FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JAAN PE KHELENGE HUM

Read available JAAN PE KHELENGE HUM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aiya Aiya

Singer: HEMA SARDESAI AND UDIT NARAYAN

Lyrics of Aiya Aiya

--FEMALE- Oh oh oh oh, oh oh oh oh Jaane kisne preet banaayi Chain bhi khoya neend gawaayi Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya Sajna tune ajab musibat paida kar di, aiya aiya --MALE-- Jisne bhi yeh preet banaayi Uska bhala ho khoob banaayi Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya Chhodke duniya tera daaman thaam liya hai, aiya aiya --FEMALE-- In aankhon mein sapne sajaaye Soyi meri armaan jagaaye Aaj aawaara jaane kab dhal gaya --MALE-- Teri mohabbat ka yeh asar hai Jo dil idhar tha ab voh udhar hai Jaaoon kidhar main tune kya kar diya --FEMALE-- Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya --MALE-- Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya Ho haan haan haan, hm aah aah aah --FEMALE-- Oh oh oh oh, oh oh oh oh Tumne sikhaaya humko jeena Door na jaana ab tum sajna Tan mann yeh maine tumko arpan kiya --MALE-- Laakh zamaana pehre lagaaye Toofaan banke saamne aaye Preet ka ab na bujhega diya --FEMALE-- Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya --MALE-- Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya --FEMALE-- Jaane kisne preet banaayi Chain bhi khoya neend gawaayi Chhooke tune nas nas mein bijli si bhar di, aiya aiya Sajna tune ajab musibat paida kar di, aiya aiya --MALE-- Jisne bhi yeh preet banaayi Uska bhala ho khoob banaayi Teri pehli nazar ne jaadu aisa kiya hai, aiya aiya Chhodke duniya tera daaman thaam liya hai, aiya aiya

Deewana Deewana Dil

Singer: RAM SHANKAR

Lyrics of Deewana Deewana Dil

Ishq ka rutba sab se oonch Yeh sab ka hai kehna Ishq hi reh jaata hai yaaron Baaqi kuch nahin rehna Dil kehta hai, ho dil kehta hai Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2 Pyaar ke sadme seh le - 2 Pyaar tera jis haal mein rakhe deewaane tu reh le Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2 Oh oh Kya guzri hai dil pe yeh koi na jaane Kal tak the jo apne voh hue begaane Khwaab jo dekhe the voh sab toot gaye hain Pyaar jinhe karte the voh rooth gaye hai Ho oh oh oh Chot lagi hai dil pe taazi Haar gaye hum pyaar ki baazi Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2 Bhut gaye hain seene mein armaan hamaare Aankh se ojhal ho gaye voh jaan se pyaare Kisse bataaye jaakar is dil ke sadme Chheen liye hain gham ne honton ke nagme Aa aa aa aa aa Kaisi gham ki shaam yeh aayi Das jaayegi yeh tanhaai Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2 Pyaar ke sadme seh le - 2 Pyaar tera jis haal mein rakhe deewaane tu reh le Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2 Aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa aa

Hey You I Want To Tell

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Hey You I Want To Tell

--MALE- Hey you, hey you (Hey you, I wanna tell you, masti mein jhoome Aao mauj manaaye, masti mein jhoome) - 2 Valentine' s Day, today is Valentine' s Day - 3 Yeah yeah ooh Mast mast mast, mast mast mast --CHORUS-- Mast mast mast, mast mast mast --MALE-- Jaane kyoon rehta hai baheka baheka sa mann Dil mein uthti hai meethi meethi si chubhan Chadhta hai nas nas mein jaane yeh kaisa nasha Kya kahoon jaane kya yaaron mujhko ho gaya, yeah! Hey you, I wanna tell you, masti mein jhoome Aao mauj manaaye, masti mein jhoome Valentine' s Day, today is Valentine' s Day - 3 Yeah yeah ooh Mast mast mast, mast mast mast Balkhaati laheraati koi saamne aati hai Har ghadi dil pe voh bijli gira jaati hai Deta hai mera mann haai mujhe yeh sada Jaldi se le le tu zindagi ka har maza, tu du tu tu tu (Hey you, I wanna tell you, masti mein jhoome Aao mauj manaaye, masti mein jhoome) - 2 Valentine' s Day, today is Valentine' s Day - 6

Jaadugari Teri Jaadugari

Singer: ANURADHA PAUDWAL AND UDIT NARAYAN

Lyrics of Jaadugari Teri Jaadugari

--FEMALE- La la la la, la la la la --MALE-- Jaadugari, teri jaadugari Ae sanam, ae sanam, mera dil le gayi Tujhe dekhke deewaane hue hum Zara baahon mein aa jaao ae sanam Tum dil ki taraf aao do kadam Tumhe seene mein chhupa le ae sanam --FEMALE-- Jaadugari, teri jaadugari Ae sanam, ae sanam, mera dil le gayi Tujhe dekhke deewaane hue hum Zara baahon mein aa jaao ae sanam Tum dil ki taraf aao do kadam Tumhe seene se laga le ae sanam --MALE-- Dekhke tumko hone laga hai dil deewaana --FEMALE-- Chupke se gaake tumko hai aata dil churaana --MALE-- Teri adaaon ne kaisa yeh jaadu kiya --FEMALE-- Pehli nazar mein hi tujhko yeh dil de diya --MALE-- Ae sanam, ae sanam --FEMALE-- Tujhe dekhke deewaane hue hum Zara baahon mein aa jaao ae sanam --MALE-- Tum dil ki taraf aao do kadam Tumhe seene mein chhupa le ae sanam Masti bhare kitne suhaane hain pal Rangeen fizaaon mein khile hain kanwal --FEMALE-- Tumse yeh dil jab se diya hai badal Khwaabon mein kitne hi banaaye mahel --MALE-- Yun door jaao na, mujhko tarsaao na --FEMALE-- Tum paas aao na, yun bahekaao na Ho jaaye na koi khata --MALE-- Ae sanam, ae sanam --FEMALE-- Tujhe dekhke deewaane hue hum Zara baahon mein aa jaao ae sanam --MALE-- Tum dil ki taraf aao do kadam Tumhe seene mein chhupa le ae sanam --BOTH-- Jaadugari, teri jaadugari Ae sanam, ae sanam, mera dil le gayi --MALE-- Tujhe dekhke deewaane hue hum Zara baahon mein aa jaao ae sanam --FEMALE-- Tujhe dekhke deewaane hue hum Zara baahon mein aa jaao ae sanam --MALE-- Hey hey hey hey, aa ha ha aa ha ha --FEMALE-- La la la, la la la, la la la la la la --MALE-- (Hm hm hm hm hm hm)
Back to Film List

About JAAN PE KHELENGE HUM Songs and Lyrics

Explore the JAAN PE KHELENGE HUM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JAAN PE KHELENGE HUM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics