FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JAB PYAR KISI SE HOTA HAI

Read available JAB PYAR KISI SE HOTA HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chal Pyaar Karegi

Singer: SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Chal Pyaar Karegi

(O ladke deewaane, kahan se aaya t Dulhan ko le jaane kahan se aaya tu) - 2 Chal pyaar karegi Haan ji haan ji Mere saath chalegi Na ji na ji Ho chal pyaar karegi Haan ji haan ji O mere saath chalegi Na ji na ji Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye Hum tujhko uthaakar le jaayenge Doli mein bithaakar le jaayenge Hum ghar mein kahin chhup jaayenge Sang tere nahin hum aayenge Ho, chal pyaar karegi Haan ji haan ji Mere saath chalegi Na ji na ji Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye Hum tujhko uthaakar le jaayenge Arre doli mein bithaakar le jaayenge Hum ghar mein kahin chhup jaayenge Sang tere nahin hum aayenge Chal pyaar karegi Haan ji haan ji O gore gore mukhde waali, o kaale kaale nainon waali Maan mera ehsaan ke maine haan kar di (Tu varna kunwaari reh jaati Yeh shaadi hamaari reh jaati) - 2 Chal pyaar karegi Haan ji haan ji Mere saath chalegi Na ji na ji Jaa main nahin karti shaadi vaadi Mujhko pyaari hai yeh aazaadi Main to apne baabul ke baagon ki bulbul hoon Bas tujhse mujhe yeh kehna hai Pinjre mein mujhe nahin rehna hai Bas tujhse mujhe yeh kehna hai Pinjre mein mujhe nahin rehna hai Chal pyaar karegi Haan ji haan ji O mere saath chalegi Na ji na ji Aankhon se kaajal le jaayenge Zulfon ke baadal le jaayenge Arre hum aaye hain door se yun vaapas na jaayenge (Hum apni sajaniya le jaayenge Arre hum apni dulhaniya le jaayenge) - 2 Hey, chal pyaar karegi Haan ji haan ji Mere saath chalegi Na ji na ji Arre tu haan kar ya na kar teri marzi soniye Hum tujhko uthaakar le jaayenge Doli mein bithaakar le jaayenge Hum ghar mein kahin chhup jaayenge Sang tere nahin hum aayenge Hum apni sajaniya le jaayenge Hum apni dulhaniya le jaayenge, haan Hum apni sajaniya le jaayenge Arre hum apni dulhaniya le jaayenge

Sau Saal Pehle

Singer: MOHAMMAD RAFI AND LATA MANGESHKAR

Lyrics of Sau Saal Pehle

--MALE- Sau saal pehle mujhe tumse pyaar tha Mujhe tumse pyaar tha, aaj bhi hai Aur kal bhi rahega --FEMALE-- Sadiyon se tujhse milne jiya beqaraar tha Jiya beqaraar tha, aaj bhi hai Aur kal bhi rahega --MALE-- Sau saal pehle mujhe tumse pyaar tha Mujhe tumse pyaar tha, aaj bhi hai Aur kal bhi rahega (Tum rootha na karo meri jaan Meri jaan nikal jaati hai Tum hansti rehti ho To ek bijli si chamak jaati hai) - 2 Mujhe jeete jee o dilbar, tera intezaar tha Tera intezaar tha, aaj bhi hai Aur kal bhi rahega --FEMALE-- Sadiyon se tujhse milne jiya beqaraar tha Jiya beqaraar tha, aaj bhi hai Aur kal bhi rahega Is dil ke taaron mein Madhur jhankar tumhi se hai Aur yeh haseen jalwa Yeh mast bahaar tumhi se hai Dil ko yeh mera sanam tera talabgaar tha Tera talabgaar tha, aaj bhi hai Aur kal bhi rahega --BOTH-- Sau saal pehle mujhe tumse pyaar tha Mujhe tumse pyaar tha, aaj bhi hai Aur kal bhi rahega

Teri Zulfon Se Judaai To Nahin Maangi Thi

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Teri Zulfon Se Judaai To Nahin Maangi Thi

Teri Zulfon Se Judaai To Nahin Maangi Th Qaid Maangi Thi Rihaai To Nahin Maangi Thi Maine Kya Jurm Kiya Aap Khafaa Ho Baithe Pyaar Maanga Tha Khudaai To Nahin Maangi Thi Qaid Maangi Thi... Mera Haq Tha Teri Aankhon Ki Chhalakti Mai Par Cheez Apni Thi Parayi To Nahin Maangi Thi Qaid Maangi Thi... Chahnewalon Ko Kabhi Toone Sitam Bhi Na Diya Teri Mehfil Mein Ruswaai To Nahin Maangi Thi Qaid Maangi Thi... Dushmani Ki Thi Agar Woh Bhi Nibhata Zalim Teri Hasrat Mein Bhalaai To Nahin Maangi Thi Qaid Maangi Thi... Apne Deewane Pe Itna Bhi Sitam Theek Nahin Teri Ulfat Mein Buraai To Nahin Maangi Thi Qaid Maangi Thi...
Back to Film List

About JAB PYAR KISI SE HOTA HAI Songs and Lyrics

Explore the JAB PYAR KISI SE HOTA HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JAB PYAR KISI SE HOTA HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics