FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KAHAN SE AAYE BADARVA

Read available KAHAN SE AAYE BADARVA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaj Suhaag Ki Raat Chanda Tum Ugiyon

Singer: REKHA RAO

Lyrics of Aaj Suhaag Ki Raat Chanda Tum Ugiyon

aaj suhaag ki raat chanda tum ugiyon - angana mein ugiyon - 2, mandava mein ugiyon aaj suhaag ki raat chanda tum ugiyon - 2 aaj chaliyon gaanv hamare, tohari galiyaan chhodake - 2 bhul jaiyon, chali aiyon, ??? bagiyaan ??? aaj chaliyon gaanv hamare, tohari galiyaan chhodake main phulwan ki sidiyaan bichhaayi rakhi - 2 maine motiyan ki bindiyaan sajaayi rakhi milan ki hai raat chanda - 2, tum ugiyon aaj suhaag ki raat chanda tum ugiyon maine dil mein do batiyaan chhupaayi rakhi - 2 maine honton ko sike dabaaye rakhi khushi ki hai raat chanda - 2, tum ugiyon aaj suhaag ki raat, chanda tum ugiyon angana mein ugiyon - 2, mandava mein ugiyon aaj suhaag ki raat chanda tum ugiyon - 2

Kahaan Se Aaye Badarva, Bairi

Singer: SADHANA SARGAM

Lyrics of Kahaan Se Aaye Badarva, Bairi

kahaan se aaye badarva, bairi - kahaan se aaye badarva...... laaye yaad piya ki - 2, badarva kahaan se aaye badarva, bairi - 2 pyaasi dharati nain bichhaye - 2 tadap tadap ke (bulaaye badrva - 2) kahaan se aaye badarva, bairi kahaan se aaye badarva...... palakan mein asuvan ki ladiyaan - 2 take raah saajan ki badarva - 2 saajan ki badarva kahaan se aaye badarva, bairi kahaan se aaye badarva...... sukhein honth aur khaali pyaale - 2 roj pukaare (kaare badrva - 2) kahaan se aaye badarva, bairi kahaan se aaye badarva...... laaye yaad piya ki - 2, badarva kahaan se aaye badarva, bairi - 2

Tarpat Tarpat Din Bita Hai

Singer: USTAD ASLAM KHAN

Lyrics of Tarpat Tarpat Din Bita Hai

aa aa aa aa aa.... tarpat tarpat din bita hai - 2 ro ro nain bitaayi ratiyaan - 2 tarpat tarpat.... (tarpat tarpat din bita hai- 2) dhak dhak dhak mora jiara dhadkein, dhadkein, dhadkein e e e.... dhak dhak dhak mora jiara dhadkein kaase kahu main (mann ki batiyaan - 2) tarpat tarpat din bita hai - 2 sukhein sukhein adhar hain pyaase, pyaase, pyaase..... sukhein sukhein adhar hain pyaase niras jivan, (nirjal ankhiyaan - 2) tarpat tarpat din bita hai - 2 kar kar karam thake kar more - 2 bhaag bina bhai?? kaisi gatiyaan - 2 tarpat tarpat.... (tarpat tarpat din bita hai- 2) pag pag laage thokar pagma, pagma, pagma aa aa aa..... pag pag laage thokar pagma har pag par ??? ??? - 2 tarpat tarpat din bita hai - 2 ro ro nain bitaayi ratiyaan - 2 tarpat tarpat.... (tarpat tarpat din bita hai- 2)
Back to Film List

About KAHAN SE AAYE BADARVA Songs and Lyrics

Explore the KAHAN SE AAYE BADARVA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KAHAN SE AAYE BADARVA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics