FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KISMAT (NEW)

Read available KISMAT (NEW) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Teri Deewangi Mein

Singer: ANAND RAAJ ANAND, RICHA SHARMA

Lyrics of Dil Teri Deewangi Mein

dil teri deewangi mein kho gaya hai haa aaa... dil teri deewangi mein kho gaya hain dil teri deewangi mein kho gaya hain - 2 kho gaya hain ho gaya hain ishq tumse ho gaya hain - 2 (kal talak jo baat bhi karte na the jo nigaahein char tak karte na the) - 2 aaj unko pyar hamse ho gaya hain - 2 ho dil teri deewangi mein kho gaya hain (ishq ne aankhein karam ham pe kiye hain yaar ki aaghosh se lipte hue hain) - 2 khwaab jo dekha tha poora ho gaya hain - 2 ho dil teri deewangi mein kho gaya hain (tum miley toh yeh khudaai mil gayi har khushi jo thi parayi mil gayi) - 2 mil gayi meharbaan mujhpe mera rab ho gaya hain - 2 dil teri deewangi mein kho gaya hain ho gaya hain ishq tumse ho gaya hain - 3

Ham Hain Mast Maula

Singer: ABHIJEET, ALKA YAGNIK

Lyrics of Ham Hain Mast Maula

(Ham Hain Masta Maula - Apni Dhun Mein Hain Magan Dil Ke Badshaah) - 2 Jaa Re Jaa Mohbbat Teri Kya Haqeeqat Kab Kya Rang Dikhaye Kisko Kya Pata Ek Najar Idhar Bhi Dekh Yaar Pyar Kar Dil Diya Hain Tujhko Maine Aeitbaar Kar Arey Yaar Tony Ek Sher Yaad Aaya Sunau Chal Suna Aapki Nigaah Ne Kaha Toh Kutch Jaroor Hain Mera Dil Machal Gaya Toh Mera Kya Kasoor Hain Waah Waah Kya Baat Hain Arey Goli Kyo Goli De Raha Hain Yaar Yeh Toh Kisi Picture Ka Gana Hain Mere Dost Tu Original Sun Aa Mera Original Suna Maikashi Pe Is Kadar Kyo Aapko Garoor Hain Hamko Dekhiye Hajur Bin Piye Saroor Hain Haay Kya Baat Hain Kya Baat Hain Mar Gaya (Aapki Nigaah Ka Asar Hain Yeh Ya Ke Maikashi Ka Yeh Khumar Hain) - 2 Hamko Aaisa Lag Raha Hain Jaane Kyo Ke Aapko Bhi Hamse Bahut Pyar Hain Hamne Baat Aaj Tumse Kehni Thi Yahi Kabse Dhundte The Magar Tum Miley Nahi Ham Hain Masta Maula - 2 Apni Dhun Mein Hain Magan Dil Ke Badshaah Aye Sun Ek Naya Sher Sun Aa Sharab Ke Upar Hain Acha Suna Re Mera Apna Hain Kabhi Maikhane Tak Jaate Hain Aur Kam Hi Peete Hain Ghata Zulfo Ki Cha Jaaye Toh Bemausam Bhi Peete Hain Arey Abhi Toh Waah Bol Arey Phir Se Goli De Raha Hain Yaar Yeh Toh Pankaj Udhas Ki Ghazal Hain Arey Yaar Har Baar Pakad Leta Hain Tu Chal Tu Mera Sun Ekdum Original Hain Ekdum Suna Jo Anthi Ke Adde Par Jaate Hain Woh Kam Kyo Peete Hain Yeh Kaise Bewde Hain Jo Peg Gin Gin Ke Peete Hain (Aapke Bina Na Jee Sakenge Ham Baat Yahi Sach Hain Maan Lijiye) - 2 Bebasi Hamari Jaan Lijiye Uske Baad Chahe Jaan Lijiye Kaisi Bebasi Hain Aapko Hain Kaisa Gam Ham Bhi Aapke Hain Dil Bhi Aapka Sanam Ham Hain Masta Maula - 2 Apni Dhun Mein Hain Magan Dil Ke Badshaah Jaa Re Jaa Mohbbat Teri Kya Haqeeqat Kab Kya Rang Dikhaye Kisko Kya Pata Ek Najar Idhar Bhi Dekh Yaar Pyar Kar Dil Diya Hain Tujhko Maine Aeitbaar Kar

Mahi Mahi Mahi Mujhe Challa

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Mahi Mahi Mahi Mujhe Challa

(Challa challa challa chall Challa challa challa) 4x (Challa pawan de mahi) 4x Mahi mahi mahi mainu challa pawan de Mahi mahi mahi mainu challa pawan de Kheech meri photo te batwe jala de Mahi mahi mahi mainu challa pawan de (Challa pawan de mahi) 4x Khwaabon mein dekha kitaabon mein dekha Khwaabon mein dekha kitaabon mein dekha Sapno ki rangeen raaton mein dekha Khwaabon mein dekha kitaabon mein dekha Sapno ki rangeen raaton mein dekha Kahan tune rakh liya khud ko chhupaake Aaja mujhe le jaa teri dulhan banaake (Challa challa challa challa Challa challa challa) Mahi mahi mahi mainu challa pawan de Kheech meri photo te batwe jala de Mahi mahi mahi mainu challa pawan de (Challa pawan de mahi) 4x Kab tu aayega itna bata de Kab tu aayega itna bata de Mujhko bula le ya apna pata de Kab tu aayega itna bata de Mujhko bula le ya apna pata de Tere liye baithi hoon palkein bichhaake Aana hai to aaja mujhe le jaa udaake (Challa challa challa challa Challa challa challa) Aana hai to aaja mujhe le jaa udaake Mahi mahi mahi mainu challa pawan de Kheech meri photo te batwe jala de Mahi mahi mahi mainu challa pawan de (Challa pawan de mahi) 4x Posted By : Mastani Laila, Jennifer-Sermon

Sajan Se Milne Jaana Pada

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Sajan Se Milne Jaana Pada

Deewana dil deewana, deewana di deewana dil deewana, deewana dil. Dil hai deewana, ek nahi mana dil ko bada samjhana pada haye sajna se milne jana pada haye dil hai deewana, ek nahi mana dil ko bada samjhana pada haye sajna se milne jana pada... Dil deewana ek nahi mana dil ko bada samjhana pada cham chama cham chama chama cham jhanjhariya ko chankana pada haye sajna se milne jana pada Dil deewana ek nahi mana dil ko samjhana pada cham chama cham chama chama cham jhanjhariya ko chankana pada haye sajna se milne jana pada... Laaj mujhe roke hai preet mujhe kheeche laaj mujhe roke hai preet mujhe kheeche chali re chali re maito ankhiyon ko meeche chali re chali re maito ankhiyon ko meeche... Pyar kiya toh kiya sharmana akhir ghunghta uthana pada haye sajna se milne jana pada... Rutha huwa rab mera maan ke na maane rutha huwa rab mera maan ke na maane nikli hoon maito mere piya ko manane nikli hoon maito mere piya ko manane mushkil hai mera laut ke jana sajde mein sar ko jhukana pada haye sajna se milne jana pada... Dil deewana ek nahi mana dil ko bada samjhana pada cham chama cham chama chama cham jhanjhariya ko chankana pada haye sajna se milne jana pada... Deewana dil deewana, deewana dil deewana dil deewana deewana dil.. Posted By :PrEiTy GuRl
Back to Film List

About KISMAT (NEW) Songs and Lyrics

Explore the KISMAT (NEW) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KISMAT (NEW).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics