FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JISM

Read available JISM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Awaarapaan Banjarapaan - III

Singer: M.M. KAREEM

Lyrics of Awaarapaan Banjarapaan - III

Yeh Duniya Hi Jannat Thi Yeh Duniya Hi Jannat Hai Yeh Duniya Hi Jannat Thi Yeh Duniya Hi Jannat Hai Sab Kuch Kho Kar Aaj Yeh Hum Par Bheed Khula Hai Seene Mein

Chalo Tumko Lekar Chale

Singer: SHREYA GHOSAL

Lyrics of Chalo Tumko Lekar Chale

Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mei Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein Deti Sarsarati In Hawaon Ke Sang Aao Paas Mere Aana Sapno Ka Safar Hai Mere Dil Ka Yeh Bhawar Hai Is Mein Doob Jana Zarasa Tanha Chupata Ab Mil Gaya Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein Madham Roshni Hai Aur Chanchal Chandni Hai Chale Aaona Shabnam Si Chuban Hai Aur Mehka Sa Milan Hai Door Jao Na Sahana Sahana Tumhara Sach Ho Gaya Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein Chalo Tumko Lekar Chale Hum Un Fizao Mein Jahan Meetha Nasha Hai Taaron Ke Chaaon Mein

Jaadu Hai Nasha Hai

Singer: SHREYA GHOSAL

Lyrics of Jaadu Hai Nasha Hai

Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Ha Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe Main Khud Ko Chupaao Kahan Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe Main Khud Ko Chupaao Kahan Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan Yeh Pal Hai Apna To Is Pal Ko Jee Le Shwalo Ki Tarha Zarah Chal Ke Jee Le Pal Jhapakte Kho Na Jana Chuke Karlo Yakin Na Jane Yeh Pal Paaye Kahan Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan Baahon Mein Teri Yun Kho Gaye Hai Armaan Dabe Se Jagne Lage Hai Jo Mile Ho Aaj Hum Ko Door Jana Nahin Mitado Saari Yeh Duriyan Jaadu Hai Nasha Hai Madhoshiyan Hai Tujhko Bhulake Aab Jaao Kahan Dekhti Hai Jis Tarah Se Teri Nazrein Mujhe Main Khud Ko Chupaao Kahan

Jadu Hai Nasha Hai - Part 2

Singer: SHREYA GHOSHAL, SHAAN

Lyrics of Jadu Hai Nasha Hai - Part 2

jadu hai nasha hai madhoshiyan ha tujhko bhulake ab jaaun kahaan shama tujhkp khinchti hai aaja parwane meri baahon mein aa jadu hai nasha hai madhoshiyan hai tujhko bhulake ab jaaun kahaan kuchh bhi na samjhe yeh kuchh bhi na maane dil kar raha hai kitne bahane tum ko dekhe tumko chahe iss tarah se kabhi ham ne kisi ko chaha kahaan jadu hai nasha hai madhoshiyan hai tujhko bhulake ab jaaun kahaan lo thaam lo yeh lamhon ke dhaage ham chal pade hai sapnon ke aage rasta yeh hai kathin par iss safar mein kabhi na hongi koi ab duriyaanjadu hai nasha hai madhoshiyan hai tujhko bhulake ab jaaun kahaan shama tujhkp khinchti hai aaja parwane meri baahon mein aa

Shikayat Hai

Singer: ROOP KUMAR

Lyrics of Shikayat Hai

Shikayat Hai Shikayat Hai Shikayat Ha Mujhko Dil Se Yehi Shikayat Hai Shikayat Hai Mujhko Dil Se Yehi Shikayat Hai Shikayat Hai Jo Usko Mil Nahi Sakta Jo Usko Mil Nahi Sakta Kya Uski Chaahat Hai Mujhko Dil Se Yehi Shikayat Hai Shikayat Hai Tukdo Tukdo Mein Mujhse Roz Milne Wale Sun Jab Mukammal Nahin Milna To Koi Khwaab Na Bun Tanha Tanha Hoon Mein Mujhe Teri Zaroorat Hai Mujhko Dil Se Yehi Shikayat Hai Shikayat Hai Yeh Teri Zulfein Teri Aankhen Uff Yeh Tera Pair Hai Aur Khushboo Se Mehekta Hua Yeh Gora Sa Badan Jaanta Hoon Mein Lekin Kisi Gair Ki Amanat Hai Mujhko Dil Se Yehi Shikayat Hai Shikayat Hai Bin Tere Mujhko Zindagi Se Khauff Lagta Hai Kishto Kishto Mein Mar Raha Hoon Roz Lagta Hai Is Liye Mujhko Apni Zindagi Se Nafrat Hai Mujhko Dil Se Yehi Shikayat Hai Shikayat Hai Shikayat Hai Shikayat Hai Shikayat Hai
Back to Film List

About JISM Songs and Lyrics

Explore the JISM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JISM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics