FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JEET - 1996

Read available JEET - 1996 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Mehboob Jo Dekh Le Ek Nazar

Singer: UDIT NARAYAN, UNKNOWN

Lyrics of Mehboob Jo Dekh Le Ek Nazar

(waadon se nahi yaadon se nahi baaton se nahi pyar milta hai - mehboob jo dekh le ek nazar to dil ko karaar milta hai haan dil ko karaar milata hai) - 2 ye duniya nahi ye khushiya nahi maanga tha tujhe maine rab se - 2 tu saath rahein din raat raahen chaaha tha yahi maine kabse chaaha tha yahi maine kabse waadon se nahi yaadon se nahi baaton se nahi pyar milata hai mehboob jo dekhalein ek nazar to dil ko karaar milata hai haan dil ko karaar milata hai do jism milein ek jaan huyein saanso mein jara doori na rahi - 2 ye yaar mere palbhar ke liye betaabi to jaaye na sahi betaabi to jaaye na sahi (waadon se nahi yaadon se nahi baaton se nahi pyar milata hai mehboob jo dekhalein ek nazar to dil ko karaar milata hai haan dil ko karaar milata hai) - 2

Saanson Ka Chalna

Singer: ALKA YAGNIK, SONU NIGAM

Lyrics of Saanson Ka Chalna

saanson ka chalna dil ka machalna - jiski badaulat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain khwaabon mein aana aake sataana - 2 jiski sharaarat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain saanson ka chalna dil ka machalna - 2 jiski badaulat hain teri mohabbat hain teri mohabbat hain (tere jaisa nahi koi nahi koi meri jaan-e-wafa tera hasna tera chalna nahi dekhi maine aaisi adaa) - 2 ye khushbu ye aankhen ye chehara tu lagti hai kamseen pari main hota agar koi shaayar to karta koi shaayari kesu giraana daaman mein aana - 2 kiski inaayat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain khwaabon mein aana aake sataana - 2 jiski sharaarat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain na na na jaalima na na na na na na tere charche teri yaaden teri baahon mein khoyi rahi tera jalwa nazar mein tha main to jaagi ya soyi rahi meri dhadkano pe likhi hain kahaani teri jaaneja main hone lagi dheere dheere deewaani teri jaaneja is zindagi ko deewaanagi ko - 2 kiski jarurat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain saanson ka chalna dil ka machalna - 2 jiski badaulat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain khwaabon mein aana aake sataana saanson ka chalna dil ka machalna khwaabon mein aana aake sataana jisaki badolat hain teri mohabbat hain o o teri mohabbat hain

Tu Dharti Pe Chaahe Jahaan Bhi Rahegi

Singer: ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN

Lyrics of Tu Dharti Pe Chaahe Jahaan Bhi Rahegi

(tu dharti pe chaahe jahaan bhi rahegi tujhe teri khushbu se pehchaan lunga) - 2 agar band ho jaayegi meri aankhen - 2 tujhe teri dhadkan se pehchaan lunga hamko tumse pyar huva hain jeena dushwaar huva hain tu dharti pe chaahe jahaan bhi rahega tujhe teri khushbu se pehchaan lungi agar band ho jaayengi meri aankhen - 2 tujhe teri dhadkan se pehchaan lungi hamko tumse pyar huva hain jeena dushwaar huva hain (bada sukun hain main dil se tum pe marati hoon main ab kisise nahi bas khud hi se darati hoon) - 2 kiya jo pyar to phir door se machalana kya tadap ke shaamotehar karvatein badalana kya mere jaanu mere jaanam jaaneman jaanejaana jo gujaregi tu meri rehguzar se - 2 tujhe teri aahat se pehchaan lunga hamko tumse pyar huva hain jeena dushwaar huva hain (aa baith paas teri rooh mein utar jaanu nazar ke paas rakhu had se main gujar jaanu) - 2 nazar ka tir hata yu jigar ke paar na kar main bekaraar bahot aur bekaraar na kar mere jaanu mere jaanam jaaneman jaanejaana kabhi chupke lega jo aaghosh mein to - 2 tujhe teri chaahat se pehchaan lungi hamko tumse pyar huva hain jeena dushwaar huva hain tu dharti pe chaahe jahaan bhi rahega tujhe teri khushbu se pehchaan lunga agar band ho jaayengi meri aankhen - 2 tujhe teri dhadkan se pehchaan lungi hamko tumse pyar huva hain jeena dushwaar huva hain
Back to Film List

About JEET - 1996 Songs and Lyrics

Explore the JEET - 1996 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JEET - 1996.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics