FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JHUTHA KAHIN KA

Read available JHUTHA KAHIN KA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jeevan Ke Har Mod Pe

Singer: KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE

Lyrics of Jeevan Ke Har Mod Pe

Ki: (jeevan ke har moD pe mil jaayenge hamsafa jo door tak saath de DhoonDhe usi ko nazar) -2 tu vo hi hai jisko DhoonDhe kab se meri do nigaahen chalte chalte mil jaayengi tere mere dil ki raahen itne baDe is jahaaN men basaayenge ham apnaa chhoTaa saa ghar jeevan ke har moD pe... A: laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa laa jeevan ke har mod pe... A: tan ke pichhe koi bhaage koi tan kaa hai shikaari ho man se man kaa joDnaa to vo hi sachchaa hai pujaari Chorus: (para pa para pa para pa para pa pa pa pa pa pa pa) -3 A: saare shikaari yahaaN par bhi hain in par yakin ab na kar jeevan ke har moD pe... Ki: vo laakhon mein ek hai yaaro, jis ko dil se maine chaahaa A: ho maine thaamaa teraa daaman maine teraa pyaar saraahaa Chorus: (para pa para pa para pa para pa pa pa pa pa pa pa) -3 A: ho ab ek hi raste pe chalenge ham Ki: hai ik hamaari Dagar jeevan ke har moD pe A: para pa para pa para pa Ki: mil jaayenge hamsafar A: para pa para pa para pa Ki: jo door tak saath de A: aa... Ki: DhoonDhe usi ko nazar A: aa... jeevan ke har moD pe ... (Chorus: la la la la la la la A: para pa para pa para pa) -2 Chorus: (la la la la la la la) -2 A: aa...

Jhutha Kahin Ka

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Jhutha Kahin Ka

o ho, haa, jhuThaa kahin ka aa aa aa aa, arey re re re re re re ra ra ( jhuThaa kahin kaa mujhe aisaa milaa jise hai meri vafaaoN se gilaa ) -2 ( o, rooThe tu jab bhii tabhi teri qasam jaan jaaye koi samjahaaye ise ab to zaraa maan jaaye jhuThaa kahin kaa mujhe aisaa milaa jise hai meri vafaaoN se gilaa ) -2 dekhe agar tu pyaar se mujhko haNske main de dooNgi piyaa jaan bhi tujhko o ho ho, dekhe agar tu pyaar se mujhko haNske main de dooNgi piyaa jaan bhi tujhko ho.., honToN pe ghaDi-ghaDi teraa hi bas naam aaye koi samjhaaye ise ab to zaraa maan jaaye jhuThaa kahin kaa mujhe aisaa milaa jise hai meri vafaaoN se gilaa o.., jhuThaa kahin kaa mujhe aisaa milaa jise hai meri vafaaoN se gilaa
Back to Film List

About JHUTHA KAHIN KA Songs and Lyrics

Explore the JHUTHA KAHIN KA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JHUTHA KAHIN KA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics