FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KOYLA

Read available KOYLA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dekha tujhe to ho gayi deewani

Singer: ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU

Lyrics of Dekha tujhe to ho gayi deewani

--FEMALE- (Dekha tujhe to ho gayi deewani Paa loon tujhe to mar naa jaaoon kahin) - 2 --MALE-- Tere sang jeene ko aaya Tan mann apna dene laaya Mm hm hm hm, mm hm hm hm, mm hmm Dekha tujhe to jeene lage hum Paa le tujhe to naa ho marne ka gham --FEMALE-- Dekha tujhe to ho gayi deewani Paa loon tujhe to mar naa jaaoon kahin Khush naseebi se mujhe pyaar itna mil gaya Aaj aanchal hi mera mujhko kam lagne laga --MALE-- Ho, oh oh oh oh oh --FEMALE-- Khush naseebi se mujhe pyaar itna mil gaya Aaj aanchal hi mera mujhko kam lagne laga --MALE-- Mangne tera haath main aaya Dene saara jeevan laaya Mm hm hm hm, mm hm hm hm, mm hm Dekha tujhe to, haan jeene lage hum Paa le tujhe to naa ho marne ka gham Chaahna naa chaahna kiske bas ki baat hai Dil ka aaj aana kisi par kismaton ke haath hai --FEMALE-- Ho, oh oh oh oh oh --MALE-- Chaahna naa chaahna kiske bas ki baat hai Dil ka aaj aana kisi par kismaton ke haath hai --FEMALE-- Pehla pyaar ko mit te naa dekha Yeh to hai patthar ki rekha Mm hm hm hm, mm hm hm hm, mm hm Dekha tujhe to ho gayi deewani Paa loon tujhe to mar naa jaaoon kahin --MALE-- Tere sang jeene ko aaya Tan mann apna dene laaya Mm hm hm hm, mm hm hm hm, mm hm Dekha tujhe to jeene lage hum Paa le tujhe to naa ho marne ka gham

Ghunghte Mein Chanda

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Ghunghte Mein Chanda

Ghunghte Mein Chanda Hai Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala Ghunghte Mein Chanda Hai Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Ghunghte Mein Chanda Hai Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Are, Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala... Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm... Aaj Sundarta Dulhan Bani Hai Koi Kismat Ka Kitna Dhani Hai Aaj Sundarta Dulhan Bani Hai Koi Kismat Ka Kitna Dhani Hai Muh Diklayee Ki Khaatir Dil Kya Jaan Bhi Hai Haazir Muh Diklayee Ki Khaatir Dil Kya Jaan Bhi Hai Haazir Badalon Ko Moor Dekhein Chand Ko Chakor Dekhein Tujhko Naseebon Waala Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Hey, Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Ghunghte Mein Chanda Hai Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Are, Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala... Paas Tu Door Tak Hain Nazaarein Mil Rahe Hain Dilon Ko Sahare Paas Tu Door Tak Hain Nazaarein Mil Rahe Hain Dilon Ko Sahare Le Ke Baharein Tu Aayee Door Hui Hai Tanhai Le Ke Baharein Tu Aayee Door Hui Hai Tanhai Ghar Ko Sanwaar De Ga Dil Ko Qarar De Ga Roop Ye Tera Nirala Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Hey, Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Ghunghte Mein Chanda Hai Phir Bhi Hai Phela Chaaron Aur Ujala Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Are, Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala... Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala Hosh Na Kho De Kahin Josh Mein Dekhne Waala

Sanson Ki Mala

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Sanson Ki Mala

Sanson Ki Mala Pe Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam Prem Ke Path Pe Chalte Chale Ho Gayee Main Badnaam Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam Prem Ke Path Pe Chalte Chale Ho Gayee Main Badnaam Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam... Jeevan Ka Singar Hai Preetam Maang Ka Hai Sindoor Maang Ka Hai Sindoor Jeevan Ka Singar Hai Preetam Maang Ka Hai Sindoor Maang Ka Hai Sindoor Preetam Ki Nazroon Se Gir Ke Hai Jeena Kis Kaam Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam Prem Ke Path Pe Chalte Chale Ho Gayee Main Badnaam Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam... Aaaa... Dhanp Liya Palkon Mein Tujhko Band Kar Liye Nain Band Kar Liye Nain Dhanp Liya Palkon Mein Tujhko Band Kar Liye Nain Band Kar Liye Nain Tu Mujhko Main Tujhko Dekhoon Gairon Ka Kya Kaam Sanson Ki Mala Pe Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam Prem Ke Path Pe Chalte Chale Ho Gayee Main Badnaam Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam Sanson Ki Mala Pe Simroon Main Pi Ka Naam...

Tanhai Tanhai Tanhai

Singer: ALKA YAGNIK & UDIT NARAYAN

Lyrics of Tanhai Tanhai Tanhai

Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm... Tanhai Tanhai Tanhai Dono Ko Paas Le Aayee Tanhai Tanhai Tanhai Dono Ko Paas Le Aayee Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil Mauj Ye Kaisi Aayee Tanhai Tanhai Tanhai Dono Ko Paas Le Aayee Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil Mauj Ye Kaisi Aayee... Aaj Hawaon Ne Bansi Bajayee Bin Kahe Dil Ki Baat Batayee Aaj Hawaon Ne Bansi Bajayee Bin Kahe Dil Ki Baat Batayee Le Doobi Mere Pagal Man Ko Tere Pyaar Ki Ye Gehrai Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm... Tanhai Tanhai Tanhia Dono Ko Paas Le Aayee Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil Mauj Ye Kaisi Aayee... Dard Ka Tere Ahsaas Raha Hai Tera Ahsaas Mere Paas Raha Hai Dard Ka Tere Ahsaas Raha Hai Tera Ahsaas Mere Paas Raha Hai Ek Tujhe Bas Meri Lagan Thi Baat Ye Der Se Samajh Mein Hai Aayee Tanhai Tanhai Tanhia Dono Ko Paas Le Aayee Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil Mauj Ye Kaisi Aayee Tanhai Tanhai Tanhia Dono Ko Paas Le Aayee Pyaar Mein Bhey Gaye Do Dil Mauj Ye Kaisi Aayee Aaa Aaa O O O O...
Back to Film List

About KOYLA Songs and Lyrics

Explore the KOYLA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KOYLA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics