FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KARZ - THE BURDEN OF TRUTH

Read available KARZ - THE BURDEN OF TRUTH lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aashiqui Ban Ke

Singer: ADNAN SAMI, KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Aashiqui Ban Ke

Aashiqui Aashiqui Hui Aashiqui Aashiqui Aashiqui Aashiqui Aashiqui Aashiqui Ban Ke Meri Duniya Mein Jaaneman Aaja Na Teri Khusboo Se Meri Zindagani Mehka Jana Aashiqui Ban Ke Meri Duniya Mein Jaaneman Aaja Na Teri Khusboo Se Meri Zindagani Mehka Jana Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui Aashiqui Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui Aashiqui Yeh Teri Ada Sataaye Mujhe Uh Raato Mein Tu Hi Tu Hai Chupi Aab To Mere Har Khwaabon Mein Aasaan Nahin Hai Mujhko Patana Uh Baaton Mein Main Woh Titli Nahin Jo Aa Jaye Kisi Ke Haaton Mein Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui Aashiqui Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui Aashiqui Yeh Aashiqui Meri Hai Bas Uske Liye Jo Mera Ho Jaayega Saaton Janam Ke Liye Pyaar Itna Chupa Hai Is Dil Mein Sanam Tere Liye Kam Lagte Hai Mujhko Sau Janam Bhi Tere Liye Aashiqui Ban Ke Meri Duniya Mein Jaaneman Aaja Na Teri Khusboo Se Meri Zindagani Mehka Jana Pyaar Ban Ke Tu Aaja Na Dildar Ban Ke Tu Aaja Na Khumar Ban Ke Tu Aaja Na Mera Pyaar Ban Ke Tu Aaja Na O O O O Aashiqui Ban Ke Meri Duniya Mein Jaaneman Aaja Na Aaja Aise Ke Phir Kabhi Laut Ke Sanam Na Jana Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui Aashiqui Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui O O O Aashiqui Aashiqui Aashiqui

Mohabbat Hui Hai

Singer: KUMAR SANU, KAVITA KRISHNAMURHTY

Lyrics of Mohabbat Hui Hai

Mohabbat Hui Ha Sanam Chori Chori Ke Hum Ne To Li Hai Kasam Chori Chori Chori Chori Chori Chori Mohabbat Hui Hai Sanam Chori Chori Ke Hum Ne To Li Hai Kasam Chori Chori Zamane Ko Is Ki Khabar Bhi Na Hogi Ke Milte Rahenge Jo Hum Chori Chori Mohabbat Hui Hai Sanam Chori Chori Ke Hum Ne To Li Hai Kasam Chori Chori Aankhon Se Dil Ki Baate Karenge Apne Zuban Se Kuch Na Kahenge Betabiyon Ka Tanhaiyon Ka Yeh Dard Dono Mil Ke Sahenge Hume Chaahaton Ne Hase Ghum Diye Hai Uthayenge Hum Bhi Yeh Ghum Chori Chori Mohabbat Hui Hai Sanam Chori Chori Ke Hum Ne To Li Hai Kasam Chori Chori Dekha Tume Jo Jaane Tamanna Shayar Bane Hum Pehli Nazar Mein Hum Ne Rakha Hai Tum Ko Chupake In Dhadkano Mein Palko Ke Ghar Mein Tumhare Siva Na Kahin Chain Aaye Kiya Tum Ne Hum Pe Sitam Chori Chori Mohabbat Hui Hai Sanam Chori Chori Ke Hum Ne To Li Hai Kasam Chori Chori Zamane Ko Is Ki Khabar Bhi Na Hogi Ke Milte Rahenge Jo Hum Chori Chori Hum Hum Hum Hum Hum Hum Hum Hum Hum Hum

So Gayi Hai Zameen

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of So Gayi Hai Zameen

So Gayi Hai Zamee So Gaya Aasmaan Neend Mein Kho Gaya Dekh Sara Jahaan Palkon Pe Sapne Sajaye Dheere Dheere Baahon Mein Jhulaye Maa Ga Ga Ke Sulaye Aa Re Aa Neendiya Tu Aa Neendiya Tu Aa Neendiya Tu Aa So Gayi Hai Zameen So Gaya Aasmaan Neend Mein Kho Gaya Dekh Sara Jahaan Jaane Lagi Parchaiyan Aane Lagi Tanhaaiyan Chaand Taro Se Yeh Raat Sajne Lagi Hain Ki Baasori Door Bajne Lagi Koi Pari Ud Ke Aayi Zhil Mil Duniya Dikhayi Maa Ga Ga Ke Sulaye Aa Re Aa Neendiya Tu Aa Neendiya Tu Aa Neendiya Tu Aa So Gayi Hai Zameen So Gaya Aasmaan Neend Mein Kho Gaya Dekh Sara Jahaan Tu Hai Mere Jeewan Ka Fal Meri Umeedo Ka Kal Jo Na Dekho Tujhe Saans Jaaye Thaher Ab Hai Tere Liye Meri Saari Umar Sab Ki Nazar Se Bachaye Tujhe Aanchal Mein Chupaye Maa Ga Ga Ke Sulaye Aa Re Aa Neendiya Tu Aa Neendiya Tu Aa Neendiya Tu Aa So Gayi Hai Zameen So Gaya Aasmaan Neend Mein Kho Gaya Dekh Sara Jahaan Palkon Pe Sapne Sajaye Dheere Dheere Baahon Mein Jhulaye Aa Re Aa Neendiya Tu Aa Neendiya Tu Aa Neendiya Tu Aa Hum Hum Hum Hum Aa Aa Aa Aaaaaaa Aa Aaaaaaa Aa Aa Aa Hum Hum Hum Hum Hum Hum Hum Hum
Back to Film List

About KARZ - THE BURDEN OF TRUTH Songs and Lyrics

Explore the KARZ - THE BURDEN OF TRUTH soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KARZ - THE BURDEN OF TRUTH.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics