FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JUSTJOO

Read available JUSTJOO lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aarjoo Justjoo Sirf Tu Tu Hi Tu

Singer: KUNAL GANJAWALA

Lyrics of Aarjoo Justjoo Sirf Tu Tu Hi Tu

(aarjoo, justjoo, sirf tu, tu hi tu - tere siva kaun mera, meri tu, tu hi tu - 2) - 2 aarjoo, justjoo, sirf tu, tu hi tu (khaabon mein, yaadon mein, dhadkan mein, saanson mein har lamha har pal hai tu dil jispe waara hai, jaan se jo pyaara hai ae ??? pyaar tu) - 2 tere bina kaise rahoon, meri tu, tu hi tu - 2 aarjoo, justjoo, sirf tu, tu hi tu (baago bahaaron mein, galiyon sitaaron mein hai har nazaaron mein tu jispe dil aaya hai, dil ko jo bhaaya hai tu ik hazaaron mein tu) - 2 aur main kya kahoon, meri tu, tu hi tu - 2 aarjoo, justjoo, sirf tu, tu hi tu - 2 tere siva kaun mera, meri tu, tu hi tu - 2

Aawaara Paagal Hawa Ka Jhonka

Singer: ARNAV CHAKRAVORTY

Lyrics of Aawaara Paagal Hawa Ka Jhonka

(aawaara paagal hawa ka jhonk yeh shaayaraana deewaana dil hai)- 2 tumhaari yaadon mein uljha baitha hamaara dil toh deewaana dil hai (aawaara paagal hawa ka jhonka yeh shaayaraana deewaana dil hai) - 2 (jhatak ke julfein giraayi bijali nazar churaake kyun ja rahe ho) - 2 (kareeb aao toh hum bhi ji le tadap raha jo deewaana dil hai) - 2 aawaara paagal hawa ka jhonka yeh shaayaraana deewaana dil hai (jhukaayi palkein toh raat aayi uthaake palkein subah bulaayi) - 2 tere ishaaron ka aisa jaadu dhadak raha jo deewaana dil hai (aawaara paagal hawa ka jhonka yeh shaayaraana deewaana dil hai) - 2 (tu saamane aa didaar karloon bharosa saanson ka kuchh nahi) - 2 (ghazal hamaari labon se chhu lo machal raha jo deewaana dil hai) - 2 (aawaara paagal hawa ka jhonka yeh shaayaraana deewaana dil hai) - 2

Bholi Baatein Sharam Ka Parada Maujon Ki Rawaanisi

Singer: ARNAV CHAKRAVORTY

Lyrics of Bholi Baatein Sharam Ka Parada Maujon Ki Rawaanisi

(bholi baatein, sharam ka parada, maujon ki rawaanisi - mere khaabon mein aaye jaaye - 2, ladaki ek deewaanisi) - 2 bholi baatein, sharam ka parada, maujon ki rawaani si (husn ko usake sajada karuun main, aur kisiko kya jaanu maan liya hai usakohi sab kuchh, aur kisi ko kya maanu)- 2 kisso mein woh, usakahi charcha, baaki baat puraanisi mere khaabon mein aaye jaaye - 2, ladaki ek deewaanisi bholi baatein, sharam ka parada, maujon ki rawaani si (aasmaan, jameen, chaand, taare, sabke sab hai usape fida koi kahin us jaisa nahi hai, sabse alag woh, sabse juda) - 2 roop salona, nain kitaabi, prem ki kahaanisi mere khaabon mein aaye jaaye - 2, ladaki ek deewaanisi bholi baatein, sharam ka parada, maujon ki rawaani si - 2

Husn Dekhe Hai Bahot Chehare Dekhe Hai Kayi

Singer: ARNAV CHAKRAVORTY

Lyrics of Husn Dekhe Hai Bahot Chehare Dekhe Hai Kayi

(husn dekhe hai bahot, chehare dekhe hai kay koyi aisa nahi dekha, tere jaisa nahi dekha) - 2 palkon pe bund si theari, jaise gehna ho sharam ka bolate hoto ki kanpan, (jaise gehna ho sharam ka - 2) parada karate hai bahot, sharm karate hai kabhi koyi aisa nahi dekha, tere jaisa nahi dekha husn dekhe hai bahot, chehare dekhe hai kayi koyi aisa nahi dekha, tere jaisa nahi dekha teri hai chaal mein chamcham, paayaliya kya karegi tere hai bol mein sargam, (baasuriya kya karegi - 2) geet sunate hai bahot, gazal kehate hai kayi koyi aisa nahi dekha, tere jaisa nahi dekha husn dekhe hai bahot, chehare dekhe hai kayi koyi aisa nahi dekha, tere jaisa nahi dekha jism koyi jaadu ho jaise, nazare hatati hi nahi ??? julfon ki ghataaye (dil se chhatati hi nahi - 2) roop dekhe hai bahot, rang dekhe hai kayi koyi aisa nahi dekha, tere jaisa nahi dekha husn dekhe hai bahot, chehare dekhe hai kayi koyi aisa nahi dekha, tere jaisa nahi dekha

Patta Patta Rutha Baitha

Singer: KUNAL GANJAWALA

Lyrics of Patta Patta Rutha Baitha

(patta patta rutha baith undar tak main??? tuta baitha tujhe pukaaru aaja aaja chhodake tu na ja na ja yeh jameen chup, aasamaan gum?? tanaha tadapu naaja aaja) - 2 (jabse tu mujhse khafa hai jism mein mere jaan kahaan hai) - 2 kyun yeh doori, kya majboori - 2 kyun yeh aalam bewafaa patta patta rutha baitha undar tak main??? tuta baitha tujhe pukaaru aaja aaja chhodake tu na ja na ja yeh jameen chup, aasamaan gum?? tanaha tadapu naaja aaja (mujhse huyi kya bhul bata de dard-e-dil ki koyi dawa de)- 2 kaise jiyuun, kyun main jiyuun - 2 jine koyi wajah de (patta patta rutha baitha undar tak main??? tuta baitha tujhe pukaaru aaja aaja chhodake tu na ja na ja yeh jameen chup, aasamaan gum?? tanaha tadapu naaja aaja) - 2

Raat Ki Baat Mulaakaat Woh Barsaat Ka Darr

Singer: ARNAV CHAKRAVORTY

Lyrics of Raat Ki Baat Mulaakaat Woh Barsaat Ka Darr

raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr - shukriya mausam-e-haalat teri baahon ka darr?? raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr raat ki baat (aaj bhi yaad hai simati huyi sardi ki tarah tera aaghosh mein aana dil mein dhadkan ki tarah) - 2 ?? thikaan woh barsaat ka darr raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr shukriya mausam-e-haalat teri baahon ka darr?? raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr - 2 (daud kar aayi subah tujhko lene ke liye bhatakati saanson ne puchcha bichhad ke kaise jiye) - 2 sulagate dard ki garmi, woh barsaat ka darr shukriya mausam-e-haalat teri baahon ka darr?? raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr shukriya mausam-e-haalat teri baahon ka darr?? raat ki baat, mulaakaat, woh barsaat ka darr raat ki baat
Back to Film List

About JUSTJOO Songs and Lyrics

Explore the JUSTJOO soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JUSTJOO.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics