FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JAAN-E-MANN

Read available JAAN-E-MANN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Hamko Maaloom Hain

Singer: SONU NIGAM, SADHANA SARGAM

Lyrics of Hamko Maaloom Hain

mohabbaton mein marnewale bhi ajeeb ha ajim hai hamari dastaan jaan-e-man faaslon pe rehte hai lekin kareeb hai hamko maalom hain ishq masoom hain dil se ho jaati hain galtiyaan sabr se ishq mehroom hain hamko maalom hain ishq masoom hain dil se ho jaati hain galtiyaan sabr se ishq mehroom hain hamko maalom hain ishq masoom hain dil se ho jaati hain galtiyaan sabr se ishq mehroom hain huaan jo zamane ka dastoor hain woh maane nahi ?? naaraaz tha meri barbaadiyon ka woh aaghaaz tha ishq ka ek hi ek andaaz tha woh na raazi hue ham bhi baaghi hue bekaraar ham faraar ho gaye hamko maalom hain ishq masoom hain dil se ho jaati hain galtiyaan sabr se ishq mehroom hain main pareshan hoon ek majboori par hoga gam jaankar saath hoon main magar mujhko rehna padega zara doori par sirf do hi mahine hai seh lo agar mera future hai teri kasam mera future hai jismein piya hamko maalom hain ishq masoom hain dil se ho jaati hain galtiyaan sabr se ishq mehroom hain waqt se haara aur lauta jo main lautkar apane ghar jaa chuki thi piya phone karta raha phone bhi na liya maine khat bhi likhe saal bhar likhe meri aawaz pahunchi nahi kho gayi meri piya kahi mujhko umeed thi ek din toh kabhi woh bhi aawaaz degi mujhe hamko maalom hain ishq masoom hain dil se ho jaati hain galtiyaan sabr se ishq mehroom hain

Jaane Ke Jaane Na

Singer: SONU NIGAM, SUKHWINDER SINGH, KRISHNA

Lyrics of Jaane Ke Jaane Na

piya ki judaai mein chaand ka gubbaara hai raat ko chadhaya tha din mein utara hain bechara bechara - 2 ishq ka maara hain jaane ke jaane na maane ke maane na jaane zamana par piya hi jaane na jaane ke jaane na maane ke maane na jaane zamana par piya hi jaane na mann jaane jaane mann - 2 piya mann jaane na jaane ke jaane na maane ke maane na jaane zamana par piya hi jaane na ho tooti footi shayari mein likh diya hai dairy mein aakhri khwaahish ho tum last farmaaish ho tum ho tooti footi shayari mein likh diya hai dairy mein aakhri khwaahish ho tum last farmaaish ho tum tu samajhta kyon nahi hai dil bada gehra kuwaan hai aag jalti hai hamesha har taraf dhuaan dhuaan hain kudd jaa piya milegi hil zara duniya hilegi warna mai??? kar ?? kar ?? kar mann jaane jaane mann - 2 piya mann jaane na jaane ke jaane na maane ke maane na jaane zamana par piya hi jaane na jaane ke jaane na maane ke maane na jaane zamana par piya hi jaane na koi toh jalwa dikha de gar piya se ishq hai jaan jaati hai to jaaye chhotasa toh risk hai koi toh jalwa dikha de gar piya se ishq hai jaan jaati hai to jaaye chhotasa toh risk hai tu agar nakhoon se kaaten heera bhi cut jaayega aankh bhar ke dekh le toh palk bulb bhi fatt jaayega pyar ka system wohi hain tera toh preetam wohi hain woh nahi toh ?? kar ?? kar ?? kar mann jaane jaane mann - 2 piya mann jaane na jaane ke jaane na maane ke maane na jaane zamana par piya hi jaane na jaane ke jaane na maane ke maane na jaane zamana par piya hi jaane na

Qubool Karle

Singer: UDIT NARAYAN, AMIT SANA, RAHUL VAIDYA, PRAJAKTA SHUKRE, MONALI THAKUR

Lyrics of Qubool Karle

main usse ishq karta tha woh mere saath padhti thi woh mujhse ruthi rehti thi na koi gaur karti thi mujhe ignore karti thi can' t you see i am in love with you say i do i do i do kehde haan ji haan ji kehde kehde haan kehde haan kehde haan qubool karle tu shamra ke na ghabra ke qubool karle tu halke se ishaare se qubool karle yeh ladka bada achha hai yeh dil ka bhala lagta hai agar saat pheron kaho jyaada bhi le sakta hai aye sun suna gaya waqt aata nahi aye chal chal na yeh mauka hain jaane na de main tumse ishq karta hoon main tumpe jaan deta hoon agar maano toh arji leke aaya hoon ke marzi ho anguthi pesh karta hoon he is so handsome he is a dude say i do i do i do didi abke naa mat karna hogi sabki shaamat warna abke shaadi mukarna nahi qubool karle yeh mauke ki nazaakat hain qubool karle sharifon ki shararat hain qubool karle barson ki ek mannat hain qubool karle gale se surila lage mujhe toh rangila lage isse kass lo kundli mein tum agar thoda dhila lage aji ji haan yeh sanjog ki baat hain kya ji ji kya yeh mahurat mubarak rahe tumhen jo bhi pasand hoga wohi meri pasand hogi agar chaahogi raaten lambi ho jaaye toh maano main dinon ko chhota kar dunga girl he is dude to be truly true say i do i do i do i do didi maan bhi jaaon abke abke bachhon ki zidd maano yeh mahurat nikal jaaye na qubool kar le issi mein ab bhala hoga qubool kar le kismat mein likha hoga qubool kar le jo hona hai jaroor hoga qubool kar le

Sau Dard

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Sau Dard

sau dard hain,sau rahatei sab mila dilnashin ek tuhi nahieeeeee rukhi rukhi si yeh hawa aur sukhe patte ki tarah shehar ki,sadko pe main lawaris, udta hua sau raste par teri rah nahi.eeee sau dard hain,sau rahatein sab mila dilnashin ek tuhi nahieeeeee behta hain paani, behne de waqt ko yuhi, rehne de dariya ne karwat li hai toh saahilon ko sehne de sau hasratein par tera ghum nahi.eeeee sau dard hain,sau rahatein sab mila dilnashin ek tuhi nahieeeeee Posted By : Suyog Tilak
Back to Film List

About JAAN-E-MANN Songs and Lyrics

Explore the JAAN-E-MANN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JAAN-E-MANN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics