FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from INFINITI

Read available INFINITI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Alvida - Kaise Kahu Yeh Raaz

Singer: SALMAN AHMAD

Lyrics of Alvida - Kaise Kahu Yeh Raaz

kaise kahu yeh raaz tujh mera dil de aawaz tujhe yun hi rahe tu mere baad bhi tujhe sukh de meri yaad bhi alvida aa~ alvida alvida aa~ mera saath jo diya mere dost shukriya alvida aa~ alvida kaise kahu yeh raaz tujhe mera dil de aawaz tujhe yun hi rahe tu mere baad bhi tujhe sukh de meri yaad bhi meri zindagi mein na sakoon hai na karaar hai mere paas bas teri yaad hain tera pyaar hain alvida aa~ alvida alvida aa~ mera saath jo diya mere dost shukriya alvida aa~ alvida teri chaahaton ke rahenge aaise silsilay hain kathin magar koi mere jaisa tujhe mile kaise kahu yeh raaz tujhe mera dil de aawaz tujhe yun hi rahe tu mere baad bhi tujhe sukh de meri yaad bhi alvida aa~ alvida alvida aa~

Ghaam Tana Tana Na Na

Singer: NASSERUDDIN SHAH, SALMAN AHMAD, SHUBHA MUDGAL

Lyrics of Ghaam Tana Tana Na Na

zahurddin khan saab waqt kam hone ki wajah se main iss khat hi ke jhariye akvida keh raha hoo ham log aaj raat hi ki gaadi se patiyala jaa rahe hain aur pata nahi kab waapas laahore aa Sakenge iss khat ke saat hamare khandaan ka ek beshkimti gehna aapki hifaajat mein chhode jaa raha hoon meharbaani hogi agar aap hamari iss amaanat ko apane paas mehfoos rakhe alvida aapka dost hamsaya jasbir kaur tanha aaise kyon bechain phire jaagenge jaroor yeh bhaag tere koi jaane na yeh josh tera koi jaane na yeh junoon tera ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na tanha aaise kyon bechain phire jaagenge jaroor yeh bhaag tere koi jaane na yeh josh tera koi jaane na yeh junoon tera ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na dil se dilon ko jeetna mushkil se na darna rang barsega yahaan din ho ya phir raina ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na ghoom tana tana na na na ghoom tana tana na na badi duur hain gar jaana maayus na kabhi hona andhere mein bhi veerane mein bhi khilegi koi kali tanha aaise kyon bechain phiren jaagenge jaroor yeh bhaag tere koi jaane na yeh josh tera koi jaane na yeh junoon tera ghoom tana ghoom tana na tana na ghoom tana na ghoom ghoom tana tana tana ghoom tana ghoom tana na tana na ghoom tana na tana na na na na ....
Back to Film List

About INFINITI Songs and Lyrics

Explore the INFINITI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for INFINITI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics