FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JODI NO. 1

Read available JODI NO. 1 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Laal Chunariya

Singer: SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Laal Chunariya

--MALE- (Dil dhak dhak karta hai re Tujhpe hi marta hai re Sun kya kya kehta hai re) - 2 O mere sona, hai roop salona Tera kya kehna re Laal chunariya waali pe dil aaya re Arre laal chunariya waali pe dil aaya re Dil dhak dhak karta hai re Tujhpe hi marta hai re Sun kya kya kehta hai re O mere sona, hai roop salona Tera kya kehna re Laal chunariya waali pe dil aaya re Arre laal chunariya waali pe dil aaya re --FEMALE-- La la la la laa la la la laa - 2 --MALE-- Oh, jab chaand sanam chhat pe aaye Teri yaad mujhe tadpaa jaaye Jab chand sanam chhat pe aaye Teri yaad mujhe tadpaa jaaye --FEMALE-- Yaadon mein hi rehna gum Taarein ginta rehna tum Khayaalon ke laddu khaate rehna tum, haan Khayaalon ke laddu khaate rehna tum --MALE-- O maine laddu bantwaana, maine band bajwaana Tainu pyaar sikhaana re Laal chunariya waali pe dil aaya re Arre laal chunariya waali pe dil aaya re Karle karle pyaar karle re, o saloni pyaar karle re - 2 --FEMALE-- La la la la, la la la ra la, la la la la la - 2 --MALE-- (Kya cheez hai tu, kya lagti hai Kya adaa hai yeh, kya masti hai) - 2 --FEMALE-- Mastiyaan lutaaoongi, adaayein dikhaaoongi Par main teri baaton mein naa aaoongi, haan Par main teri baaton mein naa aaoongi --MALE-- O tainu kangana pehndaana, tainu dholi mein baithaana Tainu angana mein laana re Laal chunariya waali pe dil aaya re Arre laal chunariya waali pe dil aaya re Dil dhak dhak karta hai re Tujhpe hi marta hai re Sun kya kya kehta hai re O mere sona, hai roop salona Tera kya kehna re Laal chunariya waali pe dil aaya re Arre laal chunariya waali pe dil aaya re --FEMALE-- Dil dhak dhak karta hai re Tujhpe hi marta hai re Sun kya kya kehta hai re O mere sona, hai pyaar salona Tera kya kehna re...

Main mast kudi

Singer: SUNIDHI CHAUHAN AND SONU NIGAM

Lyrics of Main mast kudi

--FEMALE- Main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai Hai, main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai Main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai Main bhi haseen, tu bhi zabardast munda hai Main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai - 2 Main bhi haseen, tu bhi zabardast munda hai Main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai - 2 Tujhse nazar ladi khushboo se kudi Tune chhuaa to roop ki masti chhalak padi --MALE-- Ae meri phuljhadi, ruk jaa tu ek ghadi Yeh dil fisal gaya mera, chikni hai tu badi - 2 --FEMALE-- Baatein naa banaa --MALE-- Hoi hoi, ho ho hoi --FEMALE-- Baatein banaa raha hai, bada chust munda hai - 2 Main bhi haseen, tu bhi zabardast munda hai Main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai - 2 --MALE-- Yeh husn ka dariya, chhalka hua nasha Main tujhpe fidaa ho gaya, honton se tu pilaa --FEMALE-- Kya khoob jamegi dono ki yeh jodi --MALE-- Kya khoob jamegi dono ki yeh jodi Chaahat ke faisle mein abhi dair hai thodi --FEMALE-- Dil chheen liya Dil chheen liya tune, bada sakht munda hai - 2 Main bhi haseen, tu bhi haseen Main bhi haseen, tu bhi zabardast munda hai Main mast kudi, tu bhi mast mast munda hai - 2

Teri bindiya udaake le gayi

Singer: ABHIJEET AND SUNIDI CHAUHAN

Lyrics of Teri bindiya udaake le gayi

--MALE- Teri bindiya udaake le gayi meri nindiya Teri bindiya udaake le gayi meri nindiya Haan, haan, haan teri bindiya udaake le gayi meri nindiya Main jaag raha hoon, so gaya saara India --FEMALE-- Meri bindiya udaake le gayi tere nindiya Oh meri bindiya udaake le gayi tere nindiya Tu jaag raha hai, so gaya saara India --MALE-- Eh teri bindiya udaake le gayi meri nindiya --FEMALE-- Meri bindiya udaake le gayi tere nindiya --MALE-- (Meri jaan kisi ki jaan ko jaate dekha hai Main jaan lutaa doonga tujhpe yeh socha hai) - 2 --FEMALE-- Tu ek luteraa hai, dil tune lutaa hai Main kya jaanoon tu sachcha hai ke jhootha hai --MALE-- Tune kar liya qaabu, jaadu mujhpe kiya kiya - 2 Main jaag raha hoon, so gaya saara India --FEMALE-- Oye oye oye, meri bindiya udaake le gayi tere nindiya Meri bindiya udaake le gayi tere nindiya --MALE-- (Maine jab se diya hai jaaneman yeh dil tujhko Mujhe teri kasam hai chain nahin ek pal mujhko) - 2 --FEMALE-- Haalat mere bhi kuch kuch tere jaisi hai Bechain bada karte hai, mohabbat kaisi hai --MALE-- Ab kya darna, jab pyaar kiya to kiya kiya - 2 Main jaag raha hoon, so gaya saara India Teri bindiya udaake le gayi meri nindiya --FEMALE-- Meri bindiya udaake le gayi tere nindiya
Back to Film List

About JODI NO. 1 Songs and Lyrics

Explore the JODI NO. 1 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JODI NO. 1.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics