FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KALYUG

Read available KALYUG lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aadat - Juda Hoke Bhi

Singer: AATIF ASLAM

Lyrics of Aadat - Juda Hoke Bhi

juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki ha palkon mein banke aansu tu chali aati hai juda hoke bhi waise zinda hu zindagi bin tere main dard hi dard baaki raha hai seene mein saans lena bhar hi yaha jeena nahi hain ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai palkon mein banke aansu tu chali aati hai saath mere hain tu har pal shab ke andhere mein paas mere hain tu ujale savere savere mein dil se dhadkan bhula dena aasan nahi hai ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein juda hoke bhi tu mujhmein kahi baaki hai palkon mein banke aansu tu chali aati hai ab toh aadat si hai mujhko aaise jeene mein yeh jo yaadein hai - 2 sabhi kaatein hai - 2 katado inhe - 2 ab toh aadat si hai mujhko

Aadat - Part 2

Singer: AATIF ASLAM

Lyrics of Aadat - Part 2

Na jaane kab se umeedein kuch baaki hai Mujhe phir bhi teri yaad kyon aati hai Na jaane kab se Door jitna bhi tum mujhse, paas tere main Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein Zindagi se koyi shikwa hi nahi hai Ab to zinda hoon main is neele aasmaan mein Chaahat aisi hai yeh teri badti jaaye Aahat aisi hai yeh teri mujhko sataaye Yaadein gehri hain itni, dil doob jaaye Aur aankhon mein yeh gham nam ban jaaye Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein Sabhi raatein hain, sabhi baatein hain Bhoola do unhe, mita do unhe Ab to aadat si hai mujhko

Dheere Dheere Chori Chori

Singer: ALISHA CHINAI

Lyrics of Dheere Dheere Chori Chori

(dheere dheere chori chori jab bhi andhera chaaye ek tanha sa chaand nikalkar sab roshan kar jaayen har taraf yaha madhoshiyaan phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka) - 2 kabhi khushi hain kabhi koi gam kabhi haseen hain aankhein kabhi num jiyo hus ke yaaron ke jiyo jeena padta hain har mausam bekhudi mastiyaan sab yahaan hain le majaa inka jaanam har taraf yahaan madhoshiyaa phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka dheere dheere chori chori jab bhi andhera chaayen ek tanha sa chaand nikalkar sab roshan kar jaayen har taraf yaha madhoshiyaan phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka kabhi laga kash kabhi laga dam dhunda le apna koi hamdam kaun kehta hain tanha raho achha hota nahi tanhapan pyaas hain jaam hain saakiya hain le mazaa inka tu jaanam har taraf yaha madhoshiyaan phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka dheere dheere chori chori jab bhi andhera chaayen ek tanha sa chaand nikalkar sab roshan kar jaayen har taraf yaha madhoshiyaa phir bhi dil mein manzar hain pyaas ka
Back to Film List

About KALYUG Songs and Lyrics

Explore the KALYUG soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KALYUG.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics