FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JAHAN-E-KHUSRAU (THE REALM OF THE HEART - LIVE)

Read available JAHAN-E-KHUSRAU (THE REALM OF THE HEART - LIVE) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chonani Dar Nazar Nazarregan Ra

Singer: SHUBHA MUDGAL

Lyrics of Chonani Dar Nazar Nazarregan Ra

(chonani dar nazar nazarregan r ki raunaq beshitar mahpaargan ra) - 2 [the lovers behold your limitless beauty a thousand idols fade away] chonani dar nazar ishq hai jism ka mume?? koi dusara nahi main bhi tere siva nahi, tu bhi mere siva nahi tu dar khabe khush o man bi tu har shab shomaram ta sahar sayyargan ra [as dark nights engulf you in deep slumber i count the stars till dawn (as if they were you)] chonani dar nazar nazarregan ra ki raunaq beshitar mahpaargan ra chonani dar nazar asta nahi talab nahi raah nahi, rehnuma nahi ishq hai khud hi muaawa ishq mein mudwaa nahi ??? ??? chonani dar nazar nazarregan ra ki raunaq beshitar mahpaargan ra chonani dar nazar haal?? mein wo ghum se door, mehab hai dil tere hujoor ranj nahi, khushi nahi, dard nahi, dawa nahi ravi gar aisa ba darakha na yevu ??? gussa yeh aawaarega ra chonani dar nazar nazarregan ra ki raunaq beshitar mahpaargan ra chonani dar nazar sharre dilo nazar jaheel, sarre jabaane ishq hai labj nahi, bayaan nahi, sut nahi, sada nahi dil-e diwaana-e khusrau niko neest che goyam bad pari rukhsargaan ra [all is not well with khusrau' s heart o fair faced beloved, what shall i say to you?] chonani dar nazar nazarregan ra ki raunaq beshitar mahpaargan ra dil-e diwaana-e khusrau.............. che goyam bad pari rukhsargaan ra (chonani dar nazar nazarregan ra ki raunaq beshitar mahpaargan ra) - 2

Ghaflat Na Thi Tassbure Didaar-E-Yaar Tha

Singer: SHUBHA MUDGAL

Lyrics of Ghaflat Na Thi Tassbure Didaar-E-Yaar Tha

ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha - nazaara yeh jamaal mein gum??- 2 intjaar tha ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha huaal?? mein sukun mein - 2 ke aalam sukun mein hai huaal?? mein sukun mein, ke aalam sukun mein hai main bekarar tha - 2 ke jahaan bekaraar tha main bekarar tha, ke jahaan bekaraar tha ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha saathi teri sharaab mein - 2 yeh khaas baat thi saathi teri sharaab mein, yeh khaas baat thi nasha bakadre hausalaaye baadaakhaar tha - 2 ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha koi gunaah hosh se badhkar gunaah nahi - 2 jo mast ho gaya wo - 3 bada hoshiyaar tha jo mast ho gaya wo, bada hoshiyaar tha - 2 main ho gaya gubbaare rahe dost ai jaheen - 2 phir bhi kisike khaatire - 2 naazuk pebaar tha ghaflat na thi tassbure didaar-e-yaar tha nazaara yeh jamaal mein gum?? intjaar tha

Jo Jalwa Gaahe Yaar Hai

Singer: SHUBHA MUDGAL

Lyrics of Jo Jalwa Gaahe Yaar Hai

(jo jalwa gaahe yaar hai - 2), woh dil yahi toh ha jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai (hum jis jagah hai husn ki - 2) manjil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai khud ko na dekhana hai tujhe dekhane ki shart - 2 jo darmiya hijaab hai - 2 haayal yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai (har jaraa dil fareb hai - 2), har jalwa jaanawaaj har jaraa dil fareb hai, har jalwa jaanawaaj (har gaam pe gumaah hai - 2), ke manjil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai halaki si ek mauje tabssum mein bah gaya - 2 (jo bahere bekanaar tha - 2), woh dil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai abb har adaaye husn pe hota hai yeh gumaah - 2 (jo loot le gaya hai - 2), mera dil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai dil mujhse keh raha hai tere dil ki baat bhi - 2 (aayina aayine ke - 2) mukaabil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai dono jahaan ko teri muhabbat mein bhulana - 2 (ik baat yaad rakhane ke - 2), kaabil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai ai dosto jaheen ko pehchaanata hoon main - 2 (sabse alag jo sab mein hai - 2) shaamil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai, woh dil yahi toh hai - 2 hum jis jagah hai husn ki manjil yahi toh hai jo jalwa gaahe yaar hai - 3

Main Hosh Mein Hoon To Tera Hoon

Singer: SHUBHA MUDGAL

Lyrics of Main Hosh Mein Hoon To Tera Hoon

main hosh mein hoo hosh mein hoon, hosh mein hoon... main hosh mein hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon main hosh mein hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon, tera hoon deewaana deewaana deewaana deewaana deewaana deewaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon main hosh mein hoon to tera hoon, deewaana hoon to tera hoon hoon raaj agar, hoon raaj agar hoon raaj agar to tera hoon - 2 afsaana hoon afsaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon barbaad kiya barbaad huva aabad kiya aabaad huva barbaad kiya barbaad huva aabad kiya aabaad huva viraana hoon, viraana hoon viraana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon viraana hoon to tera hoon kaashaana aa aa aa... kaashaana hoon kaashaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon (iss teri tajjali ke kurbaan kurbaan-e tajjali har unava) - 2 main shamma bhi hoon, shamma shamma shamma main shamma bhi hoon to tera hoon - 3 parwaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon tu mere kaif ki duniya hai - 2 tu meri masti ka aalam paimaana hoon, paimaana hoon (paimaana hoon to tera hoon - 2), tera hoon, tera hoon maikhaana hoon maikhaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon har jarra jaheen ki hasti ka - 2 tasveer hai teri sar-taa-pa har jarra jaheen ki hasti ka, tasveer hai teri sar-taa-pa woh kaabaa-e-dil dhaanewaale - 2 butkhaana, butkhaana hoon to tera hoon, tera hoon, tera hoon main hosh mein hoon to tera hoon - 2 deewaana hoon to tera hoon deewaana, deewaana, deewaana, deewaana.........

Maula Ali Ho...

Singer: SHUBHA MUDGAL

Lyrics of Maula Ali Ho...

Maula Ali, Maula Ali Ho.. Maula Ali, Maula Ali Maula Ali, Maula Maula Ali, Maula Ali Maula Ali, Maula Ali............... Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo Maula Ali Ho, Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo Maula Ali, Maula Ali Karmava Baanaaye Devo Maula Ali Karmava Baanaaye Devo Baanaaye Devo Maula Maula Ali, Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo Maula Ali Karmava Baanaaye Devo Maula Ali Nabhiji Nabhiji Hamari, Nabhiji Hamari Madhayya Chabaaye Devo Nabhiji Hamari Madhayya Chabaaye Devo - 2 Dar Badari Hai, Dar Badari Hai, Dar Badari Hai Ke Maula Basaaye Devo Maula Ali Ho, Maula Ali Ho Maula Ali, Maula Ali, Maula Ali.......... Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo Humse Garibvan Ke, Humse Garibvan Ke Haan Humse Garibvan Ke, Humse Garibvan Ke Sudh Levo Aaka Aaka Aaka Sudh Levo Aaka, Sudh Levo Aaka (Humse Garibvan Ke Sudh Levo Aaka Ke Dar Par Tumhaare Jo Sar Hai Jhukaata) - 2 Kabhi Bhi Woh Maayus Waapas Naa Jaata - 2 Ke Mangata ??? Tumhaare, Ke Mangata ??? Tumhaare Ke Mangata Tumhaare Sahaare Hai Daata Maula Ali Ho, Maula Ali Ho Hey Maula Ali Ho, Maula Ali Ho...... Maula Ali Ho, Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo - 2 Maula Ali Ho Karam Aashana, Karam Aashana Karam Aashana Jindagi Ho Hamaari Hamaari Hamaari, Karam Aashana Jindagi Ho Hamaari Karam Aashana Jindagi Ho Hamaari - 2 Hamesha Rahe Yeh Muhabbat Pujaari - 2 Karam Aashana Jindagi Ho Hamaari, Hamesha Rahe Yeh Muhabbat Pujaari Hame Rakhana Apane Hi Dar Ka Bhikaari, Dar Ka Bhikaari, Dar Ka Bhikaari Dar Ka Bhikaari, Dar Ka Bhikaari Hame Rakhana Apane Hi Dar Ka Bhikaari Ke Yeh Aasmaano Jameen Hai Tumhaari Maula Ali Ho, Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo, Karmava Baanaaye Devo Maula Ali Ho Karmava Baanaaye Devo Maula Ali Karmava Baanaaye Devo Maula Ali, Maula Ali, Maula Ali..........
Back to Film List

About JAHAN-E-KHUSRAU (THE REALM OF THE HEART - LIVE) Songs and Lyrics

Explore the JAHAN-E-KHUSRAU (THE REALM OF THE HEART - LIVE) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JAHAN-E-KHUSRAU (THE REALM OF THE HEART - LIVE).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics