FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from IMAANDAR

Read available IMAANDAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aur Is Dil Main

Singer: ASHA BHOSLE, SURESH WADKAR

Lyrics of Aur Is Dil Main

aaur is dil mein kyaa rakhaa ha teraa hee dard chhoopaa rakhaa hai cheer ke dekhe dil meraa to teraa hee naam likhaa rakhaa hai pyaar ke afasaane sune the logon se pyaar kyaa hotaa hai, ye toone samazaayaa milaa dil tuz se to, khwaab dekhe ayese junoon jaane kaisaa, jawaan dil pe chhaayaa dil mein ayesaa dard uthhaa, dil ho gayaa diwaanaa diwaanon ne is duniyaan mein, dard kaa naam dawaan rakhaa hai nigaahon mein meree ye soorat hain teree jindagee ye meree amaanat hain teree dhadakate seene mein mohabbat hain teree mohabbat ye teree, ibaadat hain meree tere seewaa kuchh yaad naheen hai, too hee too dil me dil ne yaar kee poojaa kee hai, pyaar kaa naam khudaa rakhaa hai

Aye Kaash Dil-E-Nadaan

Singer: SURESH WADKAR

Lyrics of Aye Kaash Dil-E-Nadaan

aye kaash dil-e-nadaan - aaisa na kiya hota pyar kiya hota sauda na kiya hota pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan vaada wafa ka humne kis mod pe hain toda - 2 haste kisi chaman ko veeran karke chhodha veeran karke chhodha masoom kisi dil ko dhokha na diya hota - 2 pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan khwaabon ke aashiyaan pe bijli girayi humne - 2 daulat se mohabbat ki keemat lagai humne keemat lagai humne neelam main hua tha dil toh na bika hota - 2 pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan ek bezubaan dil ki duniya tabaah kar ke - 2 laute hai aaj hum yeh kaisa gunaah karke kaisa gunaah karke yu naam mohabbat ka ruswaa na kiya hota - 2 pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan aaisa na kiya hota pyar kiya hota sauda na kiya hota aye kaash dil-e-nadaan

Bada Shaitan Hai Dil

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Bada Shaitan Hai Dil

bada shaitaan hai dil ajii beiimaan hai dil - naa jaane kab kidhar kis par machal jaae sambhalanaa badaa shaitaan hai ... jaane kahaan kis mod pe koii hamein aisaa mile janmon kaa jo saathii lage milate hii jo dil chhiin le koii naa jaane kis mehfil mein vo mahabuub mile dil naa sambhale nazar-nazar mein aise tiir chale badaa naadaan hai dil ajii shaitaan hai dil nazar kaa tiir jaane jaane kis pe chal jaaye sambhalanaa badaa shaitaan hai ... roke nahiin rukataa nahiin baandhe kabhii bandhataa nahiin kis par kahaan aa jaaye dil iskaa nahiin koii yaqiin kaise-kaise rang ye badale jab ho jaaye javaan isamein kyaa-kyaa chalen aandhiyaan jaagen kyaa tuufaan ajii tuufaan hai dil badaa shaitaan hai dil naa jaane kahaan kis par phisal jaaye sambhalanaa badaa shaitaan hai ...

Mitwa Tu Kaha

Singer: ALKA YAGNIK, SADHANA SARGAM, SURESH WADKAR

Lyrics of Mitwa Tu Kaha

o o o.. sa ni sa... o o o... more ghar aaye sajanwa - 2 daal daal koohke koyaliya - 2 man mayur naachen aanganwa more ghar aaye sajanwa - 2 ang ang chalke madhu madira ang ang chalke o o o ... ang ang chalke madhu madira chede chedwa madir nainwa - 2 jhoom jhoom dole re manwa more ghar aaye sajanwa - 2 mitwa... tu kaha (bin meet mera dil suna bin preet mera dil suna) - 2 re mitwa tu kaha tu kaha more ghar aaye sajanwa - 2 (na koi humdam na humsafar na dilruba na koi dilbar) - 2 dhundh rahi hai meri nazar - 2 mil jaaye kahi koi mitwa... more ghar aaye sajanwa - 2 (ho sapana dekhu har pal yahi apna mujhko keh de koi) - 2 aaisa bhi din aaye kabhi - 2 mil jaaye kahi koi mitwa... more ghar aaye sajanwa - 2 daal daal koohke koyaliya - 2 man mayur naachen aanganwa more ghar aaye sajanwa - 2 sajanwa aaja ghar aaja re mitwa - 2
Back to Film List

About IMAANDAR Songs and Lyrics

Explore the IMAANDAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for IMAANDAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics