FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KABHI TO NAZAR MILAO (ALBUM)

Read available KABHI TO NAZAR MILAO (ALBUM) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bheegi Bheegi Raaton Mein

Singer: ADNAN SAMI

Lyrics of Bheegi Bheegi Raaton Mein

Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na - Aisi barsaaton mein aao na Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na Ho, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na Aisi barsaaton mein aao na Oh, aisi barsaaton mein aao na Dhadkanon mein aa gaya hai Ek nagma tere pyaar ka Jaise koi sur mila ho Dil ke taar se dil ke taar ka Pal ki hansi mein Yunhi dillagi mein yeh dil gaya Hamein kya mila hai Tumhe to mera dil bhi mil gaya Leke pyaar aanhkon mein Leke pyaar aankhon mein aao na Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na Ho, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na Aisi barsaaton mein aao na Ho, aisi barsaaton mein aao na, aao na Aa rahi hai teri yaadein Dil mera phir beqaraar hai Tum milogi, haan milogi Dil ko mere aitbaar hai Khuli hai yeh baahein Dekhe yeh nigaahein rasta tera Zara muskuraake phir se dikha de vohi adaa Ya to meri yaadon mein Ya to meri yaadon mein aao na Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na Oh, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na Aisi barsaaton mein aao na Ho, aisi barsaaton mein aao na, aao na, na na na

Kabhi To Nazar Milao

Singer: ADNAN SAMI

Lyrics of Kabhi To Nazar Milao

--MALE- Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2 Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 --FEMALE-- Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2 Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 (Humne tumko dekhte hi dil diya Tum bhi socho tumne humse kya kiya) - 2 Tumne kya kiya, kya kiya Mera dil na todo, kabhi dil se dil milaa lo Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 --MALE-- Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2 Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 (Dil yeh chaahe teri zulfein choom loon Sochta hoon aur tumse kya kahoon) - 2 Tumse kya kahoon, kya kahoon Koi faislaa do, kabhi to gale lagaao Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 2 --FEMALE-- Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao - 2 Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao --CHORUS-- Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane - 7 --FEMALE-- (Tumhaare deewane, deewane, deewane) (Deewane, tumhaare deewane, deewane) (Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane)

Lift Karadey

Singer: ADNAN SAMI

Lyrics of Lift Karadey

Teri oonchi shaan hai maul Meri arzi maan le maula Tu hai sab kuch jaanne waala Main hoon tera maanne waala Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Teri oonchi shaan hai maula Meri arzi maan le maula Tu hai sab kuch jaanne waala Main hoon tera maanne waala Bangla motor car dila de Ek nahin do chaar dila de Mujhko aeroplane dila de Duniya bhar ki sair kara de Kaise kaison ko diya hai Aise vaison ko diya hai Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Dollar de ya pound de de - 2 Cash de de, check bana de Dirham-o-dinaar de de Dollar de ya pound de de - 2 Cash de de, check bana de Dirham-o-dinaar de de Koi chhapad phaad maula Apni jaibain jaad maula Ab to mujhko maal de de Aur na ab dhaal de de Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Bangla motor car dila de Ek nahin do chaar dila de Kaise kaison ko diya hai Aise vaison ko diya hai Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Sona de ya chaandi de de - 2 Heere de de, moti de de Noton ki barsaat kar de Sona de ya chaandi de de - 2 (Heere de de, moti de de Noton ki barsaat kar de) - 2 Tune khud hi to kaha hai Deta hoon jo maangta hai Kab se banda maang raha hai Kab se line mein khada hai Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Mujhko aeroplane dila de Duniya bhar ki sair kara de Kaise kaison ko diya hai Aise vaison ko diya hai Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Teri oonchi shaan hai maula Meri arzi maan le maula Tu hai sab kuch jaanne waala Main hoon tera maanne waala Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Bangla motor car dila de Ek nahin do chaar dila de Mujhko aeroplane dila de Duniya bhar ki sair kara de
Back to Film List

About KABHI TO NAZAR MILAO (ALBUM) Songs and Lyrics

Explore the KABHI TO NAZAR MILAO (ALBUM) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KABHI TO NAZAR MILAO (ALBUM).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics