FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JURM

Read available JURM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jab koi baat bigad jaaye

Singer: KUMAR SANU & SADHANA SARGAM

Lyrics of Jab koi baat bigad jaaye

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaay Tum dena saath mera o humnawaaz Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaaz Tum dena saath mera o humnawaaz Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath Tum magar andheron mein na chhodna mera haath Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath Tum magar andheron mein na chhodna mera haath Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaaz Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaaz Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaaz Tum dena saath mera o humnawaaz

Meri Chahto ka Samunder To Dekho

Singer: ABHIJEET, ALKA YAGNIK

Lyrics of Meri Chahto ka Samunder To Dekho

Ishq bhi meharbaa Husn bhi meharbaan Dil mere bas main kaha Ha re ha re ha Meri chahto ka samundar to dekho - 3 mujhe bhi kabhi apna kahkar to dekho - 3 dhadkanai jab khili do dishayein mili roshan hua yeh jahan ha re ha re ha mohabbat ki hadh se gujar kar to dekho - 3 samundar ko baahon main bhar kar to dekho - 3 Ishq bhi meharbaab Husn bhi meharbaan Dil mere bas main kaha ha re ha re ha Mausam mohabbat ke chahat ke ikraar ke mere lahu main utarte rahein saanson ne ro ro ke mangi hai rab se dua markar bhi tumpar marte rahe ek saath hum rahenge ek saath hum kahenge saanson ne saason par likhdi jo daastan ha re ha re haaa... kabhi mere dil main utarkar to dekho - 3 tum iss aaine main savarkar to dekho - 3 khwaabon main rehate ho rag rag main behate ho tum chaye dil par badal ho tum hothon main haste ho aankhon main baste ho tum meri umango ki hulchul ho tum khamoshiyon ke dharein karne lage ishaare aankhon ne aankhon ko de di hai ek jubaa ha re ha re ha kabhi door ek pal bhi rahkar bhi dekho - 3 kabhi jaan doongi kahkar to dekho - 3 Meri chahto ka samundar to dekho - 3 mujhe bhi kabhi apna kahkar to dekho - 3 mohabbat ki hadh se gujar kar to dekho - 3 samundar ko baahon main bhar kar to dekho - 3
Back to Film List

About JURM Songs and Lyrics

Explore the JURM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JURM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics