FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KRANTI

Read available KRANTI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Mein Dard Sa

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

Lyrics of Dil Mein Dard Sa

Dil Mein Dard Sa Jaga Ha Kaanta Sa Kahin Laga Hai Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai Dil Mein Dard Sa Jaga Hai Kaanta Sa Kahin Laga Hai Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai Dil Mein Dard Sa Jaga Hai Kaanta Sa Kahin Laga Hai Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai Zara Sa Jo Door Gaye To Daude Daude Paas Tumhaare Aa Gaye Yaad Tumhaari Aaye Hamari Jaan Hi Na Le Jaaye Chhup Jaao Tum Meri In Baahon Mein Mar Ke Bhi Na Hum Bichde In Raahon Mein Vaada Hum Ne Bhi Kiya Hai Vaada Tum Ne Bhi Kiya Hai Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai Dil Mein Dard Sa Jaga Hai Kaanta Sa Kahin Laga Hai Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai Na Yeh Hum Jaane Na Tum Jaane Ek Duje Ke Hum Deewane Likh Diye Pyaar Ne Aankhon Aankhon Mein Dil Ke Afsaane Jab Mile Hai Hum Mile Hai Anjaanose Ab Milenge Hum Lekin Deewanose Hum Tum Mein Jo Silsila Hai Sara Shaher Jaanta Hai Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai Dil Mein Dard Sa Jaga Hai Kaanta Sa Kahin Laga Hai Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai Dil Mein Dard Sa Jaga Hai Kaanta Sa Kahin Laga Hai Mohabbat Yeh Nahin To Kya Hai

Ishq Jadu Ishq Tona

Singer: AMIT KUMAR, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Ishq Jadu Ishq Tona

Ishq Jadu Ishq Tona Ishq Chaandi Ishq Son Na Jaane Kahan Dil Yeh Mera Kho Gaya Dekha Jo Tujhe Ishq Mujhe Ho Gaya Na Jaane Kahan Dil Yeh Mera Kho Gaya Dekha Jo Tujhe Ishq Mujhe Ho Gaya Jaaneman Is Umar Mein Hai Zaroori Ishq Hona Ishq Hona Ishq Jadu Ishq Tona Ishq Chandi Ishq Sona In Aankhon Ka Afsana Main Ban Baitha Deewana Tune Oh Jaane Jaana Kya Kiya In Aankhon Ka Afsana Main Ban Baitha Deewana Tune Oh Jaane Jaana Kya Kiya Ishq Hasna Ishq Rona Ishq Jadu Ishq Tona Na Jaane Kahan Dil Yeh Mera Kho Gaya Dekha Jo Tujhe Ishq Mujhe Ho Gaya Jaaneman Is Umar Mein Hai Zaroori Ishq Hona Ishq Hona Khushboo Se Mehke Mehke Sholon Se Dehke Dehke Main To Hoon Behki Behki Hain Nasha Khushboo Se Mehke Mehke Sholon Se Dehke Dehke Main To Hoon Behki Behki Hain Nasha Ishq Pana Ishq Khona Ishq Chandi Ishq Sona Na Jaane Kahan Dil Yeh Mera Kho Gaya Dekha Jo Tujhe Ishq Mujhe Ho Gaya Na Jaane Kahan Dil Yeh Mera Kho Gaya Dekha Jo Tujhe Ishq Mujhe Ho Gaya Jaaneman Is Umar Mein Hai Zaroori Ishq Hona Ishq Jadu Ishq Tona Ishq Chaandi Ishq Sona Jaaneman Is Umar Mein Hai Zaroori Ishq Hona Ishq Hona Jaaneman Is Umar Mein Hai Zaroori Ishq Hona Ishq Hona Ishq Jadu

Jung Ho Ya Pyaar

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Jung Ho Ya Pyaar

Jung Ho Ya Pyaar Kar Gaya Jo Pehla Waa Jung Ho Ya Pyaar Kar Gaya Jo Pehla Waar Woh Jeet Gaya Jeet Gaya Jeet Gaya Mere Yaar Ek Do Teen Char Bijli Chamki Jamuna Paar Ek Do Teen Char Bijli Chamki Jamuna Paar Doston Ki Mehfil Mein Dushmano Ka Kaam Kya Dushmano Ki Mehfil Mein Doston Ka Kaam Kya Aap Ka Hai Naam Kya Boliye Sarkar Ek Do Teen Char Bijli Chamki Jamuna Paar Ek Do Teen Char Bijli Chamki Jamuna Paar Ya Mujhko Deewana Bana Ya Mera Deewana Ban Ja Shama Ban Ja Parwana Ban Ja Teer Ban Ja Ya Nishana Ban Ja Aa Mere Aa Mere Aa Mere Dildaar Ek Do Teen Char Bijli Chamki Jamuna Paar Ek Do Teen Char Bijli Chamki Jamuna Paar Jung Ho Ya Pyaar Kar Gaya Jo Pehla Waar Jung Ho Ya Pyaar Kar Gaya Jo Pehla Waar Woh Jeet Gaya Jeet Gaya Jeet Gaya Mere Yaar Woh Jeet Gaya Jeet Gaya Jeet Gaya Mere Yaar Ek Do Teen Char Bijli Chamki Jamuna Paar Ek Do Teen Char Bijli Chamki Jamuna Paar

Mera Dil Tu

Singer: SUNIDHI CHAUHAN, SHAAN

Lyrics of Mera Dil Tu

Mera Dil Tu Waapis Mod De Hat Mera Peecha Chhod D Mera Dil Tu Waapis Mod De Hat Mera Peecha Chhod De Mera Dil Tu Waapis Mod De Hat Mera Peecha Chhod De Mainu Pyaar Nahin Karna Nahin Karna Nahin Karna Nahin Karna Mera Dil Tu Waapis Mod De Hat Mera Peecha Chhod De Mainu Pyaar Nahin Karna Nahin Karna Nahin Karna Nahin Karna Likhe Jo Maine Khat Tere Naam Kabhi Woh Deja Sanam Lagi Hai Dil Mein Jo Tasveer Teri Woh Le Ja Sanam Main Tujhe Bhool Jaao Tu Mujhe Bhool Jaana Na Mujhe Yaad Karna Na Mujhe Yaad Aana Achcha Na Hoga Warna Na Hoga Warna Nahin Nahin Nahin Karna Na Soch Na Kabhi Ki Tere Peeche Peeche Main Aane Laga Yeh Gaya Yeh Gaya Le Main Chala Gaya Main Jaane Laga Nigaahon Ko Churake Yun Baahon Ko Chuda Ke Tu Ja Kahan Raha Hai Magar Ghar Jaake Aahen Na Yaar Bharna Na Aahen Bharna Aahen Na Barna Nahin Karna Nahin Nahin Nahin Karna Mera Dil Tu Waapis Mod De Hat Mera Peecha Chhod De Mainu Pyaar Nahin Karna Nahin Karna Nahin Karna Nahin Karna Nahin Karna Accha Nahin Karna Nahin Karna Maine Chali Jaaongi To Nahin Aaongi Bula Le Mujhe Main Rooth Jaaongi To Rooth Jaaongi Manale Mujhe Main Tujhko Manao Nahin Hai Yeh Zaroori Magar Kya Karoon Meri Hai Thodi Majboori Tere Saath Jeena Marna Hai Jeena Marna Hai Jeena Marna Ab Tu Yeh Kehna Chhod De Mera Dil Tu Wapis Mod De Ab Tu Yeh Kehna Chhod De Mera Dil Tu Wapis Mod De Nahin Kehna Nahin Kehna Nahin Kehna Nahin Kehna Nahin Kehna Nahin Kehna Nahin Kehna Nahin Kehna
Back to Film List

About KRANTI Songs and Lyrics

Explore the KRANTI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KRANTI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics