FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KARAM

Read available KARAM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ishq Nachayega

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Ishq Nachayega

Ishq nachayeg (har gum ko geet banaya kare dhadkan ke taal sunaya kare ) - 2 main jitna bhi chahoo, chupaoo ishq nachaya kare - 4 ye ye nasha ye kya nasha anjaane rango ki koi lehar hai ye ye nasha ye jo nasha de nasha de agar yeh zaher hai (har gum ko geet banaya kare dhadkan ke taal sunaya kare ) - 2 main nachoo main nachoo main nachoooo ishq nachaya kare - 4 Ye ye nasha hai kya nasha Ye ye nasha hai jo nasha Ishq nachayega har gum ko - 3 dhadkan ke - 3 main nachoo main nachoo main nachoooo ishq nachaya kare - 4 Ye ye nasha hai kya nasha Ye ye nasha hai jo nasha

Koi Aaisa Aalam

Singer: SONU NIGAM, MAHALAXMI

Lyrics of Koi Aaisa Aalam

koi aaisa alam banke aayi h jaane kis duniya ki tum parchayi ho bhooli bisri yaadein saath main layi ho chayi ho chayi ho humpe chahi ho koi aaisa alam banke aayi ho koi haqeeqat ho ya koi saaye ho bhooli bisri yaadein banke aaye ho chahye ho chaye ho humpe chaye ho Main hu wahi wahi hai sama pehle na thi yeh shokhiya mehki hui hai teri dhadkanein teri chahaton main ho gaye hum aaj gum koi aaisa alam banke aayi ho jaane kis duniya ki tum parchayi ho bhooli bisri yaadein saath main layi ho chayi ho chayi ho humpe chayi ho Kaise sahenge tere pyaar ki judaai kaise kahenge tu hai eharjai (dekhe koi meri bebasi ab aag si lage jo gayi) - 2 koi aaisa alam banke aaye ho koi haqeeqat ho ya koi saaye ho bhooli bisri yaadein saath main layi ho chaye ho chaye ho humpe chaye ho chayi ho chayi ho humpe chayi ho chayi ho humpe chayi ho

Le Jaa

Singer: HARSHDEEP, VISHAL

Lyrics of Le Jaa

Le ja Saans hi toh Baki hai ise bhi le ja dhadkanein khali hai inhe bhi le ja jo chaha woh nahi hai jo na chaha barkhat main hai Jo sukun chahaton main mera qurban woh chahat pe hai woh sukun nafrat main hai jo na chaha barkhat main hai Jo sukun chahaton main nahi woh sukun nafrat main hai Le jaa Saans hi toh Baki hai ise bhi le ja dhadkanein khali hai inhe bhi le ja le ja le ja le ja le ja le jaa ud pyaar diya suniya raam ne ley ja ley ja jediya bakki saavle Ab na muskurahat hai na hi roshni hai Udna mukhte hasi ne te nahi roshni hai hunjawa ce hunire haath Dubbi har khushi re zameen te na na hawa vich ha ek khali je jahan vich na yeh dard ka ehsaas kyon har saans aur jasbaad main ban gaya hai apna karam ise bhi le jaa Saans hi toh Baki hai ise bhi le ja dhadkanein khali hai inhe bhi le ja le ja - 10

Tinka Tinka

Singer: ALISHA CHINNOY

Lyrics of Tinka Tinka

((Tinka Tinka jara jara hai roshni se jaise bhara) - 2 Har dil main armaan hote to hai - 2 bas koi samjhe jara) - 2 (Dil pe ek naya sa nasha cha gaya kho raha tha jo khwaab vo laut aa gaya) - 2 (Yeh jo ehsaas hai jo karaar hai kya issi ka hi naam pyaar hai) - 2 pootche dil thumke jara Tinka Tinka jara jara hai roshni se jaise bhara Har dil main armaan hote to hai - 2 bas koi samjhe jara Tinka Tinka Tinka Tinka
Back to Film List

About KARAM Songs and Lyrics

Explore the KARAM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KARAM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics