FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KOI MERE DIL MEIN HAIN

Read available KOI MERE DIL MEIN HAIN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Baahon Mein Nahin Rehna

Singer: ADNAN SAMI, ASHA BHOSLE

Lyrics of Baahon Mein Nahin Rehna

(baahon mein nahi rehnaa tere dil mein utaranaa hai - (woh jo pyaar mein hotaa hai - 2) aaj wohi karanaa hai) - 2 baahon mein nahi rehnaa tere dil mein utaranaa hai mere hosh udaane lagi teri har adaa ajanabisi - 2 teraa pyaar milaa jo mujhe main ho gayi gulabisi simi simi pyaas jagaake jaanaa tu baahon mein aake - 2 (tere hi liye sajanaa - 3) mujhe sajanaa sawaranaa hai woh jo pyaar mein hotaa hai - 2) aaj wohi karanaa hai baahon mein nahi rehnaa tere dil mein utaranaa hai tere pyaar mein hone lagi meri jaan main diwaanisi - 2 tere chaahaton mein sanam mili mujhako jindagisi khoyi khoyi aaj hai dhadakan kaisi hai ye sanson kaa bandhan - 2 dil ne pukaaraa hai - 3 mujhe hadase gujaranaa hai woh jo pyaar mein hotaa hai - 2) aaj wohi karanaa hai baahon mein nahi rehnaa tere dil mein utaranaa hai - 2 woh jo pyaar mein hotaa hai - 2) aaj wohi karanaa hai baahon mein nahi rehnaa tere dil mein utaranaa hai - 2 woh jo pyaar mein hotaa hai - 2) aaj wohi karanaa hai baahon mein nahi rehnaa tere dil mein utaranaa hai

Koi Mere Dil Mein Hain

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Koi Mere Dil Mein Hain

Koi mere dil mei ha Joh bhi hai who apna sa hai Mujhe uska hi intazaar hai Kabhi lagta hai yeh jo pyaar hai Ek sapna sa hai Koi mere dil mei hai Joh bhi hai who apna sa hai Jab tak mai uska deewana nahi tha Kya hai mohabaat yeh jana nahi tha Aksar khayalo mei ane woh Mere zindagi mei samane laga woh Koi mere dil mei hai Joh bhi hai who apna sa hai Mujhe uska hi intazaar hai Kabhi lagta hai yeh jo pyaar hai Ek sapna sa hai Yeh dard tu yaar usko bhi hoga Mere tarha pyaar usko bhi hoga Kuch sapane sazane laga hoon Dharkan mei usko basane laga hoon Koi mere dil mei hai Joh bhi hai who apna sa hai Mujhe uska hi intazaar hai Kabhi lagta hai yeh jo pyaar hai Ek sapna sa hai Posted By : Kasish

Na Dil Ko Lagte Na Hairaan Hote

Singer: ANURADHA PAUDWAL & UDIT NARAYA

Lyrics of Na Dil Ko Lagte Na Hairaan Hote

Na dil ko lagate na hayraan hot Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote Na dil ko lagate na hayraan hote Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote Yeh kaise khushi hai joh gaam leke aye Mohabaat ke badle mili hai judaai Zamane se rashmo se yeh dil bekabaar tha Mera saath dene mei agar tumko daar tha Tu pahele na itna maherban hote Kisse se gila kya joh toota mera dil Ki sach hai nahi hai hum mohabaat ke kabil X2 Sawarne se hi pahele sapne na bikarte Kisse ki mohabat pei sitaam hum na karte Agar apne bas mei joh armaan hote Na dil ko lagate na hayraan hote Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote Na dil ko lagate na hayraan hote Kash hum mohabaat se anjaan hote anjaan hote
Back to Film List

About KOI MERE DIL MEIN HAIN Songs and Lyrics

Explore the KOI MERE DIL MEIN HAIN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KOI MERE DIL MEIN HAIN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics