FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JAMES

Read available JAMES lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Hero (Woh Hain Hero)

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Hero (Woh Hain Hero)

james - (woh hero hain hero hain woh hain hero aayega tumko karega zero) - 2 bachke jara khare ko khara bure ko bura james woh hero hain hero hain woh hain hero aayega tumko karega zero bachke jara khare ko khara bure ko bura james khamosh toofan kya jaan hain lakho hazaaro mein pehchaan hain tere liye tera anjaam hain usse bhala kaun anjaan hain (nasha hain ada hain alag hain juda hain ke hero mein heera hain hero mera) - 2 bachke jara khare ko khara bure ko bura james woh hero hain hero hain woh hain hero aayega tumko karega zero bachke jara khare ko khara bure ko bura james

Jaan Hain Tujhpe Jaan Hain

Singer: SONU NIGAM, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Jaan Hain Tujhpe Jaan Hain

main gussa hu tujhs nahi pyar tujhse yeh jhuth hain jaan le agar sach lage to meri jaan le jaan hain tujhpe jaan hain - 4 saanson se saanso ka samjhauta sasta kutch bhi ho lekin tera mera rishta hain khula aasmaan hain nahi hadh koi saamne jaan hain tujhpe jaan hain - 4 tujhpe jaan hain tujhpe jaan yeh aag aaisi hain jo aag bujh jaaye yeh na rukegi bhale saans ruk jaaye yahi daastaan hain tera mera ek naam hain jaan hain tujhpe jaan hain - 4 tujhpe jaan hain tujhpe jaan

Sindoori Aasmaan Hain Sharmaya Sa

Singer: SONU NIGAM, SHWETA PANDIT

Lyrics of Sindoori Aasmaan Hain Sharmaya Sa

sindoori aasmaan hain sharmaya s gunja ek prem raag hain jhankaya sa man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na keh do - 3 hamse pyar hain jaane ja meri ja sindoori aasmaan hain sharmaya sa gunja ek prem raag hain jhankaya sa tujhe chuke jo yeh hawa aa rahi keh kutch yeh rahi saanso mein meri jo basi khushbu hain teri keh do sajan jara tum kahi unkahi man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na keh do - 3 hamse pyar hain jaane ja meri ja sindoori aasmaan hain sharmaya sa gunja ek prem raag hain jhankaya sa mere mann ki duniya hain tujhse hi saji tujhko bahakar layi aankhon ki nami apne lago kabhi tum kabhi ajnabi man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na keh do - 3 hamse pyar hain jaane ja meri ja sindoori aasmaan hain sharmaya sa gunja ek prem raag hain jhankaya sa man mera maane na, kutch bhi yeh jaane na keh do - 3 hamse pyar hain jaane ja meri ja

Suraj Ki Kirno Ki Laali

Singer: SONU NIGAM, SHWETA PANDIT

Lyrics of Suraj Ki Kirno Ki Laali

suraj ki kirno ki laali mein tum h dariya mein phoolo ki kaliyo mein tum ho jaha bhi nazar hain tumhara asar hain sabhi ko pata hain sabhi ko khabar hain tum bekhabar ho hawaao ke narm sarsarahat mein tum ho savere ki meethi gugudahat mein tum ho jaha bhi nazar hain tumhara asar hain sabhi ko pata hain sabhi ko khabar hain tum bekhabar ho leharo se uthti tarango mein tum ho sapno mein ghut ti ummango mein tum ho bighadte bante saat rango mein tum ho khud hi mein machalte patango mein tum ho zabane se mehki bahaaro mein tum ho saanso se dehke sharabo mein tum ho mohabbat ke mehke ishaaro mein tum ho fizzao ghatao nazaaro mein jaha bhi nazar hain tumhara asar hain sabhi ko pata hain sabhi ko khabar hain tum bekhabar ho

Zindagi Jeene Ka Naam Hain

Singer: SHWETA PANDIT

Lyrics of Zindagi Jeene Ka Naam Hain

(zindagi jeene ka naam hain jee l pyar ek jaam hain pyar se pee le) - 2 de khushi le khushi, haske din gujaar de kisika pyar le kisise pyar tu udhar le zindagi jeene ka naam hain jee le pyar ek jaam hain pyar se pee le de khushi le khushi, haske din gujaar de kisika pyar le kisise pyar tu udhar le phir dekh yaha kya kami hain badi hi khubsurat hasin yeh zamin hain (dekh le tu gaur se yeh ek khuli kitaab hain tere har ek sawaal ka chupa yaha jawab hain) - 2 bujhegi na jo woh roshni hain badi khubsurat hasin yeh zameen hain (sun jara o bekhabar jaayegi jaha nazar aayegi tujhe najar ek badi hasin jindagaani) - 2 arey jannat kaha pe dhundni hain badi hi khoobsurat hasin yeh zindagi hain zindagi jeene ka naam hain jee le pyar ek jaam hain pyar se pee le de khushi le khushi, haske din gujar de de kisiko pyar tu kisise pyar tu udhar le
Back to Film List

About JAMES Songs and Lyrics

Explore the JAMES soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JAMES.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics