FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KHOYA KHOYA CHAND

Read available KHOYA KHOYA CHAND lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

O Re Paakhi

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of O Re Paakhi

O Re Paakhi, O Re Paakhi Kaisa Yeh Tera Fasaan Dhundein Hai Kyun Daari Daari Har Pal Ik Naya Thikaana O Re Paakhi, O Re Paakhi Kis Des Tujhe Hai Jaana O Re Paakhi Achcha Nahi Yuun Dard Ko Aajmaana O Re Paakhi, O Re Paakhi Kaisa Yeh Tera Fasaana Dhundein Hai Kyun Daari Daari Har Pal Ik Naya Thikaana Iss Deewaane Dil Ne Bhi Julm Yeh Kya Gajab Kiya Beintaha Tha Jinse Pyaar Beintaha Unhe Ghum Diya Kaisa Tha Dil Ka Nazraana, O Re Paakhi, O Re Paakhi O Re Paakhi, O Re Paakhi Kaisa Yeh Tera Fasaana Dhundein Hai Kyun Daari Daari Har Pal Ik Naya Thikaana O Re Paakhi, O Re Paakhi Kis Des Tujhe Hai Jaana O Re Paakhi Achcha Nahi Yuun Dard Ko Aajmaana Aankhon Ne Phir Ishaaron Se Bheja Hai Ik Paigaam Sun Kap Kapaate Honthon Ne Gaayi Hai Ik Nayi Si Dhun Tufaan Mein Julfon Ka Aashiyaana, O Re Paakhi, O Re Paakhi [ O Re Paakhi Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Khoya khoya chand rehta hai

Singer: BABUL SUPRIYO

Lyrics of Khoya khoya chand rehta hai

(Khoya khoya chand rehta hai aasmaan ke paa Khoye khoye hum bhi rehte hain is jahaan ke paas) - 3 Khoya khoya kyoon rehta hai aaj kal yeh dil Tum to meri jaan samajhti ho kya meri mushkil Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai - 2 (Dekhta hoon sirf tumko, tum nigaahon mein basi ho Chaahta hoon sirf tumko, tum to meri aashiqui ho) - 2 Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai - 2 (Mar gaya pehli hi nazar mein main tumhaari is saadgi pe Dekho aise shaq karo naa tum meri deewaangi pe) - 2 Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai - 2 Khoya khoya chand rehta hai aasmaan ke paas Khoye khoye hum bhi rehte hain is jahaan ke paas Khoya khoya kyoon rehta hai aaj kal yeh dil Tum to meri jaan samajhti ho kya meri mushkil Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai - 2
Back to Film List

About KHOYA KHOYA CHAND Songs and Lyrics

Explore the KHOYA KHOYA CHAND soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KHOYA KHOYA CHAND.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics