FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KALA BAZAAR

Read available KALA BAZAAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Apanee To Har Ek

Singer: MOH. RAFI

Lyrics of Apanee To Har Ek

apanee to har aah yek toofaan hai kyaa kare wo jaan kar anajaan hain uparawaalaa jaan kar anajaan hain ab to has ke apanee bhee kismat ko chamakaa de kaano mein kuchh kah de, jo is dil ko bahalaa de ye bhee mushkil hain, to kyaa aasaan hai sar pe mere too jo apanaa haath hee rakh de fir to bhatake raahee ko mil jaayenge rasate dil kee bastee been tere wiraan hai dil to hai, isane shaayad bhool bhee kee hai jindagee hai, bhoolakar hee raah milatee hai maaf kar bandaa bhee yek insaan hai

Khoya Khoya Chand

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Khoya Khoya Chand

O ho ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaa Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand Masti bhari hawa jo chali - 2 Khil khil gayi yeh dil ki kali Mann ki gali mein hai khalbali Ke unko to bulaao O ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand Taare chale, nazaare chale - 2 Sang sang mere voh saare chale Chaaron taraf ishaare chale Kisi ke to ho jaao Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand Oh, oh oh oh oh oh, oh oh oh oh oh oh Aisi hi raat, bheegi si raat - 2 Haathon mein haath hote voh saath Keh lete unse dil ki yeh baat Ab to na sataao Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand Hum mit chale jinke liye Hum mit chale hai jinke liye Bin kuch kahe voh chup chup rahe Koi zara yeh unse kahe Na aise aazmaao Oh ho ho, khoya khoya chaand, khula aasmaan Aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Oh oh, khoya khoya chaand, khoya khoya chaand Khoya khoya chaand, khoya khoya chaand Khoya khoya chaand, khoya khoya chaand

Rhim jhim ke taraane

Singer: MOHAMMAD RAFI & GEETA DUTT

Lyrics of Rhim jhim ke taraane

Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat ) - 2 (Bheege tan man pade ras ki puhaar Pyaar ka sandesa laayi barkha bahaar) - 2 Main na bolu, main na bolu aankhein kare ankhiyo se baat Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat (Sunke matwaale kaale baadalo ka shor Rhoom jhoom ghoom ghoom naache man ka mor) - 2 Sapno ka saathi chal raha mere saath Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat (Jab milte ho tum to chhoote dil ke taar Milne ko tum se main kyu tha beqaraar) - 2 Reh jaati hai, reh jaati hai kyu hontho tak aake dil ki baat Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat

Saanj Dhale Dil Kee Lagee

Singer: ASHA BHOSLE, MANA DEY

Lyrics of Saanj Dhale Dil Kee Lagee

saanj dhalee dil kee lagee, thak chalee pukaar k aa jaa, aa jaa, aa bhee jaa kyaa doo tuze pahale se mai, baithhee hoo dil haar ke jaa jaa jaa jaa, jaa too jaa jid pe aa gayaa hain dil ke aaj yoo naa lautanaa meree suno laut jaao, chhod do ye bachapanaa chaar din kee jindagee mein din hain do bahaar ke aa jaa, aa jaa.. .. kaise kahoo, kaisee ulazanon mein meree jaan hai haa ko naa samaz gaye, ye pyaar kee jubaann hai kaatane hain hum ko din kisee ke intajaar ke jaa jaa jaa jaa, jaa too jaa .. .. sun to le ke mere dil kaa tuzase kyaa sawaal hai kuchh naa kar sakoongee main kisee kaa to malaal hai dil naa tod, chaahe bol do hee bol pyaar ke aa jaa, aa jaa.. ..
Back to Film List

About KALA BAZAAR Songs and Lyrics

Explore the KALA BAZAAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KALA BAZAAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics