FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JOSHILAA

Read available JOSHILAA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ae Saheli Re Aana

Singer: ASHA BHOSLE, KISHORE KUMAR

Lyrics of Ae Saheli Re Aana

ae saheli re aan hmm..(dil mein jo baaten hain aaj chalo hum keh de - 2) kal ka bharosa kya aaon isi dum keh de ha thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh de poori hi samajh lena chahe kutch jara kam keh de thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh de aankhon ne chaha dil ne saraha, par main zubaan se nahi keh paayi dil ki kahani dil mein rahi toh, mit na sakegi kabhi tanhaai ho khwaabonmein tumko har baat kehadi, aise bataate hue sharmaaii dil mein jo baaten hain aaj chalo hum keh de kal ka bharosa kya aaon isi dum keh de ha thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh de poori hi samajh lena chahe kutch jara kam keh de ae saheli re aana jee na jalaaon nazdeek aaon, hum chahaten hai tumhe apanaana badhane lagi hai seene ki dhadkan, aage na aana wahi ruk jana na tum paraayee na hum paraaye, apnon se kaisa bhala sharmana miltehi mujhko apne hi lage tum, kab maine jana tumhe begana dil mein jo baaten hain aaj chalo hum keh de kal ka bharosa kya aaon isi dum keh de ha thodi humein mohlat do aaise kaise hum keh de poori hi samajh lena chahe jara kam keh de ae saheli re aana

Kaap Rahi Main

Singer: AASHA BHOSLE

Lyrics of Kaap Rahi Main

kaanp rahi main abhi zara tham jaanam baaki hai raat abhi haanf rahi main le loon zara dam jaanam na kar ye baat abhi toone, o re mere jaani jo hai ji mein thaani usase daroon main, daroon main tu jo, paas mere aaye jaan meri jaaye aahen bharoon main jaane de re, rok zara haath abhee abhee, gul hain deeye saare paas a ja pyaare ban ja deewaanaa, deewaana zaraa, mast main bhi ho loon to ye tujhe boloon tu hai nishaana main bhi hoon, tu bhi hai saath abhee

Kiska Rasta Dekhe Aye Dil Aye Saudaai

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Kiska Rasta Dekhe Aye Dil Aye Saudaai

Kiska Rasta Dekhe Aye Dil Aye Saudaa Meelon Hai Khamoshi Barson Hai Tanhaee Bhooli Duniya Kabhiki Tujhe Bhi Mujhe Bhi Phir Kyon Aankh Bhar Aayee Koi Bhi Saaya Nahin Raahon Mein Koi Bhi Aayega Na Baahon Mein Tere Liye Mere Liye Koi Nahin Ronewala Jhoota Bhi Naata Nahin Chaahon Mein Tu Hi Kyon Dooba Rahe Aahon Mein Koi Kisi Sang Mare Aaisa Nahin Honewala Koi Nahin Jo Yoon Hi Jahan Mein Baate Peer Parayee Kiska Rasta Dekhe Aye Dil Aye Saudaai... Tujhe Kya Beeti Hui Raaton Se Mujhe Kya Khoi Hui Baaton Se Sej Nahin Chita Sahi Jo Bhi Mile Sona Hoga Gai Jo Dori Chhooti Haathon Se Lena Kya Toote Hue Saathon Se Khushi Jahan Maangi Toone Wahin Mujhe Rona Hoga Na Koi Tera Na Koi Mera Phir Kiski Yaad Aai Kiska Rasta Dekhe Aye Dil Aye Saudaai...

Sharma Na Yun Ghabra Na Yun

Singer: ASHA BHOSLE, DEV ANAND

Lyrics of Sharma Na Yun Ghabra Na Yun

sharma na yun ghabra na yun parda kiye yeh raat hain - tarana dhadkan ka na seene mein daba na koi jaanega yeh aapas ki baat hain, hai na sharma na yun ghabra na yun parda kiye yeh raat hain tarana dhadkan ka na seene mein daba na daba, na daba na koi jaanega yeh aapas ki baat hain, bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye yeh raat hain hm chup kyon ho nahi toh, khoy ekhoye se kyon ho nahi toh phir kutch bolo na kya bolu (khoya khoya kyon hain har khushi hain teri phool se jism ki taajgi hain teri) - 2 yeh tohfaa gulsahn ka na paake yun gawa ke ab jo bhi ahin sab tere haath hain, hain na haa sharma na yun arey na na ghabra na yun parda kiye yeh raat hain tum nahi piyogi main nahi peeta sirf ek ghoot sirf ek ha meri khaatir, aapki khaatir (pyasa pyasa kyun hain aisah ka jaam le main tuhje thaam lyuu tu mujhe thaam le) - 2 bahana bholepan ka banake na sata na sata ke badi mushkil se phir aati yeh raat hai, bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye yeh raat hain tarana dhadkan ka na seene mein daba na daba na koi jaanega yeh aapas ki baat hain, bolo na sharma na yun arey re ghabra na yun parda kiye yeh raat hain
Back to Film List

About JOSHILAA Songs and Lyrics

Explore the JOSHILAA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JOSHILAA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics