FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JUNGLEE

Read available JUNGLEE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ayayaya Karun Mein Kya Sukoo

Singer: MOHD RAFI

Lyrics of Ayayaya Karun Mein Kya Sukoo

aai aai yaa sukoo suko aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo (2) ho gaya dil mera sukoo sukoo aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo koyi mastana kahe koyi deewana kahe koyi parwana kahe jalne ko beqarar chahat ka mujh pe asar main duniya se bekhabar chalta hoon apni dagar manzil hai meri pyaar aai aai yaa sukoo sukoo aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo ho gaya dil mera sukoo sukoo aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo aai aai yaa sukoo sukoo chonko mat aye doston yoon hi mujhse mat daro mere bhole pyaar ko naadaani na samjho haathon mein jo haath hai jeevan bhar ka saath hai seedhi saadi baat hai kahaani na samjho aai aai yaa sukoo sukoo aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo ho gaya dil mera sukoo sukoo aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo meri aankhon mein nasha meri baaton mein nasha meri saanso mein nasha behka main bin peeye ghutati ghutati bebasi sehmi sehmi har ghadi bin chahat ka zindagi jeeta main kiss liye aai aai yaa sukoo sukoo aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo ho gaya dil mera sukoo sukoo aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo aai aai yaa karoon main kya sukoo sukoo aai aai yaa sukoo sukoo, aai aai yaa sukoo sukoo

Chahe Koyi Mujeh Jungle Kahe

Singer: MOHD RAFI

Lyrics of Chahe Koyi Mujeh Jungle Kahe

yahoo! yahoo (chaahe koyi mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe hum pyaar ke toofaanon mein gire hai, hum kya kare) (2) chaahe koyi mujhe junglee kahe yahoo! yahoo! (mere seene mein bhi dil hai, hai mere bhi kuch armaan mujhe patthar to na samjho, main hoon aakhir ek insaan) (2) raah meri wohi jiss pe duniya chali (2) chaahe koyi mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe hum pyaar ke toofaanon mein gire hai, hum kya kare chaahe koyi mujhe junglee kahe yahoo! yahoo! (sard aahen keh rahi hai, hai yeh kaisi balaa ki aag sote sote zindgaani ghabara ke uthi hai jaag) (2) main yahaan se wahaan jaise yeh aasmaan (2) (chaahe koyi mujhe junglee kahe, kehne do jee kehta rahe hum pyaar ke toofaanon mein gire hai, hum kya kare) (2) chaahe koyi mujhe junglee kahe yahoo! yahoo!

Din Sara Guzara Tere

Singer: MOHD RAFI, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Din Sara Guzara Tere

Lata: din saara guzaraa tore angana ab jaane de mujhe more sajanaa mere yaar shabbaa khair (2) ho mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair Rafi: aasaan hai jaana mehfil se ho kaise jaaoge nikal kar dil se mere yaar shabbaa khair (2) hoye mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main (2) aayi birhaa ki raat ab batlaade kya karoon main (2) yaad aayegi yeh baatein tumhaari tadpegi mohabbat hamaari mere yaar shabbaa khair (2) hoye mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair Lata: din saara guzaraa tore anganaa ab jaane de mujhe more sajanaa mere yaar shabbaa khair (2) ho mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair main dharti tu aasmaan meri hasti pe chha gaya tu (2) seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu (2) ab rehne de nigaahon mein masti ho basaa le mere khwaabo ki basti mere yaar shabbaa khair (2) ho mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair Rafi: hoye mere yaar shabbaa khair mere yaar shabbaa khair Lata: mere yaar shabbaa khair (2)

Ehesaan Tera Hoga Mujh Par

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Ehesaan Tera Hoga Mujh Par

(ehsaan tera hoga mujh par dil chahta hai woh kehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palko ki chaav mein rehne do) (2) ehsaan tera hoga mujh par tumne mujhko hasna sikhaaya ho (2) rone kahoge ro lenge ab (2) aansoo ka hamaare gham na karo woh behte hai to behne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palko ki chaav mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par chaahe banaa do chaahe mitaa do hoo aaaa (2) mar bhi gaye to denge duvaayen (2) udd udd ke kahegi khaak sanam yeh dard-e-mohabbat sehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palko ki chaav mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par dil chahta hai woh kehne do mujhe tumse mohabbat ho gayi hai mujhe palko ki chaav mein rehne do ehsaan tera hoga mujh par
Back to Film List

About JUNGLEE Songs and Lyrics

Explore the JUNGLEE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JUNGLEE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics