FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KAILASA

Read available KAILASA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Albela Saajan Mera

Singer: KAILASH KHER

Lyrics of Albela Saajan Mera

jogan ban ban ghoomu bairagan ban ban ghoomun ha main teri chaukhat choomu main teri aur tu mera albela saajan mera - 2 albela saajan saajan mera albela saajan mera uski hui deewani duniya se hui begaani kyon hain duniya anjaani tu mera dilbar jaani manmohak chehra tera albela saajan mera - 2 albela saajan saajan mera albela saajan mera main banwariya ha banwariya main baanwariya baanwariya baanwariya ho jaaun main sajana sajana gaaun main kaise usse rijhaaun bas sajana ..... main sajana sajana gaaun main kaise usse rijhaaun yun pyar mein na marr jaaun jab ishq anokha mera albela saajan mera - 2 albela saajan saajan mera albela saajan mera tujhmein mujhmein koi farak nahi jab tu hain toh phir main kaisi teri surat rab di surat ve - 2 tujhmein mujhmein koi farak nahi jab tu hain toh phir main kaisi teri surat rab di surat ve - 2 koi surat nahi teri jaisi bas ?? na paya tera albela saajan mera...

Kaise Main Kahu Ke Mujhe Ishq Huan Hain

Singer: KAILASH KHER

Lyrics of Kaise Main Kahu Ke Mujhe Ishq Huan Hain

yahaan vahaan jahan tahan udti phiru - kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain yahaan vahaan jahan tahan udti phiru kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain dhadke yeh zor zor bhadke yeh chaaron aur woh kay jaane chit chot woh hain chanda main chakor dhadke yeh zor zor bhadke yeh chaaron aur woh kay jaane chit chot woh hain chanda main chakor bhole bhale matwale dil ka kya karu - 2 kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain logon se suna hain mujhe ishq huaan hain dharti pe aajkal paanv na dharu - 2 kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain logon se suna hain mujhe ishq huaan hain Saari saari raat aur saara saara din har ghadi har pal pal chhin chhin Saari saari raat aur saara saara din har ghadi har pal pal chhin chhin ulti seedhi behki behki baaten main karu - 2 kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain logon se suna hain mujhe ishq huaan hain chanda ko rijhaaun kabhi taaron ko rijhaaun main apane piya ko lekin sabse chhupaun main chanda ko rijhaaun kabhi taaron ko rijhaaun main apane piya ko lekin sabse chhupaun main unko padi hai kya main jiyu ya maru - 2 kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain logon se suna hain mujhe ishq huaan hain yahaan vahaan jahan tahan udti phiru - 2 dharti pe aajkal paanv na dharu kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain logon se suna hain mujhe ishq huaan hain kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain logon se suna hain mujhe ishq huaan hain mho mujhe ishq huaan hain....

Main Toh Tere Pyar Mein Deewana Ho Gaya

Singer: KAILASH KHER

Lyrics of Main Toh Tere Pyar Mein Deewana Ho Gaya

main toh tere pyar mein deewana ho gaya - dilruba yeh bata kya karu tere siva main toh tere pyar mein deewana ho gaya - 2 aa~ ... dasne lagi hain mujhe kyon yeh tanhaaiyan har pal main dekhu bas teri parchhaiyaan rab di kasam main toh jaana tere pyar mein bhale marr jaaun par sahu na judaaiyaan jaanejaa meharbaan bin tere jaaun kaha main toh tere pyar mein deewana ho gaya - 2 dilruba yeh bata kya karu tere siva main toh tere pyar mein deewana ho gaya rog yeh anokha mila mujhe tere pyar mein tadpu main tere bin ghadi ghadi palchhin uljha ke chhoda tune isi rozgaar mein tu bata jaanejaa vaasta pyar ka main toh tere pyar mein deewana ho gaya - 2 dilruba yeh bata kya karu tere siva main toh tere pyar mein deewana ho gaya main deewana ho gaya ho deewana ho gaya ha deewana

Tauba Tauba Tauba Uff

Singer: KAILASH KHER

Lyrics of Tauba Tauba Tauba Uff

(tauba tauba tauba uff) - (tauba tauba re teri soorat bhasha alla de teri soorat) -2 tanu jene vala rab ne banaya mera yaara dil tara dis rab ta nazara (uff tauba tauba tauba) - 2 tauba tauba re teri soorat bhasha alla de teri soorat tanu jene vala rab ne banaya mera yaara dil tara dis rab ta nazara uff tauba tauba tauba uff tauba tauba tauba uff tu chod jahan bi bathein jage choota he pagal hain teri binaa asari duniya ek veera nachan jangal hain tere sanga sanga dolu teri khushabu me dolu ang anga ranga langa ranga sara (uff tauba tauba tauba) - 2 tu kaahf yah hai tauba gakhani hei yeh koi maaya hai tu nachti nach na nachave tuje koi samaj na paya teri nazaro ki daath diki dikiye ke paat jo bee deke waqt naya nazar wala (uff tauba tauba tauba) - 2 (tauba tauba re teri soorat bhasha alla de teri soorat) -2 tanu jene vala rab ne banaya mera yaara dil tara dis rab ta nazara (uff tauba tauba tauba) - 2 (tauba tauba re teri soorat bhasha alla de teri soorat) -2 tanu jene vala rab ne banaya mera yaara dil tara dis rab ta nazara (uff tauba tauba tauba) - 4 submitted by: kkaranth

Teri Deewani

Singer: KAILASH KHER

Lyrics of Teri Deewani

preet ki lath mohe aaisi laag ho gayi main matwaali bal bal jaaun apane piya ko ke main jaaun vaari vaari mohe sudh budh naa rahe tan mann ki yeh toh jaane duniya saari bebas aur laachar phiru main haari main dil haari tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun teri jaan ke sadke mein kuchh aaisa kar jaaun tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main ho ri ha ha ri ho gayi main teri deewani deewani teri deewani deewani tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main ho ri ha ha ri ho gayi main teri deewani deewani teri deewani deewani ishq junoon jab hadh se badh jaaye - 2 hanste hanste aashiq suli chadh jaaye ishq ka jaadu sar chadhkar bole khoob laga lo pehre raste rab khole yahi ishq ki marzi hain yahi rab ki marzi hain yahi ishq ki marzi hain yahi rab ki marzi hain tere bin jeena kaisa ??? tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main ho ri ha ha ri ho gayi main teri deewani deewani teri deewani deewani ke main rang rangili deewani - 2 ke main albeli main mastani gaaun bajaaun sabko rijhaaun he ??? se begaani ke main deewani main deewani tere naam se jee loon tere naam se marr jaaun tere jaan ke sadle mein kuchh aaisa kar jaaun tune kya kar dala marr gayi main mitt gayi main ho ri ha ha ri ho gayi main teri deewani deewani teri deewani deewani teri deewani deewani teri deewani deewani...
Back to Film List

About KAILASA Songs and Lyrics

Explore the KAILASA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KAILASA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics