek saath ek saath halo halo aaj raat ek saath, maan le tu ek baat aaj raat ek saath halo halo aaj raat aaj raat aaj raat aaj raat halo halo ek saath ek saath ek saath ek saath halo halo (aaj raat ek saath) - 2, (maan le tu ek baat) - 2 (aaj raat ek saath) - 2 (halo halo) - 2 (aa jawaaniyo ke sur mein jindagaaniyo ke sur mein) - 2 (aaj raat aaj raat halo halo ek saath ek saath halo halo aaj raat ek saath, maan le tu ek baat aaj raat ek saath halo halo) - 2 aaj raat aaj raat

Kehna Hai Jo

Singer: SHEKHAR KAVJIANI

Lyrics of Kehna Hai Jo

kehna hai jo kehne do logo k hota hai jo hojane do hone do kyun ho jahan ko fikar koi dil agar kisi dil se mil jaye idhaar jisko bhi jitna bhi kehna ho kehne do chodo na rehene do na na nana na abb jahan se ghabrana na kuch chupana na jaise bhi hai vaise hi hai duniya se nazare churana na naa na aao na ek pal tum baitho to dil mein hai to woh baatein keh bhi doo kyun ho humme ho daar deewana agar hume samjhe koi bekhabar humko jo karna hai humko woh karne do aauro ko darne do kehna hai jo kehne do logo ko kehdenge phir bhoolagene socho to inke liye kyun bhala mein badalu zara badalta hai itna na samkhe jo jisko bhi duniya ki farwah ho karne do use badalne do

Sach Hui

Singer: SUNIDHI CHAHUHAN

Lyrics of Sach Hui

pyaar dekar tune di hai mujhko zindag tu mila hai to mile hai mujhko har khushi tere nazar me jab se li hai panah is dil mein tab se yun lagne lagaaa sach hui sach hui mein sach hui khwaab thi tere liye mein sach hui koi khayal thi ya parchaai koi shayaad sawaal thi mein dhundlaai koi tune mujhse pechaana mujhse jana mujhe apna liya mera matlab tune mujhe samjha diya sach hui sach hui mein sach hui khwaab thi tere liye mein sach hui koi gila nahi abb to naseeeb se jaana hai mene jo tujhko kareeb se paya hai jo tujhko mene payaliya hai khushiyo ka jahan teri nazaron ne khud ko paliya yahan sach hui sach hui mein sach hui khwaab thi tere liye mein sach hui

Subah Subah

Singer: ZUBEEN, VISHAL DADLANI, SHEKHAR KAVJIANI

Lyrics of Subah Subah

subah subah ye kya huv na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi subah nayi jagah nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon nayi nayi hain meri nazar ya hain nazaarein naye yaa dekhate khwab main chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi subah nayi jagah nayi tarah se nay nazaare main dekhata hoon ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza jahaan ke saath main chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon jo abhi hain usiko jilein, jo diya wo ji liya wo nasha pi liya kal nasha hain ek naya jo, na kiya to kya jiya har pal ko pi ke agar dil na bhar diya subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi subah nayi hava nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi subah nayi jagah nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza jahaan ke saath main chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon

Subah Subah (Remix)

Singer: ZUBEEN, VISHAL DADLANI, SHEKHAR KAVJIANI

Lyrics of Subah Subah (Remix)

subah subah ye kya huv subah subah... kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon nayi nayi hain meri nazar, ya hain nazaarein naye ye gungunaata huva sama, ye muskuraati fiza jahaan ke saath main chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon jo abhi hain usiko jilein, jo diya wo ji liya wo nasha sha aa aa aa.... wo nasha pi liya kal nasha hain ek naya jo, na kiya to kya jiya subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon main chal raha hoon nayi subah nayi hava nayi tarah se nayi dishaayon mein chal raha hoon subah subah ye kya huva na jaane kyon ab main hawaayon mein chal raha hoon chal raha hoon - 3
Back to Film List

About I SEE YOU Songs and Lyrics

Explore the I SEE YOU soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for I SEE YOU.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics